Details

Dastan-e-Mujahid

Website
Visit Website
Description
Dastan-e Mujahid is an islamic history novel written by famous urdu islamic historic novelist Naseem Hijazi. The time period of this novel is same as Muhammad Bin Qasim arrival in India.

Rating
  • 100/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
5/5 based on 6 votes.
Ownership webmaster
Views 36000 views, 3 incoming clicks. Averaging 6 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 3
Related Listings
Similar Listings
Dastaan-e-Mujahid
Allah Ke Mujahid
Dastan Iman Faroshon Ki
Aawargi
Purisrar Cheekhain
Submission Date 06:17:2007

Comments on Dastan-e-Mujahid

seher
Avatar seher
#51 - Quote - Permalink
Posted 01:20:2009 - 13:31:08:

naseem hijazi is one of my most favorite writer and "dastan e mujahid"is my favorite novel.in this critical situation when war is expected (pak vs india) our youngsters should use to read this novel
Riaz Hussain
Avatar Riaz Hussain
#52 - Quote - Permalink
Posted 01:13:2009 - 18:07:18:

it is such a noval there are no words in this world to prise a such a noval. there is a no tung that can thanked of Naseem Sab
Madeha Waqar
Avatar Madeha Waqar
#53 - Quote - Permalink
Posted 11:20:2008 - 19:49:26:

Naseem Hejazi Sab aik azeem insan thy. Allah un ky maghfirat Farmaey
Aameen

Madeha Waqar
Okara
Noman
Avatar Noman
#54 - Quote - Permalink
Excellent Novel
Posted 10:30:2008 - 16:22:03:

Assalam-o-Alaikum,
Niseem Hijazi wo shaikhs haay jis nay mairay wajood ko jhanjoor dya kaash k is Ummat kay naujawan is kay novel parh sakhan.Agar Naseem sb zinda hotay tu may zaroor mil kar un ka shukriya adaa kartaa
Allah Tala un kee maghfirat farmain or Jannat ul Firdous may Aala muqam aata farmain

wassalam
KASHIF REHAMN
Avatar KASHIF REHAMN
#55 - Quote - Permalink
Posted 10:24:2008 - 18:44:57:

Your Novel is So Good I am speechless in regarding to appreciat you.
Ghulam Mustafa
Avatar Ghulam Mustafa
#56 - Quote - Permalink
Posted 10:24:2008 - 18:42:44:

AOA,

Maine app ki books Dastan-e-Mujahid or Yousuf Bin Tashfeen read ki hein app ne in books mein app ne muslim culture ko promot kia hai or khas ker app ne Muslmanoo ke islaf ke motive ko prominent kia hai or Muslmanoo ki Wajaht or un ke Hoslon ke mutaliq khas ker nojwanon ko Knowledge dia hai.

Or eik khas bat app ne jis ko bare achey andaz mein bayan kia hai wo yeh hai k In Muslmanoo ne apni manzil mein kabi woman ki mohabat ko ALLAH Pak ki rah mein hail nahi honey diy or un womens ne be apni Mohabt ko ALLAH PAK ki rah mein Qurban kia Hai.
Ager ajj be hum Muslman Apne Islaf ko yad rakhtey or us per chalne ki khoshis kertey tu ajj islam or Muslman poori Duniya mein Ghalib Hota.
Thanks. Cute_Face26@hotmail.com
mahmoosd
Avatar mahmoosd
#57 - Quote - Permalink
Posted 06:02:2008 - 11:35:20:

dastan e mujahid is my favoritee novel n naseem hijazi is my favorite
Misbah
Avatar Misbah
#58 - Quote - Permalink
Posted 04:26:2008 - 11:09:54:

As_salam Waliukum
Main ne naseem hijazi ka novel dastan-e-Mujahid metric main parha tha aur uss kay baad say woh mere favourite writer ban ghay aur main ne un kay saray npvel par liyay par jo deep unhoon ne jalaya tha nojavan nasal ko fazool books aur digest say door rakhnay ka woh uss main kamyab rahay un kay novel parnay kay bad koi bhi ghar muyari kitaboon ko haat laga hi nahi sakta.Un kay saray novel par naykay bad
mujhay aur zayada shoq ho gaya islam ki tariq jannay ka aur meri kitaboon say doosti barti ghay .
Inshallah aur ya hamesha qayam rahay ghi
shukriya naseem hijazi
Abdul Qayyum
Avatar Abdul Qayyum
#59 - Quote - Permalink
Posted 04:10:2008 - 16:57:52:

its fine novel by Hijazi. I read this book 10 years ago. i found as fresh as 10 years ago
Nasreen Mehboob
Avatar Nasreen Mehboob
#60 - Quote - Permalink
Posted 02:08:2008 - 13:22:31:

one of the best novel in the world. i realy like the book. first time i read naseem hijazi and deeply impressed by his writting style. in novel, there is a touch of sorrow in story for human relations as well as feeling of love for "Jazba Jahad".

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.