Details

Dil Phoolon Ki Basti

Website
Visit Website
Description
Dil Pholon Ki Basti is a very popular novel By famous woman novelist Nighat Abdullah. Nighat Abdullah is a very popular female writer among women and those who like romantic social issues. She has produced many master pieces best sellers including Dil PhooloN ki basti (Novel), MohabbatoN ke Dermayan (collection of novelettes) and Mohabbat ka hassar. Novel Dil Phoolon ki Basti is just one of them. The novel is all about human nature and behaviours, emotions, desires, thinkings and strong family bonds. We hope Nighat Abdullah fans will also like this novel as they approved other Novels already published on kitaabghar.com
Rating
  • 92/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.6/5 based on 5 votes.
Ownership webmaster
Tags
Views 56601 views, 0 incoming clicks. Averaging 11 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Safaid Phoolon Si Ek Dua by Nuzhat Jabeen Zia
Mata e Dil
Dil Ke Dareechay
Dil ke mamaly
Bisat e Dil
Submission Date 06:27:2010

Comments on Dil Phoolon Ki Basti

nowsheen
New

Usergroup: member
Joined: Nov 15, 2015
Location: hyderabad

Total Listings: 0
Total Comments: 8
Posted 02:18:2016 - 22:44:48:

Mashallah. .fabulous awesome and beautiful novel. .end pe mere ansoo nikal aye k do dil se sachi Mohabbat kr ne wale duniyy ki shazisho aur majburiuo ka shikar ho kr nadi k do kinare band k rahe gaye jo saat saat chal k bhi saat nahi...bahut bahut khubsurat nighat mam..

novel ma aasiya...nabil..aur sabahat k characters ache the bahut..maine aap k dil se uska rishta" aur " Mohabbat ka hassar ma" bhi pada hai. .ye novel bhi bahut khubsurat hai. .

sach ye novel ek aurat ki sachi Mohabbat ki misal deta aur ek mard jo kitani bhi sachi Mohabbat k dawe kare Zindagi ma aage baade hi jata jaise sikander ne maher unissa k saat aage nikal gaye pr ek aurat wahi khadi rahe jati hai. ..Shukriya kitabghar. .
jiya
jiya
Posted 02:11:2013 - 01:38:45:

novel bhut zabrdast tha bhut acha but asia k sath acha nahe kiya :::::::sad asis k sath jo hua us per to rona he ageya shah sikander ka piyar itna kamzoorrrrrrrrrrr ap ko shah sikander our asia ko end may mila dyna chaye tha wasy bhe during pregancy divorce nahe hote to q nahe milaya ap nay ?but novel waqi bhut acha tha asia ko khuse milni chaye thi shah sikander ki surat may i think so .
saba
saba
Posted 08:26:2012 - 01:07:16:

buht buht acha novel tha per asia k sath buht bura kiya us k liye ek bhi khushi nhi rakhi or shah sikander ka pyar start me jo itna shadeed tha wo bad me itna kamzor kese ho gayashaking heador shah sikender ko fudal lord bataya tha start men to us men kuch esi bat thi per bad men wo kahin se bhi lord nhy lag raha tha or jab us ne asia ko chordiya to mehr un nisa k sath compromise q kiya ye mohabbat nhy khud gharzi he sikandar ka anjam b acha nhy hona chahiye tha q k us ne apni zara si khushi k liye ek larki ki pori zindagi barbad kerdisad
andleeb
andleeb
Posted 08:20:2012 - 21:23:32:

zabardast. mam u r gr8 writer plz mje apne koi ache novels btaen jo me parh skon . loe the novel-
Shafiq Ur Rehman Khan Lound Baloch
Shafiq Ur Rehman Khan Lound Baloch
Posted 05:12:2012 - 06:51:55:

MashaALLAH....!!!
Mubarak ho Nighat Abdullah aap ko.
buhat acha tha,,,end bas aya aur khatm bhi ho gaya thora sa baat bhar jati,,,means k Asiya aur Baba jaan me zara jaang honi chaiye thi,,,phir bhi buhat acha hai sab,,,kam se kam mujhay to ye Novel itna acha laga hai k main isay online prhnay k baad ja kar Kitaab ki shakal me le aya hon,,,
Shafiq Ur Rehman Khan Lound Baloch
Shafiq Ur Rehman Khan Lound Baloch
Posted 05:12:2012 - 06:47:38:

MashaALLAH....!!!
Mubarak ho Nighat Bano aap ko.
buhat acha tha,,,end bas aya aur khatm bhi ho gaya thora sa baat bhar jati,,,means k Asiya aur Baba jaan me zara jaang honi chaiye thi,,,phir bhi buhat acha hai sab,,,kam se kam mujhay to ye Novel itna acha laga hai k main isay online prhnay k baad ja kar Kitaab ki shakal me le aya hon,,,
aqeel razee
aqeel razee
Posted 05:11:2012 - 00:24:17:

yeh novel hum ek mah-naamey mein qistwaar parh chukey hain, mujhey is novel se is liye bhi khasa attachment hai q k humari walida sahiba jo urdu parhna nhi jaanti thien unhein hum parh kar sunatey aur wo baar baar israar kartien k ''aasiya ki kahani'' prh kar sunaao aur jab qiat khatm hoti tab aaindaa qist ka shiddat se intezar karti thien,DIL PHOOLON KI BASTI waqai NIGHAT ABDULLAH SAHIBA ka bohat hi achha novel hai, jaisa ka bataya gya k novel likhne ke dauraan hi wrietr ke shauhar ka inteqal ho gaya thhha isi liye ho sakta hai k novel ki kuchh juziyaat reh gyin hon kuchh baatein novel nigaar ke zehn se mehv ho gyien hon,bil aakhir galati insaan hi se hoti hai, but novel mujhe bht achha laga. NIGHAT ABDULLAH SAHIBA ka asloob sab se munfarid hai unki tehreer prh kar naam dekhe bina bhi andaaza laga sakte hain ke ye NIGHAT ABDULLAH ne hi likha hoga unkey kuchh patent jumly mujhey boaht pasand hian. ex."PHIR KITNY BOHAT SAAREY DIN BEET GYE".Ye jumla wo akser likhti hain. aur bhi kayi patent jumly hian. parh kar khushi hoti hai.ALLAH KARE ZOR -E- QALAM AUR ZIYAADA. ummed karte hain mustaqbil mein NIGHAT SAHIBA mazeed behtreen novels aur afsanon se humein entertain karti rahengi. unka ek novel "KOI LAMHA GULAAB HO" bohat achha hai.ummeed hai wo bhi kitab ghr me online parhne ko milega. shukriya NIGHAT SAHIBA and shukriya KITAAB GHAR.
humaira
humaira
comments
Posted 11:19:2011 - 11:51:13:

Thats right zohra, During pregnancy divorce hoti hi nai to is novel main aisa karnay ki kiya logic thi. writer ko chahiye tha ke divorce na hoti end pe sha sikander aur asia ko milna chahiye tha to novel acha hota aur novel main nabeel ke mother ka kiya hua, kuch nahi bataya. kafi khamian thi novel main. Sabse badri baat Shah sikanar ki mohabat ko jis tarha bataya gaya that uske hisaab se usko mehro nisa ko accept hi nahi karna chahiye that. mujhay to novel ki clear story hi samajh nai aye.Extra ordinary lengthy tha.
asmaa
asmaa
help
Posted 10:10:2011 - 02:38:51:

yaar i cant find the last part, aik dam hi novel ghaib ho giya main 2nd part ka page 163 perh rahi thi nxt day agay check kiya tu novel hi ghaib hai kiya keroon can ne1 help plz:rolleyes::(
MUSKAN BUTT
MUSKAN BUTT
#10 - Quote - Permalink
Posted 08:18:2011 - 11:35:41:

madAP KA NOVEL BHOT ACHA THA LAKEN END MAIN THOAR SA THIK NHI KIYA NA NABEEL KI MAA KA KUCH BATYA US K SAT KIYA HOWA KIYA NHI UR NA BABA JAN KA KUCH THIK SY BATY A ANY WAY AP KA NOVEL WAQY BHOT ACHA TAH ASY HI NOVEL LIKHTI RAHA KARY

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.