Details

Ishq Ka Sheen (Part-II)

Website
Visit Website
Description
Ishq Ka Sheen is another block buster novel by Amjad Javed and perhaps the most awaited novel of urdu language by social romantic reformal novels readers. Like Ishq ka Ain, this story is also written with the concept of journey of a person from Ishq-e-Majazi to Ishq-e-Haqiqi. The hero of last story of Ishq Ka Ain belonged to a muslim family with great love of ahl-e-bait. But hero of this story (Ishq Ka Sheen) is a non-muslim, Thakur Avtar Singh, who fall in love with a muslim girl on hearing her voice when she was reciting qur'ran. The ishq ka sheen is a very long story of love, passion, enthusiasm, determination and a journey from idol worship to finding the true path leading to Almighty Allah. We are sure, like Ishq Ka Ain, This story will also keep our readers entertained for many months to come.
Rating
  • 100/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
5/5 based on 4 votes.
Ownership webmaster
Tags ,
Views 30300 views, 0 incoming clicks. Averaging 6 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Ishq Ka Sheen (Part-I)
Ishq Ka Sheen-2
Ain Sheen Qaaf
Devta Part 1 by Mohiuddin Nawab
Shehre Tamanna (1st Part)
Submission Date 08:02:2009 (Edited )

Comments on Ishq Ka Sheen (Part-II)

Amjad Javed
Avatar Amjad Javed
#111 - Quote - Permalink
Posted 08:04:2009 - 20:50:06:

AOA
keya app ney writer or publisher sey permission lee hay.?
or bannar par ab bhi aleem u haq haqi ka name hay for part 2?
Asad Mehmood
Avatar Asad Mehmood
#112 - Quote - Permalink
Posted 08:04:2009 - 19:08:07:

Bismillah,

May Ishq ka sheen (Hisa Doam) k liye kafi kuch likhna chahta hun laikin ilm ki kami aray atti hay. Amjad Javaid sb ki koushis kisi tarha bhi kam nahi thi, unhun nay Tasuf aur Ishq-e-Haqiqi ko deen-e-islam ki talemat k sath is tarha say paish kia k umeed hay kisi bhi maslak say taluq rakhnay walay shakhs ko koi takleef nahi puhanhay ge. Magar is k sath may yea bhi kehna chahun ga k Amjad Javaid sab, Aleem Haqi sb ki tehreer k sath insaf nahi kar pay, kiun k aik to buhat si batain uljhi hui reh gain aur doosra shaid kahani apnay plot say hat gai, aur aisa hona shaid fitri baat hay kiun k Amjad sb, hisa awal k kirdarun aur plot ko lay k chalay. Haqi sb aur Amjad sb ki tehreer may jo farq mujhay nazar aye us may sab say pehlay to zuban ka hay, Amjad sb aik hi shaksiat k liye us aur un dono istamal kartay hain, us k i ilawa kai jaghay pay Musalman gharano may lafz didi pharna bhi kuch ajeeb lagta hay laikin jo sab say aham bat aur jo kami mujhay is hisay may nazar aye wo yea hay k haqi sab ki har tamheed ka ikhtatam kisi mafroozay ko sach ya jhoot sabit karna hota hay, aur is k liye wo is dilchasp andaz may dalail ko jortay hain k pharnay wala ruk nahi pata. Amjad sab nay haqeeqatan is kitab k liye buhat mehnat aur tehqeeq ki hay laikin wo kai jagha pay apni tehreer may dilchaspi barqarar nahi rakh paye kuch puaray aisay hain jin may alfaz tak dohray gay hain, plot buhat mehdood aur kamzor hay, sari kitab may tasawuf ki tashreeh bayan ki gay hay jo k apnay aap may buhat khobsurat hay.


May Allah tala say dua karta hun k wo Haqi sab ko sehat dain aur Haqi sb is hisay ko doobara likhain jesay unhun nay ishq k ain ki nazar sani ki thi.

Kitaabghar ka buhat buhat shukriya k unhun nay hum Pakistan say bahir rehnay walun k liye kitabun ka hasul buhat asan kar dia. Allah tala aap ko is ka ajr-e-azeem day.
Shazil
New
Avatar

Usergroup: member
Joined: Jun 12, 2009
Location: Pakistan

Total Listings: 0
Total Comments: 2
Avatar Shazil
#113 - Quote - Permalink
Posted 08:04:2009 - 16:15:39:

Amjad Javed has tried his best to complete the novel, however, much much difference between the writing style of Mr. Haqqi and Mr. Amjad Javed.

Moreover, too much, sometimes intolerable lecturing and preaching, if a reader wants to read about religion, he can easily search and read religions books, however, under the section "romantic and social reformal novel", too much philosophy and lecture.

Moreover, it is very far from reality, Chota Thakur / Abdul Haq, Noor Bano and other characters are very unrealsitc and non-natural. The writer is imposing his own way of thinking / approach on the readers.

First part was better, but the second part is just ok.

Regards,
Hamza
Avatar Hamza
#114 - Quote - Permalink
Posted 08:04:2009 - 00:08:23:

bht achi kitaab thi lekin pehle hissay k mukable mein mjhe kuch kam lagi.....kahani ko precise kiya hai....lekin overall the book was great....thanks kitaabghar for that....

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.