Details

Ishq ka Ain

Website
Visit Website
Description
Ishq ka Ain is an excellent Social Romantic Novel with the touch of sufism and ishq-e-haqiqi. The novel is based on a journey from human-love (ishq-e-majazi) to GOD-love (ishq-e-haqiqi). A story of person, who was running away from love and left his home town to avoid love but ultimately fell in love. The novel is so popular it was first published in digest, later in book form and after that was dramatized and aired by PTV (Pakistan Television Network) with the same name (to cash novels popularity). The novel is though complete but has another big novel on the same topic Ishq ka Sheen (which was published in 2 parts, and Kitaab Ghar will also publish that novel. The novel we are producing here is the revised, enhanced version of novel published in Digest. The Digest version was somewhat short due to length limit restriction.
Rating
  • 97/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.85/5 based on 13 votes.
Ownership webmaster
Views 47380 views, 5 incoming clicks. Averaging 8 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 5
Related Listings
Similar Listings
Basaat
Doosri Fasal
Qissa Aik Damad Ka
Mulk Barae Farokht
Ishq ka Qaaf
Submission Date 11:24:2007

Comments on Ishq ka Ain

adnan
Avatar adnan
#41 - Quote - Permalink
Posted 02:22:2011 - 16:49:42:

shaking headrolling eyes aj kal ka ishq log srif jism se he karte hai mje bi ishq howa tha aik asye insan se jis ne mari parwa nh ki aor apni dosto ki batow main aa gi us ko mje pe yakin nh tha mje us se payar karte 10sal ho ge aor kabi us ka hath nh pakra is dunya main bhut kam log hai jo sacha payar karte hai.mari dua un sb logo k ley hai jo sacha payar karte hai.aik bat aor bi sachi mobhabat nakam hi hoti hai.take care all lover
adnan.irshad201@hotmail.com
misbah ali
Avatar misbah ali
#42 - Quote - Permalink
Posted 02:11:2011 - 23:18:36:

Allah pak hm sb ko b ishq e haqeqi ata farmay ameen
ye mri life ka pehla novel hai jo m ny parha aur m Allah ka shukar ada krti hun k ibteda he kamal hai to inteha kia ho gi
mry pas ilfaz nai hain k m apni feelings ko beyan karo.aisy he nai kehty k its da hardst job to express ur feelings.
bs ilfaz nai ml rhy k kia likhon is kahani k bary m
Allah pak sy dua hai k hamain aisa bana dy jaisa to chahta hai ameen
mubasher
Avatar mubasher
#43 - Quote - Permalink
Posted 02:04:2011 - 13:15:49:

ye book bohat zabardast hai insan ko haqiqi mukam per pohnca deti hai is ko perh ker rongtey kahry ho jaty hain
humaira
Avatar humaira
#44 - Quote - Permalink
Posted 01:31:2011 - 23:23:14:

nthng to say abt thz buk...coz it iz da vry beautiful n true ..........the most beautiful book i hv earlier.....isy hi sacha aur paak ishq kehty hin beshak...
Imee
Avatar Imee
#45 - Quote - Permalink
Posted 01:20:2011 - 22:25:27:

"Ishaq Ka Ain" Title Hi Rooh Ko Choo Jata Hai.Waqee Ishaq Ho Tou Elahi Bukhash Jaisa Ho. Aleem-ul-Haq Haqi Sab Mian Ap Ko Salam Paish Karta Hun Itnay Achay Novel ki Likhaari Par. Aap Ne Jo Lafzoon Ko Tarteeb Di Hai I Speachles.....!!! Saadi K Khat Ne Tou Mere Roongtay Kharay Kar Deay Thay. Meri Ankhon se Kuch Time k Leay Zaar o Qataar Ansu Behnay Shru Ho Gay Thay. Iss Novel ki Traeef Tou Soorj Ko Chiraag Dikhnay k Mutradaf Hai.So I Can't Explain. Ye Novel Mian ne apnay Dost "Aamir Butt" k Kihnay par Parha Hai. He Iz a Great Choice. Allah Kitaab Ghar Ko aur Haqi Sab Ko Lambi Zindgi De Aur Ye Isee Tarah apna Ilam Aur Achi Achi Kawish Hum Tak Pouhnchtay Rahin..Ameen.
Hasan Asghar
Avatar Hasan Asghar
#46 - Quote - Permalink
ishq ka ain, foolish novel
Posted 01:02:2011 - 16:22:18:

sulemanjutt wrote:
jnb ish ka falsfa kitnay achay treekay say beyan kia hai. main to ap ki tareef nahi kr skata shed urdu ka daman tang hai lekin you have done the great jobsmiling face



realy realy its a disgusting nad foolish novel thats highly damage the Islamic thought of life and philosphy of love that tuaght the mankind by Allah through His Messnger Hazrat Mohammad Peace be Upon Him,
Allah ordered Muslim to be married in any manners, and Hazrat Mohammad Peace be Upon Him did this Own and Her Beloved Daughter Janab e Sayyeda ant His Others Daughters,
the writer craete a heroin thats not marry whole life for his foolish love of a man and sacirife her life for the foolish hope that she will find her love in heaven,
it is very much confronting the Islamic values and provking the innocent girls that allways facing flirts in innocense,

and what kind of lover is that who "left behind the lady that he said it is his love of first sight"

this kind of people never ever be a real sufi aur Allah,s Friends
Allah,s Friend love the mankind and people nad never ever left people for sacrifice,
,

ab may apnay khayalaat kuch urdu may bhi likh deta hun,

ye 1 intihai fuzool, bemaqsad or jahilana novel hay jo us Islami Taleemat or mohabbat ki rooh k manafi or jo Allah ne Apnay Paighambar Hazrat Mohammad SAWW k zariye Amali shakal may Insaniyat tak pohanchayi hay,

Allah insan ko hukum deta hay shadi karnay ki aur Hazrat Mohammad SAWW ne na sirf Khud aisa kiya balkay Apni Beti Janab e Sayyeda aur Deegar Betio ki shadiyaa,n ki
is novel k musannif ne aik aisi heroin pesh ki hay jis ne is duniya ki 1 mard se mohbbat may sari zindagi shadi nahi ki aur is liye qurbani di k usay jannat may us kiduniya wali mohabbat milay gi,
ye 1 bohat hi fuzool soch hay jo na sirf islami taleem k manafi hay balkay unn masoom ladkiyo,n ko behkanay k bhi mutaraadif hay jo aaye din yaha,n ladko,n k flirt ka shikar hoti hai,n or usay hi sachi mohabbat samajh kar faisla kar leti hay k shadi nahi karengi ab
aisi ladkia apnay parents ki bhi nafarmani ka sbab bantio hay aur aleem ul huq jaisay kotaah nazar aur jaahil musannif iais masoom ladkio ko koi achi raah sujanayk bajaye islam k manafi kaam ki raah dikha kar heroin bannay k khuwab dikhatay hay,

aur ye kon sa mohabbat karnay wala hay jo apni us mohabbat ko hi chor kar bhaag gaya jisay wo apni pehli nazar ki mohabbat qarar deta tha
jis wajah se wo ladki ko chor kar gaya us par usay samjhata na k chor bhaga aur
dabba peer ban gaya,
peer or sufi aisy nahi bantay ye sufi aur Allah k dost ka sheva nahi
Allah k dost aur sufi insano or insaniyat ko chorkarnahi bhaagtay balkay asal may tu ginrnay walo ko hi sambhaltay hay,

zeshan ahmad
Junior Member
Avatar

Usergroup: member
Joined: Nov 09, 2010
Location: WAH CANTT

Total Listings: 0
Total Comments: 26
#47 - Quote - Permalink
Ishq Ka Ain
Posted 12:10:2010 - 10:42:00:

ALEEM UL HAQ HAQI SAAB lagta ha aap ka fav topic ishq e hiqiki ha
mera tu novel parhte hue yh hal tha k ankho main ansso jase bhene k lye beqrar the
aur aap ka kya hal ho ga yh tu ALLAH he behtar janta ha
kya real life main b asa ho sakta ha ?
muje asa lagta ha jase hum sb parhte hue is kahani ka aik hisa hn
aur yh sb batein hamare samne ho rahe hn
i request all of u agr aap ne yh novel nahe parha tu zaror parhen
aur apne friends ko b btaein
relly its a outstanding novel
n in end thanks ALEEM UL HAQ HAQI SAAB for this wonderful effort
shah jee
Avatar shah jee
#48 - Quote - Permalink
Posted 11:20:2010 - 19:43:02:

iss novel main wohi khuch hai jo mujhay bhi sikhaya gaya hia aur aik aik lafz meri ruhaniyat ki tarjumani krta hai.aj jab mujhay sadaat hone k hawalay se izat milti hai tou uss izat krne walay ki qismat pe rashqq ata hai k iss k dil mein Allah pak ka kitna Noor hai aur jab kisi ko mein sadaat k hawaly sw khuch bura kehte sun loon tou mujhay dukh hot hai k iss insaan k maa baap isko Woh dena bhool gy Jo inka duniya aur akirat ka sarmaya hai.
mujahy writer ki shaksiyat Ishq-e-Rasool se bharpoor lagti hai, bilashuba jo iss philosophy ko samjhta hai wohi itni gehrae se likh skta hai....... shah jee
sulemanjutt
New
Avatar

Usergroup: member
Joined: Oct 29, 2010
Location: lahore

Total Listings: 0
Total Comments: 1
#49 - Quote - Permalink
Posted 10:29:2010 - 11:32:55:

jnb ish ka falsfa kitnay achay treekay say beyan kia hai. main to ap ki tareef nahi kr skata shed urdu ka daman tang hai lekin you have done the great jobsmiling face
seema ashdar
Avatar seema ashdar
#50 - Quote - Permalink
ishq ka ain
Posted 10:19:2010 - 15:35:49:

aaj main nay ye novel parha aur yehi kahun gi k bohat dair kar di isay parhnay main .....Allah hum sab k dil main aesi mohabbat dalay jo hamin ishq e haqiqi ki janib lay jaey Ameen....

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.