Details

Ishq ka Ain

Website
Visit Website
Description
Ishq ka Ain is an excellent Social Romantic Novel with the touch of sufism and ishq-e-haqiqi. The novel is based on a journey from human-love (ishq-e-majazi) to GOD-love (ishq-e-haqiqi). A story of person, who was running away from love and left his home town to avoid love but ultimately fell in love. The novel is so popular it was first published in digest, later in book form and after that was dramatized and aired by PTV (Pakistan Television Network) with the same name (to cash novels popularity). The novel is though complete but has another big novel on the same topic Ishq ka Sheen (which was published in 2 parts, and Kitaab Ghar will also publish that novel. The novel we are producing here is the revised, enhanced version of novel published in Digest. The Digest version was somewhat short due to length limit restriction.
Rating
  • 97/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.85/5 based on 13 votes.
Ownership webmaster
Views 47386 views, 5 incoming clicks. Averaging 8 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 5
Related Listings
Similar Listings
Basaat
Doosri Fasal
Qissa Aik Damad Ka
Mulk Barae Farokht
Ishq ka Qaaf
Submission Date 11:24:2007

Comments on Ishq ka Ain

rahmat
Avatar rahmat
#51 - Quote - Permalink
Posted 10:18:2010 - 13:57:41:

yeh buhat acha novel hai maine is ko aaj dusari baar parah hai lafz nahi hain tareef kerney ke liye.
is se hamain muhabbat aur payar ka aik acha sabaq milta hai.aik aamm insan ki izat ka undazah hota hai.

it's a Fantastic novel,very nice.

meri sari duanin un logon ke sath hain ju muhabbat kertey hain ju samjhtey hain is ko aur qadar kertey hain is ki.
haqqi sahib aur kitabghar aap ka buhat shukriya ju aap ne isi hamarey liye likha aur rakha.

Allah aap ko aap ki zingi main her woh khushi dey jo aap chahtey hain "Amin"
anmol
Avatar anmol
#52 - Quote - Permalink
salam
Posted 10:01:2010 - 02:37:58:

merey pas alfaz ni hn kuch kehny ko. pata ni mujhy kia ho gaya ye novel perh k. aik ajeeb sa ehsas ho ra he . me ne abi abi ye novel perha or mera dil chah raha he mein bht shadeed ro perun.bht kamal ka novel he
Nadia Ali Khan
Avatar Nadia Ali Khan
#53 - Quote - Permalink
Posted 09:30:2010 - 12:40:53:

Main kuch kehney ke qabil hi nai merey pas alfaz hi nai bus ishq aisa bhi hota he mujhey pata nai tha ,shyad ab aisa ishq-e-haqiqi aur majazi nai ab bhi meri aankho main anso hain. halankey main ne us rabt aur tasalsul se nahi parha office ke kam main busy thi but jitna parha jesey parha biyan nai ker sakti us ka hisar, salam to ALEEM UL HAQ HAQI SAAB!

Nadia Ali Khan
Umat-e-Mohammad'
Taraqee Foundation
Quetta
ijaz jan
Avatar ijaz jan
#54 - Quote - Permalink
Posted 09:27:2010 - 10:45:52:

nadeem ne kaha k yeh book parhe.isay download ka rights dia jain ta ka hum is ko apna paas save rakah sakian .hamari libarary ka shunari hesa ban saka.thanks POF LIBARARY WAH CANTT
Zeeshan
Avatar Zeeshan
#55 - Quote - Permalink
Posted 09:01:2010 - 09:58:11:

A very good novel.
I thanks Kitaabghar to make it available for us...{semicolon})
muhammad awais
Avatar muhammad awais
#56 - Quote - Permalink
Posted 08:23:2010 - 00:36:15:

jb mainy yeh novel read kia to mjy lga ky payar akehty kisay hai,jis say payar ho usay pata bi na ho,isay pata bi na ho,thats payar rreaches their extremes,thanks humaira ahmad
Tehseen Haider
Avatar Tehseen Haider
#57 - Quote - Permalink
Posted 08:21:2010 - 12:19:46:

kia bat hai es naval ki es ne to mojy change kar deya.ALLAH HO ALLHA HO ALLAH HOOOOOOOOOOO.......
aamir farooq anjum
Avatar aamir farooq anjum
#58 - Quote - Permalink
Posted 08:18:2010 - 14:56:41:

nodveryyyyyyyyyyyyy gooooooooooood even excelent novel..........unbeliveable style.......I feel love for this grat Novel...Because it chnaged me
nasir ali malaysia
Avatar nasir ali malaysia
#59 - Quote - Permalink
Posted 08:16:2010 - 13:28:38:

i love this book
is jaisi kitab nahi ho sakti
kamal hai buhat aala hai ye kitab
bestdzines
Avatar bestdzines
#60 - Quote - Permalink
Posted 08:15:2010 - 18:21:54:

ishq ka ain aik behtreen novel hey
mein ney yeh apny 26 friends ko gift ki hey,
mein ney jab yeh book reading start ki to
iss book ney aisa mujhy apny sehr mein gariftar kia
k mein ney jab tak iss book ko khatam nahien kar lia
tab tak mujhy sakoon ka sans nahien aaya.

mein ney inki aur b books parhi hein aal are good
= ISHQ KA SHEEN
= ZAMEER K ASEER
= HAJ-E-AKBAR
= BAQAD-E-TOFEEQ

bohat zabardast writer hein janab ALEEM UL HAQ HAQI SAAB!

with best regards!
KHUBAIB SAEED BALOUCH!
DINA DISTRICT JHELUM!

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.