Details

Ishq ka Qaaf

Website
Visit Website
Description
Ishq ka qaaf by Sarfraz Ahmed Rahi is a long novel based on the topic of love. It discusses the path and travel from Ishq-e-Majazi to Ishq-e-Haqiqi. Love is deeper than occeans and Rahi has truly dived deep into it.
He is an Pakistani Novelist and General Book Writer / Compiler, who has many books on his credit. He had worked for many local magazines / digests as Editor. The Novel Ishq ka qaaf is his latest one. He is also awarded a gold medal for performance by two recognized organizations. He has wrote -Aaqa Aaqa- (natia majmua), -Ahkamat-e-Quran or hamari zindagi-, -seeratun nabi- (quiz book), -duaoN or wazaie ka encyclopedia-, -Kero ki Palmistry-, -sarab-, -bhainT-, -saya-, -diwana iblees-, -Doosra Janam-, -Muskurahat ki mout-
Rating
  • 88.6/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.43/5 based on 51 votes.
Ownership webmaster
Views 80542 views, 17 incoming clicks. Averaging 16 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 17
Similar Listings
Ishq ka Ain
Ishq Ka Qaaf
Pukaar
Ishq Fana Hay Ishq Baqa
Purisrar Cheekhain
Submission Date 05:31:2010

Comments on Ishq ka Qaaf

Muhammad Raihan
Avatar Muhammad Raihan
#31 - Quote - Permalink
Posted 07:21:2011 - 14:45:53:

Aslamo alaikum.
Jazak Allah,what a beautiful explanation of ISHQ.
One of the best books you can gift to your loved ones.
May Allah bless Mr Rahi for writing this book.Salaam to all.
bad-e-saba
Avatar bad-e-saba
#32 - Quote - Permalink
ishq ka qaaf
Posted 07:10:2011 - 01:21:57:

subhanallah buht hi achi aur dil ko garma denyali kitab hai . is ko pard kar me bohat bar roi hoo.mayre pass alfaz nahi hai ke is kitab ki tareef kar sakoo
Zahid Farooq
Avatar Zahid Farooq
#33 - Quote - Permalink
Posted 06:03:2011 - 00:40:13:

main nay ya kitab 20 martaba par le hai .lakin jab bhi parta hoon ek naye bat ka pata chlta hai .kay ishq kia ishq a haqiqe zabardast .
Junaid
Avatar Junaid
#34 - Quote - Permalink
Posted 05:15:2011 - 17:16:04:

Junaid from Srinagar. Meri aankhain ashkoon ko zabt na kar saki. Is novel ko jab shuroo kiya to khatam kar k he baitha. Namaz, khana aur chand ghante ki neend ke siwa ise padta raha. Bahut Emaan afroz hai. Lekin kuch cheezain sahih maloom na hovi.1. darvesh ka reha ka maang bharna. 2.janazey ka imaam.
But it is really a great novel, Ishq ka qaaf mujh pe bhi nazil ho. Ameen
shahid
Avatar shahid
#35 - Quote - Permalink
Posted 05:13:2011 - 10:10:37:

i dnt think so k these novel are as good as was ishk ka ain,and ishk ka sheen first part,because those were written by aleem ul haki,and these othere writer like amjad and javed who wrote these novel they are not even close to aleem ul haki.i stil dnt understand these ishk ka sheen second part and ishk ka kaaf ye love story thay ya history hy ya religious novel bcz they are such a mess
Rehan
Avatar Rehan
#36 - Quote - Permalink
Posted 05:11:2011 - 16:02:59:

novel no doubt great tha but kuch kamzoori thi first to ye k Allah walay kabhi ganday nahi rahty kyun k islam k mutabiq safai nisf eiman hai secondly darwaish galiyan nahi detay thirs musalman koi bhi hindowana harkat nahi karty jaisay maang bharna etc aur last main jo imam ban k aaya tha wo thora ziada hi over ho gya tha yaar aisa nahi hota ok. but still yahi kahoon ga k novel buhaat great tha
Ghulam-e_Mustafa
Avatar Ghulam-e_Mustafa
#37 - Quote - Permalink
JazakAllah
Posted 05:06:2011 - 15:35:05:

Allah hamaray dilon main Main Ishq peda kar dai,or Aqa ki mohabaat ka haq ada karny wala bana dai,SalAllah o Alihay Wasalam.
Usman Jamil
Avatar Usman Jamil
#38 - Quote - Permalink
Posted 05:01:2011 - 20:53:43:

is novel ki tareef k barey main kuch likhna shayed iss great novel ki touheeen ho gee...
meri Allah sey dua hai k wo hum sab par ish ka Qaaf utarey .. ta k hum dono jahano main surkhuroo ho payen...
Rahi sahab iss novel ki waja sey main ap ka new fan hun...
Allah ap ko lambi umar ata farmaye ta k app essi taran hamari rehnumai karen... Ameen
maskaan
Avatar maskaan
#39 - Quote - Permalink
ishaq ka qaaf
Posted 05:01:2011 - 02:10:11:

asalamo alaikum

ishaq ka qaaf novel k bare me jinta bi likha jye kam he mery pas alfaz nahin jin se mai wo jazbaat beyaan kar sakon jo is novel parhane k baad paish aye yun samjen imaan taza ho gya or bohat se raazon se parda uth gya aise inkishafaat hue jo pehle raaz the
bas itna janti hon jab jab mujy apne imaan ko garmana ho ga mujy ishaq ka qaaf parhna ho ga
or isko likhne waale un k lie to sirf duayen hen aqidat he allah un haanio naasire ho!!!!!!!!!!!!!!
uzma
Avatar uzma
#40 - Quote - Permalink
Posted 04:01:2011 - 00:36:30:

is novil ko men kia kahon bs ankhon men ab bh anso hn meri zinndagi ka sarmaya hn men kbh ni bohl skti

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.