Details

Ishq ka Ain

Website
Visit Website
Description
Ishq ka Ain is an excellent Social Romantic Novel with the touch of sufism and ishq-e-haqiqi. The novel is based on a journey from human-love (ishq-e-majazi) to GOD-love (ishq-e-haqiqi). A story of person, who was running away from love and left his home town to avoid love but ultimately fell in love. The novel is so popular it was first published in digest, later in book form and after that was dramatized and aired by PTV (Pakistan Television Network) with the same name (to cash novels popularity). The novel is though complete but has another big novel on the same topic Ishq ka Sheen (which was published in 2 parts, and Kitaab Ghar will also publish that novel. The novel we are producing here is the revised, enhanced version of novel published in Digest. The Digest version was somewhat short due to length limit restriction.
Rating
  • 97/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.85/5 based on 13 votes.
Ownership webmaster
Views 47386 views, 5 incoming clicks. Averaging 8 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 5
Related Listings
Similar Listings
Basaat
Doosri Fasal
Qissa Aik Damad Ka
Mulk Barae Farokht
Ishq ka Qaaf
Submission Date 11:24:2007

Comments on Ishq ka Ain

Zubair Khan
Avatar Zubair Khan
#71 - Quote - Permalink
WAh Cantt
Posted 05:06:2010 - 03:17:36:

<p><font size="3">Aslaam u alaikum thankx aleem ul haq haqi saab mai wasy bi bohat hasaas dil ka malik hoon or aaj aap ka navil parh kar meri ankhain ro ro ki surkh hoo gai hain ,yakeen karain aaj aap nai ishq ka Falsafa samjha deya hai,allah humsab ko aisa sacha insan or aisa sacha ishq karnay ki tofeek ata farmaye,ameen,again Thankx haqi saab & Kitab Ghar k aap ny aaj bi nojawano k dilo mai etni jaga bnai hai,,</font></p>
Khan, Akhtar Rasool
Avatar Khan, Akhtar Rasool
#72 - Quote - Permalink
ishq
Posted 04:13:2010 - 15:01:37:

mohabbat wo hai jo Allah se ki jaye ya Allah ke liye ki jaye . mohabbat woh qubool hai jo ittebaa ke saath ho . mohabbat ki shiddat ko ishq kehte hain . hum Allah ko maanne aur Allah ki maanne keliye wajood mein aaye hain .
nodsmiling face
mohabbat
Avatar mohabbat
#73 - Quote - Permalink
Posted 04:13:2010 - 14:54:39:

Ishq o mohabbat itne wasee hain ke alfaaz o bayaan ki gunjayish wa riaayat se mutajaawuz mehsoos hote hain . aisa hi koi peraya is kitab mein maloom hota hai .
Khan, Akhtar Rasool
Avatar Khan, Akhtar Rasool
#74 - Quote - Permalink
Posted 04:13:2010 - 14:47:25:

is kitaab ka mota'ala kiya , mozoo iska ishq hai aur zindagi ka mozoo bhi ishq hai . insaaniyat ka dars e awwal bhi ishq hai . sach hai 'mohabbat woh hai jo Allah se ho aur Allah ke liye ho' . ishq mein khudi mit jaati hai aur ishq reh jaata hai isliye sach hai 'hum Allah ko maanne keliye aur Allah ki maanne ke liye peda hue hain' . mohabbat woh qabool hai jo ittebaa ke saath ho . mohabbat ki inteha ishq hai phir iski apni koi inteha nahi .
Anjum Khan Pitafi
Avatar Anjum Khan Pitafi
#75 - Quote - Permalink
ishq ka ain
Posted 03:30:2010 - 19:52:45:

main ny kitab ishq ka ain kai martba parhi .aur yh book parh k mujhy ishq rasool izat sadat naseb hoi is kitab ko laikhny parhny aur logon tak pahnchany walon ko Allah Pak jaza dy aur sb ko ishq rasol naswb kry ameen .....
Muhammad Kashif
Avatar Muhammad Kashif
#76 - Quote - Permalink
comments about Ishq ka ain
Posted 03:22:2010 - 10:13:18:

Assalam 0 Alaicum!

ya novel mujhko maray friend (Honey) nay Keetabghar ke site say download kar k bator gift mujhko de the...yad hain mujhko ka main na is novel ka 1st page bus sir sare read karna start keya or pata nahi kab main is novel main ghum hogaya, main bus srif enta kahoo ga ka Haqi sahab k qalam nay apna haq ada kar dya. or main Keetabghar ka bhi shukarguzar hoo jo hum nae nasal kooo urdu adab k qareb karnay main madadgar sabith ho raha hai.
Tabassum A ltaf
Avatar Tabassum A ltaf
#77 - Quote - Permalink
Posted 03:15:2010 - 20:12:08:

mai ny jtni bhi books parhi hain un mai ye sb c best book hy. bht acha likha hy....
anisa ali
Avatar anisa ali
#78 - Quote - Permalink
ishq ka aeen
Posted 02:28:2010 - 18:49:45:

Salam,
I used to read Aleem Ul Haq Haqi alot...but then i wasnt able to read any other efforts by him...thanks to u kitabghar...u gave ma chance to read one of my favourite writer again...thank u so much ..God bless u all. through ur site i just want to say to Aleem sahab, that he is doing fabulous job. and this novel is one of his best novel. keep it up. May Allah give u health and prosperity..Aameen.
thank u so much kitabghar.

ammara
Avatar ammara
#79 - Quote - Permalink
ishq ka ain
Posted 02:24:2010 - 22:56:21:

salam, i just finish this novel i like it very much i cant forget its end owsum and unforgettable end especially ilahi baksh ishq........ if all people will be honest and faithful like him then the jant will be fully loaded so lets pray tht may we get blessings of Allah g ameen and at end thanks kitab ghar 4 sharing it
ammara
Avatar ammara
#80 - Quote - Permalink
Posted 02:24:2010 - 22:50:19:

salam! me ne abhi ye novel khatam kiya ha ,bht zabardast novel ha i like it very much .me is novel ko kabhi nahi bhool sakti it is one of the most fabulous novel of urdu adab thanks kitab ghar 4 sharing it

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.