Details
Dastan-e-Mujahid
Website | ||||||
Description | Dastan-e Mujahid is an islamic history novel written by famous urdu islamic historic novelist Naseem Hijazi. The time period of this novel is same as Muhammad Bin Qasim arrival in India. |
|||||
Rating | ||||||
Ownership | webmaster | |||||
Views | 36250 views, 3 incoming clicks. Averaging 6 views and 0 incoming clicks per day. | |||||
Incoming Clicks | 3 | |||||
Related Listings | ||||||
Similar Listings |
|
|||||
Submission Date | 06:17:2007 |
Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.
Please login or register.
Comments on Dastan-e-Mujahid
Posted 12:30:2010 - 21:59:22:
[quote=ajnabi]assalam alikum,
mughe is tarah ki kitabain parhne ka shok he
bachpn se hi mujy novel or kahanian or novel prny ka shok tha laikn jb se naseem hajazi ka novel Khak or Khon pra os baki novel like anhairi rat k masafr wgaira prta rha or k hm jahan 1 shandar mazi rakhty hain wahan bdksmti hmary gdaru ki b kmi ni or bdkesmti se aj b hm mein majod hain
bahot achi kitab hye ieman taza ho jata hye. muslim sazishon pe dhoukh bhe hota hye likan aisy iman walon k waqiat sun k fakhar hota hye k main bhe muslim hon. Allah in ko janat main jaga dye aameen.
Allah hammain apne islaaf ki raahoon pe chalne ki tofiq de or hm b sunnat e Muhammadi ko zinda kr skain
aamin
Posted 09:24:2010 - 12:19:30:
naseem hajazi is the best writter.
unhoon ne muslmano ki tareekh ko aisy andaaz main paish kiya h k insan mutasir hoy bagair ni reh skta or online reading k liy is site ki yeh bohat bari kawish h
For the first time i have read Yhe novel of Marhoom''Naseem Hijazi'' I just pray for him after finishing Dastane Mujahid. Ihad cried alot and wishing & praying that Allah also make us like M.Bin Qasim;Abdullah and Naeem.
mujhe kitabein parhne ka buht shoq tha but zyzda costly hony ki wajah se ni parh sakty thy lakin ab is site se mai ne kafi books read ki aur buht acha feel karta hon mai ne sb se pahly m.bin qasim ki book read ki thi
Posted 08:26:2010 - 11:55:16:
myn ne ye kitab parhi aur isse har lihaz se mukammal paya.. writer ki jitni tareef ki jaye wo kam hai.. us dor k muslims k jazbe se jab khud ko compare karte hyn to yehi khayal aata hai k hum to un k peron ki khak bhi nahin.. hum kia the hum bhool chuke hyn.. aaj humare sath ye duniya jo sulook kar rahi hai ..humare aamal humyn issi ka mustahiq banate hyn.. Allah ki taraf se hum per koi ziadti nahin horahi.. ye humare apne aamal ki saza hai.. Allah hum per rehem farmaye.. ameen
SALAM
Mashallah se buhat achi ktab he.Wakia jis trike se ise likha gya he kable tareef he un ki hunar ki jtni tareef ki jae kam he ek likhi hui chz men hakikkat peda krna itna asan nhn per inhon nhayt mahart se ise sr anjam dya of prhne walon k dl men ek islam ka jzba peda krne ki koshis ki or Muslanon ek achi ummat kha. Allah inhn jnnat men alaa mkam de;
(Ameen)
Posted 07:18:2010 - 06:57:35:
naseem hijazi is one of the best islamic writters, i love him. kash aj musalmano ki maaen or behnain apnay baeton or bhaion ko jihad kay liay jaga sakain, naseem hijazi nay novel main likha tha kay agar maaen or behnain apna farz ada karain to aaj koi musalman nojawan kangan pehan kar ghar nai baethay ga. mayus honay ka waqt nai warna baghdad wala haal ho jo tatarians(chinghaiz khan)ko apna madadgar jantay thay,or phir suraj nai wo kuch daekha jo us say pehlay kabi na daekha tha.(refernce: akhri chitan), wasalam