Details

Khuda Aur Mohabbat

Website
Visit Website
Description <br />Khuda Or Mohabbat (Love and GOD) by Hashim Nadeem is a very beautiful social romantic Novel which is being referred to based on true love story of Author himself. The novel is based over a classical Love story narrated over the canvas of two cities i.e Quetta and London. Khuda aur Muhabbat is his first novel which is also being televised for a private TV channel. It is the first ever novel by any Pakistani, in Pakistan which has been written in the backdrop of Holocaust, the famous theory of the Jews, which actually has taken a place of faith for them. The novel is being critically aclaimed at both national and international forums,and soon the English version of the book will also be out from London as well as in Pakistan by Ilm o Irfan Publishers, Lahore.

Hashim Nadeem Khan is a Well known & Skillful writer who became hugely popular in a short span of time. He belongs to Balochistan and a great drama writer and a novel writer. He has complete grip over expressing human feeling of love, desire, patience and so on. His work is widely admired by critics as well as the readers. He also produced 27 Telefilms & 11 Drama Serial as 1st private producer among four of them have won different awards, in which he was also writer and director. Basically associated with civil service but due to his unique style of narration; now widely recognised as a successful Novelist. He has been also awarded with the Bolan Award for the best drama serial ( PTV ) for his serial 'Sipaahee'.
Rating
  • 85/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.25/5 based on 12 votes.
Ownership webmaster
Tags , , , ,
Views 129414 views, 0 incoming clicks. Averaging 27 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Mohabbat Ab Aur Nahi by Mariyam Jahangir
Islam aur nasli aur qaumi imtiazat
Wazoo Aur Science
Aur Kuch Khawab
Husnul Maab Aur
Submission Date 01:21:2011 (Edited )

Comments on Khuda Aur Mohabbat

samreen
Avatar samreen
#251 - Quote - Permalink
Posted 02:07:2011 - 01:48:03:

zabardst novel jab tak finish nhi howa close nhi kar saki jitni taref ki jay kam hy
kashif Riaz Mirza
Avatar kashif Riaz Mirza
#252 - Quote - Permalink
Posted 02:06:2011 - 15:17:48:

very interesting and lovely novel
mein nay asay novel apni zindagi mein bhot kam paray hain yeh ek yed ghar novel hai.
Waqi hii Att-ul-haq qasmi shab nay sahi farmaya yeh takeiya booganay wala novel hai.
unknown
Avatar unknown
#253 - Quote - Permalink
Posted 02:06:2011 - 00:23:28:

salaam to all and specially hashim sb
mein ne kal raat ko ye novel kahatm kiya.....lekin mein khuch likh nhi saka...mera poora jism kanp raha tha...i was literally shivering.....mer himmat nhi hui k mein kuch likh sakoon.....mein pichley 4 saal se london mein hun....mohabbat k baare mein jo aap ne likha uska aik aik lafz mjhe dil se rula gya....mein apne hosh mein aaj tak roya nhi lekin is ko padh k meri aankhen nam ho gyi.....shayd ye meri ab tak ki zindagi ka aks(reflection) tha..mohabbat k alfaz ko to khair chor den kyunki unka koi saani hi nhi lekin jis tarah se aap ne hammad ki surat mein aik musalman aur aik pakistani ki commitment ko dikhaya hai agar wohi commitment hum pakistaniyon mein aa jaye to hum apne mulk ko kahan tak le ja sakte hain......meri yehi dua hai k Allah aap ko kush rakhe aur hum sab ko aik aisa hi pakistani banne ki taufeeq de kyunki agar ab aisa na hua to meri jaan aur mera passion PAKISTAN ka maloom nhi kya hoga.....humein bhi egptians ki tarah roads pe nikalna hoga aur humein batana hoga k hum pakistani hain....warna chand log hamare bache khuche mulk ko kha jayen gay......ALLAH se dua hai k ab humein aqal aa jaye aur hum kuch kr k dikhayen....bachpan ka december bht acha tha lekin is tehreer ne meri neend cheen li hai...ab mjhe lagta hai k mein ne isko padh k ghalti ki kyunki mein ab bht arsa tak sakoon se so nhi sakoon ga........lekin hats off to u......Allah aap ko aur aap ki poori family ko hamesha khush rakhe......lekin plz hashim sb hamesha aisa hi likhte rahiye ga.....khas taur pe mere mulk PAKISTAN k liye.......
dr talat
Avatar dr talat
#254 - Quote - Permalink
Posted 02:03:2011 - 17:16:19:

so many good wishes from core of my heart for the author of this novel, may allah bring u more towards this light which has guided u all the way through writing this novel.

this story is based on truth and personal experience and that is the most powerful element to bring ppl read it, after that the skil author has used to express his feeling and events.

this novel is a hope for those who want to join "haqq", who want to take a little glimpse of love which allah has for all his creation especialy "insaan". after reading this novel, i sit and thought about the love of our creature ALLAH for us, its intensity, its depth and its expectations.

there is never late if any1 of us want to hold the hand of allah, to find that love. but pls remember, that his kindness is un-conditional but love is not.
Guest
Avatar Guest
#255 - Quote - Permalink
Posted 02:03:2011 - 11:52:59:

Novel k bary me kya kahon??? itna acha likha hy k me khud in kirdaron ko apny samny mehsos kr rhi thi...........Boht khobsoorat novel hy...
mirab
Avatar mirab
#256 - Quote - Permalink
Posted 02:03:2011 - 08:54:28:

my GOD itni muhabat. main to kitni bar rooi ise pahte hoye.or bad mein yaad karte oye.Hshim g y r the best jis k lafzon mein itni muhabat or kholoss hai woh khud kesa hoga.thank u so much for this beautifull novelsmiling face
UMAIR AHMAD
Avatar UMAIR AHMAD
#257 - Quote - Permalink
KHUDAA AUR MIHABBAT
Posted 02:03:2011 - 02:02:13:

KHUDA AUR MOHABBAT AK ASA NAVAL JO MARE ZINDGI MA SA BAHTAREEN THA .JES NA LIKHA HA KAMAL HE KAR DE HA.JAB IMMAN MARE THE .OS TIME MA RONA NA LAG GAYA THA.PHER LONDON MA LARKA KAMAL KAR TA HA.TRUTH YAHE HA KA WO AK SACHA LOVERE THA .OR YA KHANI OUT STANDER THE.SLOOT.
sumi
Avatar sumi
#258 - Quote - Permalink
Posted 02:02:2011 - 23:25:02:

i like it too much...
mai tou ro b pari thi during the read.
keep it up hashim....
Muhabbat
Avatar Muhabbat
#259 - Quote - Permalink
Posted 02:02:2011 - 15:59:48:

Salam: Hashim Sahab or kitna Rolana hai app k her novel per buhat sara roti hoon main app ki Karachi Ki fan hoon app se main ne ap k number per baat ki the her novel aek se bar kar aek hai meri samjh nahi ata abdullah ko salam kahun ya addi ki masum muhabbat ko Hammad ki chahat ko ayan k Hosle ko (Salam Hashim Sahab )
Nisar
Avatar Nisar
#260 - Quote - Permalink
Posted 02:02:2011 - 13:58:31:

Noval MUHABAT AOR KHUDA para bahut aacha laga Hashim sahb aap ko saliute ho really bahut aacha laga perh kar aor dil saiy dua bhee nikli keh Allah aap ki mehnat ko char chand lagay.
waqai dil ko moh lainay wali dastan thee bahut aachi lagi

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.