Details

Khuda Aur Mohabbat

Website
Visit Website
Description <br />Khuda Or Mohabbat (Love and GOD) by Hashim Nadeem is a very beautiful social romantic Novel which is being referred to based on true love story of Author himself. The novel is based over a classical Love story narrated over the canvas of two cities i.e Quetta and London. Khuda aur Muhabbat is his first novel which is also being televised for a private TV channel. It is the first ever novel by any Pakistani, in Pakistan which has been written in the backdrop of Holocaust, the famous theory of the Jews, which actually has taken a place of faith for them. The novel is being critically aclaimed at both national and international forums,and soon the English version of the book will also be out from London as well as in Pakistan by Ilm o Irfan Publishers, Lahore.

Hashim Nadeem Khan is a Well known & Skillful writer who became hugely popular in a short span of time. He belongs to Balochistan and a great drama writer and a novel writer. He has complete grip over expressing human feeling of love, desire, patience and so on. His work is widely admired by critics as well as the readers. He also produced 27 Telefilms & 11 Drama Serial as 1st private producer among four of them have won different awards, in which he was also writer and director. Basically associated with civil service but due to his unique style of narration; now widely recognised as a successful Novelist. He has been also awarded with the Bolan Award for the best drama serial ( PTV ) for his serial 'Sipaahee'.
Rating
  • 85/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.25/5 based on 12 votes.
Ownership webmaster
Tags , , , ,
Views 129273 views, 0 incoming clicks. Averaging 27 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Mohabbat Ab Aur Nahi by Mariyam Jahangir
Islam aur nasli aur qaumi imtiazat
Wazoo Aur Science
Aur Kuch Khawab
Husnul Maab Aur
Submission Date 01:21:2011 (Edited )

Comments on Khuda Aur Mohabbat

Jawad Butt
Avatar Jawad Butt
#151 - Quote - Permalink
Posted 04:20:2011 - 15:35:33:

Asslam u alaikum Life main first time koi Noval parha hai and i dont know why mery andar aik ajeeb halchal hai kia koi kisi se itna pyar b kar sakta hai aur kia koi apni zindagi b har sakta hai is pyar k liay aghar aaj koi kisi se itna pyar kar sakta hai then woh is dunya ka sab se khushqismat insan hai jisy us ko aisa pyar mil jae aur main Dua karoun ga k ALLAH sab ko aisa pak pyar karny ki tofeeq de Ameen sum Ameen ALLAH HAFIZ
Nabeel Ahmed Abbasi Qadri
Avatar Nabeel Ahmed Abbasi Qadri
#152 - Quote - Permalink
Posted 04:19:2011 - 11:22:37:

main ne novel harf ba herf parha
aur es main kai jaga to meri apni aankhain bheeg gain
Hashim sab k 2 aur novel Abdullah Aur Muqaddas main ne parhe
meger Khuda aur Muhabbat lajawb he
main kehta hon ager ye novel pora perh k bhi na jane kitni bar aur parhoon ga

wah Hashim Sab Wah
noor
Avatar noor
#153 - Quote - Permalink
Posted 04:19:2011 - 10:32:41:

yea naval theak tha itna acha nhe tha jitna es k baray my sona tha i think ab itnr fast zindagi hy phr bhe heero tangay py ja raha hy yea thora haqikat sy door laga q k phaly easa laga k naval 1960 k dor my hy or heero apna past yaad kar raha hy ovar all theak tha bas holokast k bary my information mil gaie
Ali Abdullah
Avatar Ali Abdullah
#154 - Quote - Permalink
Posted 04:18:2011 - 21:21:34:

In my life its the 2nd novel that i have read...... First one was 'Raja Gidh' by Bano Qudasiya....... i alwayz considered that novel to be a masterpiece in urdu literature..... but after reading this novel... i realized that 'THERE IS SOMETHING FAR GREATER THEN RAJA GIDH'

Truely it is a masterpiece in urdu literature and i have neva read such a marvellous piece of literature and words for love, emotions, relations and religion.....

Hatts off for Mr Hashim Nadeem !!!
Rehan Akber
Avatar Rehan Akber
#155 - Quote - Permalink
Posted 04:18:2011 - 19:54:05:

Woooooooooooooh great yaar aisa out class novel maine life main nahi parha yaar 5 din tak chipka k rakha mujhay great job Hashin bhai. main aik baat pochna chahoon ga k kya ye true story thi ya nahi? Please answer zaroor dejiye ga.

Thanks
salman bangulzai
Avatar salman bangulzai
#156 - Quote - Permalink
Posted 04:18:2011 - 13:54:27:

zindagi me me ne b pehli bar aesi kahani parhi jis ne mujhe b pata nahi kitne sawalon k uper sochne par majboor kiya....Is kahani ki tarif k liye mere pass alfaz nahi hain jitni b karon shayad kam hi ho.....Hashim NAdeem you did a great job, ap ne waqai me lafzon ka aik khobsurat majmoa pesh kiya hai...meri ap se request hai k ap is k baad hone wali kahani b batain plzz....LOVE U All HAMMAD,IMAAN and HASHIM NADEEM...
SYED ALIFAYAQ
Avatar SYED ALIFAYAQ
#157 - Quote - Permalink
Posted 04:16:2011 - 15:05:30:

Bohat he Umda Kahani maine ye kahu to galat na hoga k ye aik nehayat khoobsoorat alfaz ka majmooa pesh kiya Hashim Nadeem sahib ne ye aik esa mawaad hai jis main mohabbat qismat wafa or Mazhab ki sahi tor par akaasi hai ese musannif ki jitni tareef ke jae kam hogee, Hashim Nadeem Sahab apki kitaab kasam se dil main utar gayee wo alfaz wo mayaar ! kiya kehne...
عامر شہزاد
Avatar عامر شہزاد
#158 - Quote - Permalink
ایمان' تازہ ہو گیا'
Posted 04:16:2011 - 05:45:27:

اسلام علیکم

grin ایمان' کو پڑھ پڑھ کے ایمان تازہ ہو گیا'

مخلص،
عامر شہزاد
Ansa
Avatar Ansa
#159 - Quote - Permalink
Posted 04:12:2011 - 16:49:33:

Asslamo Alikum,
Kitaab ghar ka bohat shukria k aisa zabardast novel perny ko mila...
Allah pak se dua hae k wo aap sab ko bohat taraqi dey,Aameen
aur dosra ye k ham jaisay loog khaas toor per females, un k leay ye bohat blessing hae Kitaab ghar jo Laibrary nahi ja sakta due to certain reasons... k yahan ka mahool aisa nahi hae..k females Library jaein...

ALLAH Pak aap ki mushkilaat khatam kary aur ziada taraqi dey,Aameen
Muhammad Suleman
Avatar Muhammad Suleman
#160 - Quote - Permalink
Posted 04:12:2011 - 09:09:31:

Bohat he Umda Kahani maine ye kahu to galat na hoga k ye aik nehayat khoobsoorat alfaz ka majmooa pesh kiya Hashim Nadeem sahib ne ye aik esa mawaad hai jis main mohabbat qismat wafa or Mazhab ki sahi tor par akaasi hai ese musannif ki jitni tareef ke jae kam hogee, Hashim Nadeem Sahab apki kitaab kasam se dil main utar gayee wo alfaz wo mayaar ! kiya kehne... smiling face

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.