Details

Ishq ka Ain

Website
Visit Website
Description
Ishq ka Ain is an excellent Social Romantic Novel with the touch of sufism and ishq-e-haqiqi. The novel is based on a journey from human-love (ishq-e-majazi) to GOD-love (ishq-e-haqiqi). A story of person, who was running away from love and left his home town to avoid love but ultimately fell in love. The novel is so popular it was first published in digest, later in book form and after that was dramatized and aired by PTV (Pakistan Television Network) with the same name (to cash novels popularity). The novel is though complete but has another big novel on the same topic Ishq ka Sheen (which was published in 2 parts, and Kitaab Ghar will also publish that novel. The novel we are producing here is the revised, enhanced version of novel published in Digest. The Digest version was somewhat short due to length limit restriction.
Rating
  • 97/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.85/5 based on 13 votes.
Ownership webmaster
Views 47386 views, 5 incoming clicks. Averaging 8 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 5
Related Listings
Similar Listings
Basaat
Doosri Fasal
Qissa Aik Damad Ka
Mulk Barae Farokht
Ishq ka Qaaf
Submission Date 11:24:2007

Comments on Ishq ka Ain

Zafar Dubai
Avatar Zafar Dubai
#61 - Quote - Permalink
Posted 07:26:2010 - 16:52:58:

there is no word after this, Haqqi Sahib all time hit, May HE live ling !!!! AMEEN
Muhammad Sagheer Naqeebi
Avatar Muhammad Sagheer Naqeebi
#62 - Quote - Permalink
niceeeeeeee
Posted 07:26:2010 - 02:47:28:

Es ka jawab nahi hay . main ab tak es noval ko apni  20 martba parh chuka hon.Meari Umar ab 34 saal hony ko hay pahli martba 1992 ya 1993 main parha tha or aaj 21 vian baar parha. tu kuch or issraarrr khuly,Agr saari zindgi bhi koshesh karoun tu koi bhe comments likhny say qasirr houn.

Aamir Ali
Avatar Aamir Ali
#63 - Quote - Permalink
Posted 07:20:2010 - 16:19:37:

There is no words to the praise of this story.....i like it very much..
Mutahir Khan Hassan khail ( yousafzai )
Avatar Mutahir Khan Hassan khail ( yousafzai )
#64 - Quote - Permalink
Posted 07:06:2010 - 20:58:06:

ye kitab bohot achi or ishq k osolon k ain mutabik ishq k sharait or zawabit ko dhaikte howe kamil liki gayi hy
darsal ye ishd-e-haqeqi se ishq-e-majazi or phr ishq-e-haqeqi par liki gai hy jo k insaan ko majboor karti hy k haqeqat sy ishq kya jaye
sweety
Avatar sweety
#65 - Quote - Permalink
Posted 07:05:2010 - 21:49:50:

mujy is book ka urdu may tabsara (review) ker dain
Usman
Avatar Usman
#66 - Quote - Permalink
Posted 07:02:2010 - 15:51:48:

This one is really a good novel.Mughay Writer ko khas mubarkbad dany pary gi k ya shahkar unho nay tahrer kaya ha isay par k agar insan may kuch tabdeli ajay to samj li jeay ga k HAQI sb ki Kushash ka phal mil gaya
Guest
Avatar Guest
#67 - Quote - Permalink
Posted 06:25:2010 - 15:27:08:

can anybody tell me please ye novel true story pe mabni hy kia?
farooq ahmed taj(india)
Avatar farooq ahmed taj(india)
#68 - Quote - Permalink
Posted 06:22:2010 - 05:59:18:

pehle to aleem sahab ko itna achcha novel liknne per dil ki gehrayon se mubarakbad dena chahonga,aur umeed karta hoon ke aage bhi hame aisi hi IMAN AFROZ kahaniyan padhne ko milengi,
aleem sahab ki tahreeron me kahin kahin MOHIUDDIN NAWAB SAHAB ka aks nazar aata hai jo ke padhne me bahuth achcha lagta hai,
allah hafiz
farooq ahmed taj(india)
Avatar farooq ahmed taj(india)
#69 - Quote - Permalink
wishesh
Posted 06:22:2010 - 05:52:32:

pehle to aleem sahab ko itna behtreen novel likhne per mubarakbad dena chahonga,aur unse umeed karta hoon ke aage bhi hame aisi hi iman afroz tahreeren padhne ko milengi
aleem sahab ki tehreeron me kahin kahin MOHIUDDIN NAWAB SAHAB ka aks nazar aata haijo ke bahuth achcha lagta hachai,
kya duniya me ILAHI BAKSH jaise log aaj bhi maujood hain,umeed karta hoon ke shayed honge aur unhi ke dum se yeh duniya chal rahi hai,
allah hafiz.

Salman Raza Qadri
Avatar Salman Raza Qadri
#70 - Quote - Permalink
Posted 05:08:2010 - 14:28:56:

Assalam O Alaikum !!!!
MAshallah !!!!! bauhut hi zabardast aur kamal ki kitab hai ........jahan Aaal e Rasool (S.A.W.W) ka adab bi hai aur ALLAH se ishq ki talqeen bhi ha ........aur us ki makhlooq se bhi muhabbat karnay ka kaha ja raha hai ...........mashallah bauhut hi khoobsurat tahreer hai jis ki jitni bhi tareef ki jaye kam hai.

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.