Details

Dil Phoolon Ki Basti

Website
Visit Website
Description
Dil Pholon Ki Basti is a very popular novel By famous woman novelist Nighat Abdullah. Nighat Abdullah is a very popular female writer among women and those who like romantic social issues. She has produced many master pieces best sellers including Dil PhooloN ki basti (Novel), MohabbatoN ke Dermayan (collection of novelettes) and Mohabbat ka hassar. Novel Dil Phoolon ki Basti is just one of them. The novel is all about human nature and behaviours, emotions, desires, thinkings and strong family bonds. We hope Nighat Abdullah fans will also like this novel as they approved other Novels already published on kitaabghar.com
Rating
  • 92/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.6/5 based on 5 votes.
Ownership webmaster
Tags
Views 56426 views, 0 incoming clicks. Averaging 11 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Safaid Phoolon Si Ek Dua by Nuzhat Jabeen Zia
Mata e Dil
Dil Ke Dareechay
Dil ke mamaly
Bisat e Dil
Submission Date 06:27:2010

Comments on Dil Phoolon Ki Basti

laiba khan
laiba khan
#71 - Quote - Permalink
aprreciation n criticism
Posted 07:08:2010 - 08:44:20:

over all novel owesome tha nodlakin dono khaandaan k baaray mae likhtay hoay balance nahi rakha asia k ghar walon ko bohat discuss kia gaya aur ounki baitioun ko bi jub k sikandar hero hotay hoay bi os k shahpoor mae rahnay walay bushoun ka itna nahi likhasad aur na ye pata chala k mehrunnissa ka character negative tha ya positiveshaking headlakin achhi baat ye hay k ouski mohabbat ko bi bayaan kia gaya mje osska character achha laga aur ye bi achha raha k dono biwiaa sahi thein mehrunnisa mae raqabbat ka juzba bilkul theek thanod aur hero heroine nahi milay ye bi superb end tha q k her kahni mae happy ending ho ye zaroori nahinod lakin onki lafaani mohabbt rahegi its the real truthsmiling face
ARIF
ARIF
#72 - Quote - Permalink
Posted 07:08:2010 - 04:19:51:

bahut hi zabardast novel mind blowing mian nay ik din mian sara perh liya toba itna kho giya novel main sara din koi kaam hi nahi kiya
Beenish
Beenish
#73 - Quote - Permalink
Posted 07:08:2010 - 01:50:53:

simply say Superb، mindblowing,smiling facesmiling facesmiling face kisi bhhi jagah boriyat ka ahsas nahi howa

koma
koma
#74 - Quote - Permalink
comment on novel
Posted 07:07:2010 - 23:22:49:

over all novel bohat achha tha jahan tak aasia aur shah sikander ki mohabbat ka zikr kia gaya bohat khubsoorat likha is hawalae sesmiling facelakin agar dekha jaey tu mehrunnissa k 7 ye zyaadti nahi hoi k oss k baad koi aur aurat shah ki life mae aai tu raqabat ka juzba fitri thanodaur shah poor k khaandaan walon ko equally describe nahi kia shaking headaur jitni ahmiat aasia k buchoun ko di gai hae wo samajh aata hae nodlakin mehrunnissa ki oulaad ka itna zyada zikr nahi ounki bi koi kahni honi chahiaey qk aasia ki family mae ik aik fard ka zikr kya gaya hae is liey onko bi describe krna chahiey
komal
komal
#75 - Quote - Permalink
Posted 07:07:2010 - 21:03:32:

overall novel bohat achha tha lakin dono khaandaan k baaray mae batatae hoay balance ka khayal nahi rakhasad aur achhi baat ye k mehrunnissa ka character negative nahi rakha zarori nahi k aik biwi hi saari hamdardi samaitay iss k ilawa shah sikandar k shah poor walay bachoun ki bi koi story honi chahiaey thiraised eyebrowq nahi kia onka itna zikr pata nahiqk wo bi tu shah sikander ki oulaad thein aur shah poor ki khawateen ka bi itna ziyada zikr nahi tha
komal
komal
#76 - Quote - Permalink
Posted 07:07:2010 - 20:54:37:

over all novel bohat achha hai lakin dono khaandaan k baaray mae likhtay hoay balance nahi tha jis tarah aasia k gkhaandaan mae aik aik fard ka zikr hae ostarah shah sikandar k khaandaan ka nahi tha aur shah sikander k wo bachae jo shah poor mae thae oun k baray mae bi likhtay hoay writer ne kanjosi se kaam lia agar aasia heroine thi tu shah sikandarbi bi hero tha oski family ko bi equally describe krna chahiaey mehrunnissa k character ko bi kum he discuss kia gaya
Guest
Guest
#77 - Quote - Permalink
Posted 07:06:2010 - 23:56:00:

mind blowing novel,this novel tell about feudal lords,who lived in their so called traditions but ruined so many lives.when i were reading this novel then it seems that all scenes are going in front of me, i can't reward novelist by words but only want to say keep going on and live on.
Mahi
Mahi
#78 - Quote - Permalink
Posted 07:05:2010 - 07:01:22:

Mujhe yeh novel bohut acha laga especially jab tak shah sikandar hayat aur asiya ek saath thesmiling face aur jab wo judaa hue to mein end tak yehi umeed kerti rahi ki wo shayad mill jaein gey....kyunke jab shah sikandar ne asiya ko talaak di to wo pragnent thi aur mein yehi umeed mein thi ke end pe zaroor iss baat ko uthaya jaye ga ke jab aurat pragnent ho to talaak nhi hoti...kheir unka pyar immortal tha n I loved both Asiya and Shah sikandar's character...per muje yeh theek nhi laga ke jahan asiya ne itni qurbani di wahan shah sikandar bade maze se apni pehli bivi ke saath compromise ker gya, aur beech beech mein to laga ke wo har ek ke ishaare pe nachta hai... kheir
its a nice novel per mein kuch dukhi ho gayi hon ke itnaaaa pyar karne ke bawajood wo mill na payesad...but i would love to reread the part where shah sikandar and asiya were togethernod
anni
New

Usergroup: member
Joined: Jul 03, 2010
Location: Islamabad

Total Listings: 0
Total Comments: 1
anni
#79 - Quote - Permalink
Posted 07:03:2010 - 15:07:21:

bohat acha novel hai but plz iska second part upload kr dain
i am waiting for its second part................
laiqa
laiqa
#80 - Quote - Permalink
Posted 07:02:2010 - 11:13:01:

ye novel perh ker mujhay to yahi laga ke zindagi men qasuur kisi ka bhi nahin he balke her koi kahin nan kahin mazlum hi hota he .chahe wo kitna bara zalim hi kiyun na ho .her kiis ki apni majburyan hoti hen .

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.