Details

Ishq ka Qaaf

Website
Visit Website
Description
Ishq ka qaaf by Sarfraz Ahmed Rahi is a long novel based on the topic of love. It discusses the path and travel from Ishq-e-Majazi to Ishq-e-Haqiqi. Love is deeper than occeans and Rahi has truly dived deep into it.
He is an Pakistani Novelist and General Book Writer / Compiler, who has many books on his credit. He had worked for many local magazines / digests as Editor. The Novel Ishq ka qaaf is his latest one. He is also awarded a gold medal for performance by two recognized organizations. He has wrote -Aaqa Aaqa- (natia majmua), -Ahkamat-e-Quran or hamari zindagi-, -seeratun nabi- (quiz book), -duaoN or wazaie ka encyclopedia-, -Kero ki Palmistry-, -sarab-, -bhainT-, -saya-, -diwana iblees-, -Doosra Janam-, -Muskurahat ki mout-
Rating
  • 88.6/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.43/5 based on 51 votes.
Ownership webmaster
Views 80536 views, 17 incoming clicks. Averaging 16 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 17
Similar Listings
Ishq ka Ain
Ishq Ka Qaaf
Pukaar
Ishq Fana Hay Ishq Baqa
Purisrar Cheekhain
Submission Date 05:31:2010

Comments on Ishq ka Qaaf

MUHAMMAD AFZAL
Avatar MUHAMMAD AFZAL
#81 - Quote - Permalink
Posted 09:07:2009 - 20:47:26:

the writer translated this hadees as 'Allah is beautiful and loves (His) beauty"
the words in parenthesis is added by author himself. (i think it's not the way. the translation without parenthesis seems correct to me)
Asad Mehmood
Avatar Asad Mehmood
#82 - Quote - Permalink
Posted 07:30:2009 - 20:45:03:

Buhat achi tehreer hay, Allah tala rahi sab ko janat naseeb karay kiun k postings phartay huay pata chala k wo intaqal farma chukay hain. Laikin kuch batun may thori si confusion hay agar kisi dost k pass jawab to zaroor dijye ga.

Kia anbiya ya aulia intaqal karnay k bad dunya may wapis a sktay hain jesa k is novel k end may janza pharanay k liye buzurg aye, kiun k din k jitna ilm meray pass hay us may may nay yeahi phara hay k shaheed zinda hotay hian, aur Allah tala k anbiya aur buzugeeda bandun k jisam ta qayamat mehfooz ker liye jatay hain, ab mjhy itna ilm nahi hay k un ki wafat ka matalb wafat hay ya nahi laikin jesa k aik raywat hay k "Nabi Kareem S.A.W pay jab nazah ka waqat tha to unhoon nay Hazrat Jibrail say pucha k kia meri umat ko nazaa k waqt itni hi takleef hogi to Jibrail nay haan may jawab dia, Nabi Kareem S.A.W ki mubarik ankhun say ansoo jaroo ho gay, to Jibrail nay faramya agar aap ki umat k log har namaz k baad Ayat-ul-Kursi pharain gay to un ka aik kadam dunya may hoga aur doosra janat may", is rawat ko bayan karnay ka maqsad yea hay k jahan tak may nay samjha hay is ka matlab yea hay k Nabi Kareem. S.A.W wafat pa chukay hain, to aisay may koi Wali Ullah kesay wafat panay k baad kisi ka janaza phara sktay hain.

Meri tamam dostun say guzarish hay k meray comments kisi bhi muslak pay koi tanz nahi hain may nay yahan sirf is liye post kia hay k agar koi dost jawab jantay houn to baray mehrabani zaroor likhye ga ta k may is haqeeqat ko samjh sakun.

Agar behas tamiri hui to InshALlah meray ilawa buhat say loug mustafeed houn gay,

best regards,

Asad
meerza
Avatar meerza
#83 - Quote - Permalink
Posted 07:26:2009 - 23:19:48:

yaar meri madad kro. boht arsa se 1 qaul ki talash men hoon. koi to bata do yaar. boht buri haalat hai.

kisi ka qaul hai k "ISHQ K 5 DARJY [STEPS] HOTY HAIN." Mujy sirf 1 yaad hai JUNOON. poori baat koi banda bata dy yaar. mujy email ya sms kr do plz....tumhen Allah ka wasta. agr na kiya to meri tarha paagal ho jao balky junooni ho jao. sulagty raho................

aventess@yahoo.com
0345 574 3883
sHUjAH
Avatar sHUjAH
#84 - Quote - Permalink
ishq
Posted 07:26:2009 - 23:11:10:

azeezaan!
main boht arsa se aik qaul talash kr raha hun. meri madad karo yaaaar. buri haalat hai.
kisi ka qaul hai k "ISHQ K 5 DARJY HOTY HAIN"[mujy sirf aik yaad hai JUNOON]. wo paanch [5] darjy to bata do yar. Allah ka waasta hai tumhein.....agr na bataya to meri [bad]duwa hai k tum sb ko b ishq ho jaye aur sb paaglon ki tarha phiro. balky meri tarha jununi ho jao.....etc. etc...................jaldi krna yaar. aur plz mujy email kr do:

shujahtanveer@gmail.com
nadeem bhatti
Avatar nadeem bhatti
#85 - Quote - Permalink
Posted 07:03:2009 - 21:41:32:

i haven't read this novel yet. but i just want to comment on it page no. 3 (words from the author before starting the novel, preface may be)

1- the writer thinks "Allah jameel wa ya'hub al'jamal" as allah's quote. but in reality it's an Hadees. [in spite of that hadees is the important after quran, but at least we should know that it is from quran or hadees)

2- the writer translated this hadees as 'Allah is beautiful and loves (His) beauty"
the words in parenthesis is added by author himself. (i think it's not the way. the translation without parenthesis seems correct to me)

3- according to the author, Allah says "aay prophet (pbuh), aagar hum teri rounoumai na chah-te tu Hum kuch create na karte"
i have already heard this b4. is this expression from quran or hadees.
ATEEQ
Avatar ATEEQ
#86 - Quote - Permalink
Posted 06:25:2009 - 16:26:48:

BOHQT ACHI HAI ISHQ KI HAQEQAT WAZAY HO GAI.(GOOD LUCK)smiling face
vajiha qazalbash
Avatar vajiha qazalbash
#87 - Quote - Permalink
ishq ka qaaf
Posted 06:13:2009 - 16:20:39:

aoa to all ma na asa novel apni zindagi ma ni para
rat ma sotay waqt ba ikthair hi sarmad k alfaz mari zuban pa thay r ma inti pursakoon nend zindagi ma ni liii


sarfaraz uncle ka jintna shukrya kya jya kam hia mola unkay darjat buland karain ameen
Zuha Batool
Avatar Zuha Batool
#88 - Quote - Permalink
Posted 06:02:2009 - 09:05:39:

Assalam o Alaikum

Ishq ka Qaaf Sarfaraz Ahmed Rahi ki wo takhliq hy jisy creat krky Rahi saahib ne khud apna qalam toor dia hy

Zuha Batool
noor
Avatar noor
#89 - Quote - Permalink
Posted 06:01:2009 - 14:23:10:

ishq ka qaaf 1 aisi kahani hy jis k bary me kuch kahny ko rha hi nai . Sarfaraz Ahmed Rahi ne ye kahani likh kr khud apna qalaam toor dia

Noor
Nafisa Ahmed
Avatar Nafisa Ahmed
#90 - Quote - Permalink
Posted 02:16:2009 - 19:24:01:

Assalam-o-Alaikum,

all of u,

thanx for all ur comments. now its a request that if u really want to do some thing about sarfaraz ahmed raahi sahab. so just please pray for his soul coz he is no more among us. he died last year. his wife died first and then within one year he also expired. so please pray that may his soul rest in peace in heaven. Aameen. Regards. Nafisa Ahmed

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.