Details

Sayah Dhund

Website
Visit Website
Description
Sayah Dhund (Black Fog) by Sahir Jamil Syed is a fiction story, based on battle between Black Magic, Evil Powers from Darkside and the good souls and man. The story tells the age old desire of man to be immortal and most powerful by using Black Magic, Evils Powers and by submission to Devil. The story also tells that the struggle of good and evil is as old as the man itself and it will never end till the doomsday. The novel is about a hindu pandit (guru) who wanted to be immortal and the most powerful and determinant to gain this by any means. The novel is also about a muslim, who was the biggest hurdle in the path of Evil Pandit. Who won this battle? The Evil Guru or the Muslim innocent man? Read this novel to find out. We hope, our readers interested in Horror Thriller Stories, Kala Jadu and Sifli Amal stories will like this novel
Rating
  • 100/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
5/5 based on 2 votes.
Ownership webmaster
Tags , ,
Views 27298 views, 0 incoming clicks. Averaging 5 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Sayah Hashiya
Submission Date 08:18:2009 (Edited )

Comments on Sayah Dhund

Malik Sami
Malik Sami
#31 - Quote - Permalink
Posted 12:01:2009 - 19:43:23:

Salam to All smiling face

if the story based on a true story then i would like to meet Asif Bcoz i want to b like him.There are always some weak and strong parts no one is perfect so keep an eye on strong and good parts.

if u could help me to meet Asif then plz reply me on samigul@hotmail.com.

the story was toooo good. plz keep it up nodnodnod
Faisal
Faisal
#32 - Quote - Permalink
Posted 11:25:2009 - 14:36:05:

although the story is fantastic and intrsting but i am also agree with the post submitted above by "GUEST" that the casting of hero is wrong due to his unperfectness in the way of ibadats.
else the touch of romance has given the story more attraction to the readers.

i appreciate the writer for his struggle for grooming the story and expect moresmiling face
Usman
Usman
#33 - Quote - Permalink
Posted 11:25:2009 - 02:30:31:

Assalam-o-alaikum
Mujeh yeh novel perhne ka kafi maza aya, kiun k es novel main kafi batain Sachai per mab-ni theen.
es novel main buhat kuch sekhne k liye hai. ager koi sekhna chahey tow.........

Usman
usman.dilawar@yahoo.com
03xx-4668582
SAMI
SAMI
#34 - Quote - Permalink
Posted 11:20:2009 - 15:50:44:

ASALAMU ALAKUM
MUHJ IS TIP KI STORIES BOUHAT PASSAND HA AUR YA STORIE BHI BOUHAT ACHI THI SUPER KAHANI THI AP AS HI AUR STORIES LEKAHN TA KA L0GON KO ALLAH AUR US KA BANDO KI MOHBAT KA BARA MAIN ZAYAD SA ZAYAD MALOMAT FARHAM HON
FROM
MUHAMMAD SAMInodnodnod
shahbaz
shahbaz
#35 - Quote - Permalink
schai
Posted 11:20:2009 - 14:30:05:

Asalam o alaikum
.... beshak ye tehrir ilam kay hisaab se kafi kuch apne andar smoye howay hai.. is novel ki malomaat ko dekhte howay aap ki kawish ki tarif na ki jaye to zidti ho gi..ye kuch sawal hain jo mere zehan ko musalsal soch main dale howay hain,,, wo ye kay aap nay aakhir main is kahani ki sachai ki tasdiq kay liye jo hawalaa dia hai yani asif sahib se hasan abdal main mulaqat ho sakti hai..to main ye malom karna chahon ga kay ye kahani kitna arsa pehle likhi gai or is kay waqiyaat kitna arsa purane hain? or agar ye kahani sach hai to kya asif sahib ne ise 1 kahani ki sorat main likhne ki aap ko ijazat di thi ? bas agar in sawalon ka jawab mil jata to nawazish hogi..
faqat ik qaari jo sachaiyon ki talash main hai... :)
mera email>>>>> shahbaz195@hotmail.com:)
Eng. Ahmed
Eng. Ahmed
#36 - Quote - Permalink
Posted 11:11:2009 - 18:32:56:

kitaabgher ki intayamia ka bahot bahot shukria keh unhon ne mera tabsira shaya kia kion keh dar yehi tha keh wo shaya naheen karain ge.
main kitaabgher se novel aur baki books perhta rehta hoon aur yeh bahot achhi site hai aur laiq-e-tehseen koshish bhi.
bas itni darkhoast hai keh aisa kuchh na perhwaya jaey keh jo jo mamooli sa imaan hai usse bhi jain.yeh novel shirk aur kharafat se bhara hua hai. shia log ya unjaise tu zahir hai tareef karain ge.

Kitaabgher ka aik martaba phir shukria keh itni himmat dikhai aur tabsira shaya kerdia!!!
Ahmed
Ahmed
#37 - Quote - Permalink
Posted 11:10:2009 - 14:36:16:

Musannif ne bari maharat aur mehnat se shia mayhab ko bayan kia hai. main ne isse acchi koi tehreer naheen parhi jismain shia mazhab ko itne achhay aur saaf andaz se bayan kia gia ho.
aik bat bahot shandar tareekay se samnay aai hai keh shia mazhab aur hindu mazhab kis tarah aik dosray se milte julte hain, beech main islam ki chand baton ke tarka laga ker shiat ko islma dikhaya jata hai. mazar, ghaleez pan, nanga rehna, jaado tona, Allah ki bajay roshni ki takat, murdo ( dead bodies) ki takat, Allah ke ikhtiar dosron ke haath main , aur inke imamon ki aisi tasweer ke khud tu gande mande hon magar jo baat Nabion ke paas naheen wo inke paas ho aur issi tarah ki kharafat donon muzhab main aik jaisi hain. issi liye indo-pak main shiat ko ideal mahol milla aur yeh yahan khoob phooli.

writer jo khud shia hai ne bahot mehnat se apne mazhab aur shirk ka izhaar kia hai. magar main writer se aik wasal kerna chata hoon, keh jab uzma aur asif aik bister per kaam kerrahe tahy tu muta kion naheen kerlia? aur jaisa keh shiat kehti hai istarah yeh tu muta tha tu gunah kaise hogia? bawakoof khud ho ja bewakoof bana rahe tahy?

dossri big mistake page 170 per hai keh jab asad mar gia tu phir foran agle page per asif ke saath gaari main kaise jara tha?

Kitaabgher ke log kon hain naheen maloom agar muslims hain tu istarah ki book perha ker kia chate hain? urdu ki khidmat ki bajay insaaniyet ki khidmat karo keh logon ko shirk se bacho aur deen ke raste per laago. jo agar kitaabgher wale shia ya koi aur hain tu lagay raho apne kaam per, naseen apna apna!!
MUBASHER KAMAL ZAI
MUBASHER KAMAL ZAI
#38 - Quote - Permalink
Posted 11:08:2009 - 21:52:06:

ASALAMU ALAKUM
APP KA NOVEL PARHA ACHA LAGA BASS AKK BAT JOO RAHEE WOO THE NAMAZ OR GHALAZAT.ISLAM HAMA NAMAZ OR PAKI KA DARS DATA HA LAKIN YAHA PER JOO OLIA KA NAQSHA DEKHAYA GAYA WOO ISLAM KA MANAFEE HA MA NA OR BHI ROHANEAT PER KOTUB KA MUTALAH KIA HA YA ZAROR HA KA WOO POOR OR MALEE LAHAZ SA KAMZOOR HOTA HEEN LAKIN US MA WRITTER PAKI OR SAFAI KA ZAROOR ZEKAR KARTA HA MARA KHAYAL HA APP SAMAJH GAYE HON GA
WASSALAM
MUBASHER KAMAL ZAIsmiling face
Mariyam Khan
Mariyam Khan
#39 - Quote - Permalink
Posted 11:02:2009 - 17:54:40:

KAHANI BOHAT ACHI THI BUT JAISAY JAISAY HM PARHTAY GAYE IS MAIN DILCHASPI KHATAM HOTI GAYE...is novel k hero Asif nay aik baar b namaz nahi parhi bus aik dafa is baat ka zikar kiya gya...or Allah say us ka taluk bohat kam btaya gya jab k baki sab say ziada... Novel acha tha laikan bohat si jagah par tishnagi si baki rahi yun laga k ye incomplete hay ya IS MAY teachings sahi tarah say nahi ki gaye jaisay islam ko byaan karna chahye tha waisa nahi btaya gya....Safai nisf imaan hay or is main jistarah olia ka khuliya btaya gya us say mujhay ikhtilaaf hay..........
Amjadparvez
Amjadparvez
#40 - Quote - Permalink
Posted 10:24:2009 - 00:55:54:

aik acmadmadmadhi koshish hai jo kafi mehnat sy ki gai hai .writer k pass achhha knoledge hai.

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.