Details

Ishq ka Ain

Website
Visit Website
Description
Ishq ka Ain is an excellent Social Romantic Novel with the touch of sufism and ishq-e-haqiqi. The novel is based on a journey from human-love (ishq-e-majazi) to GOD-love (ishq-e-haqiqi). A story of person, who was running away from love and left his home town to avoid love but ultimately fell in love. The novel is so popular it was first published in digest, later in book form and after that was dramatized and aired by PTV (Pakistan Television Network) with the same name (to cash novels popularity). The novel is though complete but has another big novel on the same topic Ishq ka Sheen (which was published in 2 parts, and Kitaab Ghar will also publish that novel. The novel we are producing here is the revised, enhanced version of novel published in Digest. The Digest version was somewhat short due to length limit restriction.
Rating
  • 97/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.85/5 based on 13 votes.
Ownership webmaster
Views 47386 views, 5 incoming clicks. Averaging 8 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 5
Related Listings
Similar Listings
Basaat
Doosri Fasal
Qissa Aik Damad Ka
Mulk Barae Farokht
Ishq ka Qaaf
Submission Date 11:24:2007

Comments on Ishq ka Ain

madiha
Avatar madiha
#21 - Quote - Permalink
Posted 04:08:2012 - 00:05:09:

ishq mera hamesha sy fav topic raha h lekin ye apne andar itni gehrai rakhta h k aik aam sa banda
iski feham o frasat ko ni smjh skta...mjy ye book parh k ishq ka sahi maino me pata chala h k ye kis trha majazi sy haqeqi ki traf jata h ... Allah bless him
yasir
Avatar yasir
#22 - Quote - Permalink
Posted 04:01:2012 - 12:40:25:

as usual as romantic novels are but a bit touchy as ISHQ is concernd abt the ALLAH creature.
Zafar nd adeel
Avatar Zafar nd adeel
#23 - Quote - Permalink
Novel
Posted 03:29:2012 - 15:26:47:

bohat acha noval ha ma isy jo ak bar perh lata ha usy ishq k bary ma pta chal jata ha akhir asal ma ishq ha kya
neha
Avatar neha
#24 - Quote - Permalink
GOOD !
Posted 02:12:2012 - 17:50:41:

speechless...smiling facesmiling face zindgi itni assan bhi ho skti hai??? haan shayad
HASSAN ALI EJAZ FROM ABAN CHAK
Avatar HASSAN ALI EJAZ FROM ABAN CHAK
#25 - Quote - Permalink
Posted 09:07:2011 - 20:07:52:

{semicolon})a.o.a
sir mainy apni zindgi ma pehli bar koi novel parha ha aor wo novel ya ha.ma jitni b taareef karun wo kam hogi.parh k meri ankhon se ansu nahi ruky..ye meri zindi ka pehla novel ha jo mujy mery dost ali raza ne gift kia ha..bs yahi kahun ga k is ishq k ain ma itni shiddat ha to pory ishq ma kya hogi..meri ye bat koi ishq wala hi smajh paye ga..han itna kahun ga kdisapproval mujy saadi ki muhabbat se muhabbat hogai ha ...thankssmiling facedisapprovalsmiling face
fairy
Avatar fairy
#26 - Quote - Permalink
Posted 08:20:2011 - 13:31:16:

bht acha likha h.jitni b tareef ki jae kam hsmiling faceallah hm sb ko rah-e-hidayat pr chalaey. amin
Tamoor Mughal
Avatar Tamoor Mughal
#27 - Quote - Permalink
Posted 07:24:2011 - 17:51:10:

iss novel ke tareef key mary pass alfaz nahe hay
malikanam
Avatar malikanam
#28 - Quote - Permalink
Posted 07:10:2011 - 18:34:14:

wonderful novel is sy pahly asa novel nhe pra is ny mary dil ko roshen kar dya writer ko khrajy tahseen pash karta hon jis ny ak ak ishaq ki gahrahi byan kima bta nhi sakta k is novel ny mary dil par kitna asar kya hamojay ya sub haqeqat mahsos hoti ha kmal kar dya sir ji ain ya hy to sheen our kaf kya hon gay ma parny ki sakat mushkal hi rakh skoon ga allah tofeeq dy ya sabaq amooz b ha akhar ma phar kahta hon is ko par k dil ko skoon mla ha
wonderful
ashee malik
Avatar ashee malik
#29 - Quote - Permalink
Posted 07:10:2011 - 03:02:25:

aa yah nvel ka bara ma kay khyoun jub ma is ko tora sa pratee the to katnee dar soochtee ratee lagta tha ka ma allah ka boot pas ho is r lafz muja apna dil ke awaz lagta ma na apne dost ko prna ka layia do is ke be yah he condutoin the is jasa koi novel kabi nahi ayia ga.muja aleem ul haq sab sa malna ke bhoot tmna hai r jis jis gujg ka una zaqar kayia is ma isa dakna ka bhoot shooq hai jasa tariq rod ma hair pur rate ho zangi ma kbi abbottabad zroor jyoun ge is zarat ko dakna ka layia .allem sab ma ke bhoot bree fan hoo .allah ap ko apna iman ma raka ameen .ashee malik yah novel ma apne dost (ATTIA)KO delegate krtee ho.
tatheer zahra
Avatar tatheer zahra
#30 - Quote - Permalink
Posted 06:30:2011 - 18:28:20:

pehlai tou main allah ka shukar ada kron gi kai allah tala nai itnai achai musanaf bi peda kia .is novel nai meri roh ko taza ker dia ye aik shakar tasneef hai joo logon kai soye huai zameron ki zinda ker sakti hai laikin aik halish hai kai sab syedon ka jo rob aur gusa dikhaya gia hai wo sab syedon main nai hota is main syed ka concept sirf aik magroor aur zidi shaksiat sai dia gia hai im also a syed but main apnai logon main isterhan nai daikhti balkai agher koi apna masla lai ker ayai tou kabi bi usai kamter aur hakarat sai nai daikha jata aur na hi kisi zaat ko chota kehnai ka koi rawaj yan koi zabta hamarain han rainj hai bs mera yahi kehna hai
smiling face

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.