Details

Ishq Ka Sheen (Part-II)

Website
Visit Website
Description
Ishq Ka Sheen is another block buster novel by Amjad Javed and perhaps the most awaited novel of urdu language by social romantic reformal novels readers. Like Ishq ka Ain, this story is also written with the concept of journey of a person from Ishq-e-Majazi to Ishq-e-Haqiqi. The hero of last story of Ishq Ka Ain belonged to a muslim family with great love of ahl-e-bait. But hero of this story (Ishq Ka Sheen) is a non-muslim, Thakur Avtar Singh, who fall in love with a muslim girl on hearing her voice when she was reciting qur'ran. The ishq ka sheen is a very long story of love, passion, enthusiasm, determination and a journey from idol worship to finding the true path leading to Almighty Allah. We are sure, like Ishq Ka Ain, This story will also keep our readers entertained for many months to come.
Rating
  • 100/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
5/5 based on 4 votes.
Ownership webmaster
Tags ,
Views 30311 views, 0 incoming clicks. Averaging 6 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Ishq Ka Sheen (Part-I)
Ishq Ka Sheen-2
Ain Sheen Qaaf
Devta Part 1 by Mohiuddin Nawab
Shehre Tamanna (1st Part)
Submission Date 08:02:2009 (Edited )

Comments on Ishq Ka Sheen (Part-II)

Irfan
Avatar Irfan
#31 - Quote - Permalink
Posted 09:05:2010 - 16:58:09:

Assalamualekum

I don't know what Mr. Haqi had in mind for the climax but I strongly feel Mr. Amjad Javed was far away from that. I must admit it was a good effort by Mr. Javed to complete this novel but he could not match ASLOOB of Mr. Haqi.
I wish this novel was completed by Mr. Haqi, it would have been a gem of urdu litrature.

aamir farooq anjum
Avatar aamir farooq anjum
#32 - Quote - Permalink
Posted 09:05:2010 - 14:50:49:

SUBHAN ALLAH
zabrdast novel hy, aur is ny to meri zindagi mein iktabdili ka aghaz kr dia hy , ALLAH kary k ye tabdili mujhy behtri ki taraf ly jaye aamin
is novel ki jitni TARIF ki jay kam hy.
poly to main soch raha tha k do musanifin ka likha novel hy shaid dusry musanif ka kam wo maza na kry jo haqi sahb ki tehrir mein hy lekin WALLAH zara sa bhi shaiba nahin huwa k kis maqam pe musanif Tabdeel ho gaya hy.....
main donno musanifin ko dil ki atha gehraio sy MUBARIK bad pesh karta hun k unhun ny itna SHANDAR novel takhliq kia
Aisha
Avatar Aisha
#33 - Quote - Permalink
Posted 08:24:2010 - 07:09:56:

buhat acha novel hay...is ko parh k buhat guidance mili... aj hum log jin facts ko bhool chukay hain aur jo facts hamari zindag ka maqsaad hain is novel ko parh k un sab batoon ka ehsas hota hay...characters aur events ko toa writer apna messege parhnay wallon tak poohnchany k liay use karta hay aur meray kahyal say both writers have done it successfully... aj ki life may aisi guidance ki buhat zaroorat hay jis ko is jaisay novel achi tarah say poora kartay hain
Asif Iqbal
Avatar Asif Iqbal
#34 - Quote - Permalink
Posted 08:23:2010 - 10:23:21:

Assalam-o-Alaikum
Aleem sahib ne navel bohat acha likha. First main har bat bohat detail sy byan ki hy. lekin second part main bohat cheezain mis kar di hain. jaisa k Thakur Partab Singh ki second dairy ko byan nhi kia gya. Abdul Haq k Haj ka safar. Noor Bano ki moot ka zikar ni kia gya aur aisi bohat si batain hain jo byan nhi ki gai.
After all novel bht acha likha story b bohat achi hy.
Sant
Avatar Sant
#35 - Quote - Permalink
I like first part
Posted 08:21:2010 - 02:48:27:

Frist part was very intersesting and in very easy language but in secound part alot of things are missing and very heavy urdu used which are hardly understand.and why noor bano died very soon.Anyway overall good novel.
Shafqat
Avatar Shafqat
#36 - Quote - Permalink
ishq ka sheen p-II
Posted 08:20:2010 - 11:39:07:

The 2ed part is totally different than that novel which we are reading in ummat news paper in form of episodes. Any body, or kitaab ghar can explain, why this is?

shafqat115@gmail.com
syed azim ul haq
Avatar syed azim ul haq
#37 - Quote - Permalink
Posted 08:18:2010 - 14:51:24:

yaar mayri to samajh main hi nahi aa raha hay kay yeah kia tha itna ajeeb sa novel main nay pahlay kabhi nahi parha hay pata nahi writer nay is main kia batanay ki koshish ki hay kuch bhi saaf saaf nahi kaha gaya hay is main pahla part to kuch tha bhi 2nd part to pata nahi kia tha yaar itni publicity kay baad aisa novel likha hay aleem sahab nay baray afsoos ki baat hay yaar .waisay aleem sahab baatain bohot bari bari kartay hain lakin is novel main to unhon nay had ho kar di yaar koi pagal hua hay kay aap ka itna lamba novel parhay ga aor aakhir main kuch nahi milay ga us ko pata nahi kia samjhanay ki koshish ki hay aap nay.aap ko chahyaa kay aap apnay pichaly saaray novel pahlay parhain phir aap ki samajh main aa jay ga kay aap nay yeah kia likha hay yaar aap ka standard itna gir jaaay ga mujhay andaza nahi tha itna bara writer aor aisey ajeeb story.dajjal aor yeah story aap ki dono books buri tarah pit gai hain aor jin logon nay khareedi bhi hain unhon nay aap kay puranay naam ki wajzh say li hain khair bhai aap ki marzi ham to aap ko parhna chatay thay lakin aap itnay lambay aor itnay slow novel likh kay hamain boor kartay hain to bhai aap ki marzi.
Sitara
Avatar Sitara
#38 - Quote - Permalink
Posted 08:16:2010 - 17:18:32:

Second part of novel was ok.... alot of things are missing... iam surprised... Novel ko jaisy ZABARDASTI GHASEETA gaya hai... bilawajah ki tawalat... Majzoob ne kaha tha k haq nagar me dobara dawat hogi or tab wo aye ga... wo dawat, wo majzoob ghyab tha...how can writer forget this??? 2ndly thakur partaab singh ki dairy ka zikar he dobara nahi hua k Abdul haq apny walid k barey me jaan pata ... i want to ask writer how can he forget these important things??? continuity was missing... story ko or he koi rukh de dia gaya... is me wo siddat or baat nahi thi jo pehly part me thi... me ne zabardasti novel khatam kia hai...coz is me reader k liye koi khas intrest he nahi tha... or end intehai fazool tha... with respect to writer....
Zafar Dubai
Avatar Zafar Dubai
#39 - Quote - Permalink
Posted 08:03:2010 - 10:31:45:

Itna acha nahi tha, maybe the reasson of other writer, and also so many things was missing, like that: Partab Singh ki personal dariy ka zikar nahi tha, jo k bahut important tha, ramgopal ko dobara nahi dekha halankeh usko SAZA milni chahye thi, tasalsul tha lekin samjhaney ka andanz Haqii Sahib jesa nahi tha
muhammad sagheer naqeebi
Avatar muhammad sagheer naqeebi
#40 - Quote - Permalink
ishq ka sheen
Posted 07:29:2010 - 04:19:43:

zindagi ka khulasa 9 cheezoun ky aany say or 6 chezoun ko bahgaany main hi hay
9 chezian. sabr,hamdardi.tawkal,sach,aaml,khluoos niyet.2 yaad nahi

6 chezian. jhot, gibat,bugaz.kina,hassd.badgumani.

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.