Mere Khaab Raiza Raiza is a Social Reformal Novel by Todays very popular female writer Maha Malik. She is one of the most popular female writer of this age. She has written variety of stories on the social reformal issues. One of them is Mere Khaab Raiza Raiza. She has written in all popular women digests and her readers wait for her novels. Greed and wanting more and more is also part of human nature and this is the theme of thi novel. Her fans will love her novels on kitaabghar.com. The basic theme of this novel is the human feelings of greed, rapacity and supremacy. The novel is an excellent effort on a very common and sensitive issue i.e., showing off and craving for things we don-t have but our friends have. This is very common in females and this story is just a right thing for girls to read and think over it. Some people just can-t get enough out of their lives, they want more and more, no matter how much they get. They only look up to go higher without realising, how much it will cost them or their lovedones. Zainab, the main character of this novel, is a representative of these kind of people in our society. She always wanted more and more and running after the glowing things thinking of them gold. She wanted to live higher in the sky among stars, but she could not even find the fireflies in this world. All she got was burnt hand and she lost everything she had.
omints on jo chale to jan se guzr gye
Posted 05:10:2009 - 02:21:06:
assalam alekum maha malik novel buhut zbrdst tha aas pas ka hosh nhe rehne dya,aapne novel ko buhut khobsurti or saleekay se aagay barhaya,end prh kr buhut afsos hua,aik bat kehna chahongi k jstrah aaap log apni kahani k kirdaro se mhbt krte hain is tarah ka aik lagao reader ko bhi in charactrz se ho jata hai in k sath hum hanste hain or agr charactr sad ho to hm hanste hain is lye trajedies pr hath zra haula rakha kijye or sad ending kam likha kijye,kyu k hamesha sad ending nhe hoti allah taala maaf b to kr deta hai na,khai me end se agree nhe krti agr aapne zoofi ko itna aali zrf dikhaya hai to use end me hi izhare mhbt kr dena chahye tha or alam shah ne agr suiciadal atteempt kia to wo bach b sakta tha bad me kiu k bar bar to ab mhbt ho nhe skti pehle azar pht alam shah phr azar,ye life hai game nhe,beherhal mai agr ye novel na prhti to wakai mere mutalay mai aik tishnagi reh jati. may god bless u!
assalam alekum,comints 4 jo chale to jan se guzr gye! maha malik aakpa ye novel buhut zabbardast hai,tareef k lye lfz nhe hain,abhi novel khatam kia hai or rona aaraha hai,kash k aalam shah na marta,ye srf lfz nhe hain ye is bat ki aalamat hain k aapne wakai aik mutasir kun novel likha hai,aik bat kehna chahongi k agr me ye novel na parhti to wakai mere mutalay me aik tishnagi reh jati or dosri bat k jistrah aap log aapni kahani k kirdaro ko buhut mohabbat se takhleek krte hain isi trah parhne wale ko bhi novel k characters se pyar ho jata hai or wo b character k sath hansta or rota hai to is lye plz trajedy novel me zra kam hi dikhaya kren or acha end krne ki koshish kia kren wese mujhe end pasand nhe aya kyu k jb heroin ko itna aali zrf dikhaya gya hai to use end me hi sahi izhar kr lena chahye or bhale aalam shah ne golia kha li hun mgr wo bach bhi to skta tha,aazar ka kia tha zndgi ka nam hai chalna so uski bhi rukti to nhe? shukria may god bless u
jo chale to jan say guzar jaye gay
Posted 05:08:2009 - 12:34:23:
acha novel hai aur maha je nay bohot hi acha likha.end bhi bohot pasand aya. unhu nay her character kay saath pura pura insaaf kia hia.thanks for such a nice novel.
"mere hkaab raiza raiza" buht buht buht hi zeda acha novel he. pta nai log pyar ko chor k paisay k peechee kese bhag lete han magr haqeeqat men esa hota bi he. novel buht sabaq aamoz he, or maha malik ki likhne ki quality buht zabrdast! achai or burai ki jang har kisi men hoti he insan ko khud apne achy bhale ka sochna parta he, mahol or dost zindagi bna bi skte bigar bi skte han. zainab ki zindagi men bi achy bury dono trah k log or dost aye thy, magr zainab ne sirf apni nafs ki khwahishat or dunya dari k peeche apni zindagi tabah kr li. zainab khush qismat buht thi apne pyar k lihaz se magr zainab ko na rishton ki qadar krni ai na jazbat ko samhalna aya or na hi use purkhaloos logon ki pehchan krni ai isilye us ki khani ka itna Bhayanak or tragic anjam hua warna shayad wo bi agr amna ki trah sabr or qanat pasandi sekh leti to uski dunya shayad Amna ki dunya se zeda roshan or zindagi zaeda gulo gulzar hoti. is novel se buht se sabaq milte hen. Allah kisi ko zainab jesi soch or naseeb ata na farmain or ham sab ko Allah apne dye pe RAZI OR HKUSH rehna ki toufeeq ata farmain. Amin. Always HOPE for the best and all readers enjoy novel reading and Be optimistic!!!!!!!! be happy u all
mujhe is novel ne rula diya mene ek week main yeh novel complt kiya hai magar mujhe ese laga main isi dunya min hun..is novel ko parhte hue...sach main zainab ne bhut galt kiya apne sath...magar uski sza bhut bhyanak thi..Allah kisi ko itni bari sza na de...oh GOd my tears are shedding..it was really touching
maha ji novel bht acha tha parh k bht rona aya start main parhty gaye zainab p gusa ata raha k itnay pyar bharay shakhs ko dhoka kaisay de sakta hai koi bt jb us ka anjam parha to bht rona aya mjy bht hi
hm yh kahani bht achi thy parhty jarahy thy zainab p gusa araha tha bt yaakeen mainain last main jo anjaam hua us p rona b aya bht ahsan bht payara tha zainab n usy khodya bht rona aya
Coment on Mery khawab raiza raiza
Posted 04:13:2009 - 18:55:01:
Bohat rona aya ye novel perh k specially end tu bohat hi shocking ha but novel bohat sabaq amooz ha iss sy careless loog b sabaq ly sakty hain.Ahsan ka character bohat acha ha.Allah kissi ko b zainab jaisi sooch na dy aamin
Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.
Comments on Mere Khaab Raiza Raiza
Posted 05:10:2009 - 02:21:06:
assalam alekum maha malik
novel buhut zbrdst tha aas pas ka hosh nhe rehne dya,aapne novel ko buhut khobsurti or saleekay se aagay barhaya,end prh kr buhut afsos hua,aik bat kehna chahongi k jstrah aaap log apni kahani k kirdaro se mhbt krte hain is tarah ka aik lagao reader ko bhi in charactrz se ho jata hai in k sath hum hanste hain or agr charactr sad ho to hm hanste hain is lye trajedies pr hath zra haula rakha kijye or sad ending kam likha kijye,kyu k hamesha sad ending nhe hoti allah taala maaf b to kr deta hai na,khai me end se agree nhe krti agr aapne zoofi ko itna aali zrf dikhaya hai to use end me hi izhare mhbt kr dena chahye tha or alam shah ne agr suiciadal atteempt kia to wo bach b sakta tha bad me kiu k bar bar to ab mhbt ho nhe skti pehle azar pht alam shah phr azar,ye life hai game nhe,beherhal mai agr ye novel na prhti to wakai mere mutalay mai aik tishnagi reh jati.
may god bless u!
assalam alekum,comints 4 jo chale to jan se guzr gye!
maha malik aakpa ye novel buhut zabbardast hai,tareef k lye lfz nhe hain,abhi novel khatam kia hai or rona aaraha hai,kash k aalam shah na marta,ye srf lfz nhe hain ye is bat ki aalamat hain k aapne wakai aik mutasir kun novel likha hai,aik bat kehna chahongi k agr me ye novel na parhti to wakai mere mutalay me aik tishnagi reh jati or dosri bat k jistrah aap log aapni kahani k kirdaro ko buhut mohabbat se takhleek krte hain isi trah parhne wale ko bhi novel k characters se pyar ho jata hai or wo b character k sath hansta or rota hai to is lye plz trajedy novel me zra kam hi dikhaya kren or acha end krne ki koshish kia kren wese mujhe end pasand nhe aya kyu k jb heroin ko itna aali zrf dikhaya gya hai to use end me hi sahi izhar kr lena chahye or bhale aalam shah ne golia kha li hun mgr wo bach bhi to skta tha,aazar ka kia tha zndgi ka nam hai chalna so uski bhi rukti to nhe? shukria may god bless u
yes this is very good story her shade shuda auraat ko zarror padhne cahyee
Posted 05:08:2009 - 12:34:23:
acha novel hai aur maha je nay bohot hi acha likha.end bhi bohot pasand aya. unhu nay her character kay saath pura pura insaaf kia hia.thanks for such a nice novel.
"mere hkaab raiza raiza" buht buht buht hi zeda acha novel he. pta nai log pyar ko chor k paisay k peechee kese bhag lete han magr haqeeqat men esa hota bi he. novel buht sabaq aamoz he, or maha malik ki likhne ki quality buht zabrdast! achai or burai ki jang har kisi men hoti he insan ko khud apne achy bhale ka sochna parta he, mahol or dost zindagi bna bi skte bigar bi skte han. zainab ki zindagi men bi achy bury dono trah k log or dost aye thy, magr zainab ne sirf apni nafs ki khwahishat or dunya dari k peeche apni zindagi tabah kr li. zainab khush qismat buht thi apne pyar k lihaz se magr zainab ko na rishton ki qadar krni ai na jazbat ko samhalna aya or na hi use purkhaloos logon ki pehchan krni ai isilye us ki khani ka itna Bhayanak or tragic anjam hua warna shayad wo bi agr amna ki trah sabr or qanat pasandi sekh leti to uski dunya shayad Amna ki dunya se zeda roshan or zindagi zaeda gulo gulzar hoti. is novel se buht se sabaq milte hen. Allah kisi ko zainab jesi soch or naseeb ata na farmain or ham sab ko Allah apne dye pe RAZI OR HKUSH rehna ki toufeeq ata farmain. Amin. Always HOPE for the best and all readers enjoy novel reading and Be optimistic!!!!!!!! be happy u all
Posted 05:04:2009 - 19:49:47:
mujhe is novel ne rula diya mene ek week main yeh novel complt kiya hai magar mujhe ese laga main isi dunya min hun..is novel ko parhte hue...sach main zainab ne bhut galt kiya apne sath...magar uski sza bhut bhyanak thi..Allah kisi ko itni bari sza na de...oh GOd my tears are shedding..it was really touching
Posted 05:03:2009 - 01:41:06:
maha ji novel bht acha tha parh k bht rona aya start main parhty gaye zainab p gusa ata raha k itnay pyar bharay shakhs ko dhoka kaisay de sakta hai koi bt jb us ka anjam parha to bht rona aya mjy bht hi
hm yh kahani bht achi thy parhty jarahy thy zainab p gusa araha tha bt yaakeen mainain last main jo anjaam hua us p rona b aya bht ahsan bht payara tha zainab n usy khodya bht rona aya
very good heart touching. about true love i know. ----------- love u jan ji --------------