Details

Ishq ka Qaaf

Website
Visit Website
Description
Ishq ka qaaf by Sarfraz Ahmed Rahi is a long novel based on the topic of love. It discusses the path and travel from Ishq-e-Majazi to Ishq-e-Haqiqi. Love is deeper than occeans and Rahi has truly dived deep into it.
He is an Pakistani Novelist and General Book Writer / Compiler, who has many books on his credit. He had worked for many local magazines / digests as Editor. The Novel Ishq ka qaaf is his latest one. He is also awarded a gold medal for performance by two recognized organizations. He has wrote -Aaqa Aaqa- (natia majmua), -Ahkamat-e-Quran or hamari zindagi-, -seeratun nabi- (quiz book), -duaoN or wazaie ka encyclopedia-, -Kero ki Palmistry-, -sarab-, -bhainT-, -saya-, -diwana iblees-, -Doosra Janam-, -Muskurahat ki mout-
Rating
  • 88.6/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.43/5 based on 51 votes.
Ownership webmaster
Views 80545 views, 17 incoming clicks. Averaging 16 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 17
Similar Listings
Ishq ka Ain
Ishq Ka Qaaf
Pukaar
Ishq Fana Hay Ishq Baqa
Purisrar Cheekhain
Submission Date 05:31:2010

Comments on Ishq ka Qaaf

Haadia
Avatar Haadia
#41 - Quote - Permalink
Posted 02:25:2011 - 17:37:59:

Aslamualkum
main ney jab sey ye novels parhy hain.AIN SHEEN KAAF aur ISHQ KA KAAF..main ak ajeeb sey ahsas sey dochar hon.in books ke bary main likhny k liay mery pass koi alfaz ni hain..ye meri zindgi k liay bht keemti sermaya hain,aur mujy lagta hai k main in sey mazeed book ni perh sakti,main nahi chahti k inka aser meri zindgi sey khatm ho ya kam ho jaye..apka bht bht shukeria k ap ney ye novls online kiy.main apk liay aur jin hastyo ney in ahsasat ko tehreer ki surat main piash kia hai unkliay meri dili dua zaroor ho g.INSHALLAH.ap sab ney meri zindgi ki rahain asan ker di...shukria to bht chota lafz hai.lakin mery pass wo b alfaz ni hain.jis sey main apni kafiat ka izhar ker sakoon..ALLAH ap sab ko khush rakhy,aur apni hefazt main rakhay..AMEEN.AMEEN AMEEN...........RAB RAAKHA
syed iqtadar ul hassna
Avatar syed iqtadar ul hassna
#42 - Quote - Permalink
Posted 02:22:2011 - 14:35:46:

ishq ka ain, ishq ka sheen, aur ishq ka qaaf......

mein yha jitna bhi likho wo kam hai.
ishq ki intha hai in mein...meri tu roh kaanp uthi thi...
GUEST
Avatar GUEST
#43 - Quote - Permalink
Posted 02:21:2011 - 07:14:58:

SUBHANALLAH IMAAN TAZA HO GAYA.ALLAH APP KO JAZA DE AAMEEN
AKBAR MALIK
Avatar AKBAR MALIK
#44 - Quote - Permalink
Posted 02:08:2011 - 00:29:04:

A.A
SUCH A NICE BOOK.I READ IT MANY TIME AND EVERY TIME IT GIVE ME GREAT PLEASURE. I REALLY THANKFUL TO MR.RAHI WHO GIVE US SUCH A SPIRITUAL BOOK ISHQ KA QAAF.
MAY GOD BLESS HIM IN ALL FIELDS OF LIFE.

REGARDS.
AKBAR MALIK FROM KHUSHAB
muhammad hafeez
Avatar muhammad hafeez
#45 - Quote - Permalink
kharaje tehseen
Posted 02:04:2011 - 12:53:10:

JIS ANDAAZ MEI IS NOVEL KO BAYAN KIA GIYA HAI WO QABLE TEHSEEN HAI. MAIN NE YE NOVEL PARHE HAI AUR YAQEEN MANE JAISE HAMIN HAMARA BHOOLA HUA SABAQ YAAD A GIA HO. IS NOVEL NE HAMARE ANDAR KO ROSHAN KAR DIYA HAI. ALLAH APP KO HAMESHA APNI AZEEM NEIMATON SE NAWAZTA RAHE. (AMEEN)
Eiram Mirza
Avatar Eiram Mirza
#46 - Quote - Permalink
Posted 01:05:2011 - 16:13:11:

nice novel ap nay novel buhat khubsorat likha lakin ap nay do jaga par galti ke 1st Alla walay kabhe gande gali nahe datay 2nd hum Allah key karam say musalman hay hum may mang nahe bhari jate .....
zeshan ahmad
Junior Member
Avatar

Usergroup: member
Joined: Nov 09, 2010
Location: WAH CANTT

Total Listings: 0
Total Comments: 26
#47 - Quote - Permalink
Ishq ka Qaaf
Posted 12:06:2010 - 11:38:35:

great novel
main ne yh novel prhna start kya tu end kr k he sans lya
its mindblowing novel
hats of writer
n also thnks for kitabghar for putting such a classic novel
omer
Avatar omer
#48 - Quote - Permalink
Posted 12:03:2010 - 18:10:27:

subhan allah what a novel is sa mujha khud ko sumujhna mai asani ho gaye hai k ma kis kukam pa hon ain sheen qaaf ye he zindage ha very nice
shahbaz
Avatar shahbaz
#49 - Quote - Permalink
Posted 11:28:2010 - 13:32:18:

AOA
aao sab darood shareef parain.. or Allah kay habib ki khidmat main paish karain shayed.. un ki 1 nigaah hamari nijaat ka samaan kar de.. aamin Allah o Akbar....
Uzma Ashiq Ali
Avatar Uzma Ashiq Ali
#50 - Quote - Permalink
Posted 10:17:2010 - 03:36:07:

Asalam-o-Alikum
is sai bhter mje Ishq ka Qaff na e koi bata sakta tha na e smjha sakta tha.Waqi Ishq Ishq e.
Allah hum sb ko Ishq ata farmaye.or manzil tak b bhnjaye.
Amean

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.