Details

Dil Phoolon Ki Basti

Website
Visit Website
Description
Dil Pholon Ki Basti is a very popular novel By famous woman novelist Nighat Abdullah. Nighat Abdullah is a very popular female writer among women and those who like romantic social issues. She has produced many master pieces best sellers including Dil PhooloN ki basti (Novel), MohabbatoN ke Dermayan (collection of novelettes) and Mohabbat ka hassar. Novel Dil Phoolon ki Basti is just one of them. The novel is all about human nature and behaviours, emotions, desires, thinkings and strong family bonds. We hope Nighat Abdullah fans will also like this novel as they approved other Novels already published on kitaabghar.com
Rating
  • 92/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.6/5 based on 5 votes.
Ownership webmaster
Tags
Views 55950 views, 0 incoming clicks. Averaging 11 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Safaid Phoolon Si Ek Dua by Nuzhat Jabeen Zia
Bisat e Dil
Dil Ke Dareechay
Mata e Dil
Dil ke mamaly
Submission Date 06:27:2010

Comments on Dil Phoolon Ki Basti

daqter@yahoo.com
Avatar daqter@yahoo.com
#61 - Quote - Permalink
Posted 07:19:2010 - 13:34:17:

ek dam dil ko mo lene wala nawal he 3 din lage moje parne main raat 3 baje tak parta rahta thaa very nic ALLAH TALLA on ki omar lambi kare jo esa nowal likhti hain AMMIN
khan
Avatar khan
#62 - Quote - Permalink
Posted 07:19:2010 - 11:09:21:

no good ye kesi muhabat hai k pehlay us k liyay apna ghar chora aur phir us ko hi chor diya
ager wo sari batain asia ko bata deta chornay se pehlay tu shaid koi aur surat nikal aati khud tu mehrun nisa k sath zindagi guzar li lekin us aasia ki zinadgi tu kharab hoi .in the begning itnimuhabat dkhai aur bad main us muhabat k ata pata hi nahi jab us ko ehsas tha k wo sazishoon ki lupate main hai tu kyon na ye bat aasia ko batai :eyebrowwo :wo us ki bv the muhabat thee us ko etamad main leta us ko sari bat bata .ajeeb muhabat
Laima Ahmad
Avatar Laima Ahmad
#63 - Quote - Permalink
Posted 07:18:2010 - 13:41:14:

first part is interesting but very lenghty ,nighat been stretching the story without any reason,come on girl ,there is no need to write down all crap about tea , lunch and dinners and even who breathes and who is not .i am not impressed at all , its waste of time to read part 2.kitaab ghar please have mercy on people like us ,give us some short stories . thanks anyway
Ammara haq
Avatar Ammara haq
#64 - Quote - Permalink
Posted 07:17:2010 - 21:37:39:

Very beautifull novel..i love it.but it was very very long
anjan
Avatar anjan
#65 - Quote - Permalink
Posted 07:15:2010 - 20:47:09:

Bohat acha tha, bohat pasand aya,very nice novel bas ek shikayat k akhir mein shadi bhi dikhani chahye thi.nodnodnod
aaisha sufia
Avatar aaisha sufia
#66 - Quote - Permalink
Posted 07:14:2010 - 11:30:38:

this is so beautifull romantic novel i love aasia & shah sikandar love story......ye novel itna khubsurat likha hai padhte huye kahin bhi boariyat nahi hui aur sab se khubsurat to no daught aasia aur sikandar ki mohabbat hai jo dil ko chooti hai aasia jo apni puri zindgi sirf sikandar ke naam kar di aur uski mohabbat ko apne dil main basa k puri zindgi guzar di aisa sirf aurat hi kar sakti hai???jo iss main dikhaya hai.......kyun aadmi aisa nahi kar sakta jaisa k shah sikandar ne kia wo asia se hi mohabbat karta tha par mehrunnisa ki khubsurti k aage ek pal k liye wo aasia ko bhi bhool gaya????thats true????lekin in dono ki mohabbat.i really like it aur wo manzar jab shah sikandar aasia se shadi na karne ki waja puchta hai aur wo batati hai?k wo munafiqat nahi kar sakti thi.....aur sikandar dekhta hai!!!!!!!!!!!oh my GOD oh my GOD uss waqt aisa laga k padhte-2 saans hi ruk jayegi......aur shah ka hospital main behoshi k andar aas ko pukarna?????mind belowing aur sab se achcha shah hayat ka aasia ko phone kar k bulana....ye kahani ka nichodh hai.sikandar ki zindgi se asia ko nikalne main shah hayat kamyab ho gaye par uski saaanson se nahi???ye hi mohabbat hai..jo fana nahi hoti....mujhey iss main bas thodi si ye kami lagi k shahpur k bare main thoda kam likha aur kuch nahi jo itna mind nahi hua.over all very beautifull stoty and very very very touching my heart.aur inshaallah ummid karte hain k aage bhi aisi koi khoobsurat tahriir padhne ko milegi.aameen
imran
Avatar imran
#67 - Quote - Permalink
Posted 07:12:2010 - 12:22:07:

this novel is great salam mohabbat{semicolon})my love is also relate to this novel i really love some one like sikander and she also love me as asiya
abeda fayyaz
Avatar abeda fayyaz
#68 - Quote - Permalink
Posted 07:10:2010 - 23:26:39:

this is a fantastic novel i real like it.nod dono handanau e bare balance nahi rakha gaya . aur shapoor ke charaectars ke bare mai bahut kam bataya gaya. but whole story is a mind blowing story
Guest
Avatar Guest
#69 - Quote - Permalink
Posted 07:08:2010 - 20:56:49:

confusedshockedshockedshaking headshaking headdisapprovaldisapprovalraised eyebrowdisapprovalshockedshaking headshaking headshaking head ha ha ha ha ha
Benish
Avatar Benish
#70 - Quote - Permalink
Posted 07:08:2010 - 16:28:38:

superb mindblowing fantastic smiling face maza agaya parh k, keep it up.

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.