Details

Dastan-e-Mujahid

Website
Visit Website
Description
Dastan-e Mujahid is an islamic history novel written by famous urdu islamic historic novelist Naseem Hijazi. The time period of this novel is same as Muhammad Bin Qasim arrival in India.

Rating
  • 100/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
5/5 based on 6 votes.
Ownership webmaster
Views 36001 views, 3 incoming clicks. Averaging 6 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 3
Related Listings
Similar Listings
Dastaan-e-Mujahid
Allah Ke Mujahid
Dastan Iman Faroshon Ki
Aawargi
Purisrar Cheekhain
Submission Date 06:17:2007

Comments on Dastan-e-Mujahid

Waseem Ahmed
Avatar Waseem Ahmed
#61 - Quote - Permalink
1 of 1 people found this comment helpful
Posted 10:27:2007 - 22:19:05:

Naseem Hijazi is my only favourit writer and like all other books, this one is also remarkable. No doubt he has no replacement. this book may be a better subtitute for young genration, eager to read useless and meaningless novels. Moreover i realy appriciate you for your initiative. This would be Realy helpfull for bookreaders.
Ahmad Hasan
Avatar Ahmad Hasan
#62 - Quote - Permalink
Posted 10:18:2007 - 01:52:44:

Out calss,mindblowing , fantastic

i have no words to appreciade it

i m just loven it

All time hit
idrees 0346-5127291
Avatar idrees 0346-5127291
#63 - Quote - Permalink
Posted 10:12:2007 - 16:14:34:

main kafi arsey se net use kar raha hoon.lakin main nay jab kitbghar ka isit kia to mujhey aik new dilchaspi peda ho gai.mai islamic novel kafiu shok se parta hoon.aur ye site islamic novel k liey aik best site hay
MUHAMMAD ASHRAF
Avatar MUHAMMAD ASHRAF
#64 - Quote - Permalink
Posted 08:31:2007 - 11:17:16:

ASLAM O ALIKUM
MAIN INTERNET K MUTLAQ BOHAT KUCH TU NAHIN JANTA. HAAN ALBATA URDU READING SAY BOHAT DILCHASPI HAI. MUJHAY BUCHPAN SAY HAI ISLAMIC HISTORY PAHRNAIN AUR JANNAY KA SHOQ RAHA HAI. AUR MAIN HI NAHIN HAR MUSLAM APNI TAREKH JANNA CAHAY GA.
IS ZUMRAY MAIN AGAR KITABOIN AUR NOVELS KA ZIKAR AEAY TU IS FEHRAST MAIN MUHAMMAD NASEEM HIJAZI KI SAHKSEAT KISI TARUF KI MUHTAJ NAHIN.
MAIN KHUD KO KUSHKISMAT SAMAJHTA HOIN K MUJHAY WWW.KITABGHAR.COM K TAWAST SAY TAREKH ISLAM AUR MUHAMMAD NASEEM HIJAZI K NOVEL PAHRANIAN KA MUQA MIL RAHA HAI.
DASTANIN-E-MUJAHID IK BEHTAREEN KITAB HAI JO HAR PAHRANIN WALAY K DIL MAIN JAZBA-E-JAHAD TAZA KAR DAYTI HAI.AJJ K DOR MAIN JUB K NAFSA NAFSI KA ALAM HAI IS DOR MAIN PAHRNA AUR LIKHNA KAFI MUSHKAL HAI MAGAR JO LOG ACHA LIKHTAY HAIN WO YAQINAN QABLAY TAHSEEN HAIN.

ashrafucp@yahoo.com
WASALAM.
MUHAMMAD ASHRAF
31/08/2007
HINA MASOOD
Avatar HINA MASOOD
#65 - Quote - Permalink
Posted 11:20:2006 - 23:30:12:

Assalam o Alaikum Sir Naseem Hijazi aap mujh se umer main bohut barey hain laikin main aap se itna kehna chati hoon k aap k tama islamic historic novel bohut zabur dust hain aur Dastan E Mujhaid to in sub main behtareen hai aap k in novels youth ko apni history k bare main pat chalt and in my opinion that is the great service u done to urdu literature thanks ok allah hafiz
Ahmad
Avatar Ahmad
#66 - Quote - Permalink
Posted 11:17:2006 - 13:34:27:

AOA,
I am Pakistani but live in Bahrain. All Pakistani guys like me appreciate your effort.
I read first time urdu novel.
Before we did not know that Urdu literature was so good. You people give us this awareness.
This novel Dastan-i-Mujahid is very constructive, kindly put all novels of this author on this site.
Raabi
Avatar Raabi
#67 - Quote - Permalink
Posted 11:10:2006 - 18:31:25:

I-m very happy to read this book. It develops the better feelings about Islam and it clears few things which are considered wrong in Islam. All the books written by Naseem Hijjazi are perfect. Aaj kal ke musannifon ki kitabon mein bhi ager yeh jazba aur islam se mohabbat ka aisa dars mil jaye to kia kahne.
Hameed
Avatar Hameed
#68 - Quote - Permalink
1 of 1 people found this comment helpful
Posted 11:10:2006 - 17:50:31:

Salam,

I really like your work.. Its GREAT :-)
I was trying to find DEWTAA but couldn-t.
If possible plz add it, i know its HARD
to add all series but DEWTAA deserve that
as its the longest story ever written in
Urdu :-)

Cheers!!!
Muhammad Zubair
Avatar Muhammad Zubair
#69 - Quote - Permalink
Posted 11:07:2006 - 12:48:00:

Yeh kitaab main is say qabl kitaabi shakal mein parh chuka hoon aur ab dobarah website per parhi hay. Mainay Naseem Hijaazi kay taqreeban sabhi novel parhay huway hain aur main hamesha say unki kutub ka maddah raha hoon.

Taaham jahan tak is kitaab Dastan-e-Mujahid ka ta-aluq hay, choonkay yeh Naseem Hijazi ka sub say pehla novel hay aur unki jawani ki tehreer hay, lihaza is kitaab main unki likhai ki woh pukhtagi nazar naheen aati jo deegar kutub main hay. Unki sub kutub main, mere yeh khayal hay, Dastan-e-Mujahad sub say tehreer kay lehaz say kamzor tareen kitab hay.
ali sujra
Avatar ali sujra
#70 - Quote - Permalink
1 of 1 people found this comment helpful
Posted 11:07:2006 - 09:10:06:

salam janaab pehli baat to yeh hai k aap urdu adab ki aik bari khidmat kr rhay hain.or sonay pr sohaga yeh k ab ap nay naseem hijazi sahib ki kitaab shaia kar kay urdu kay qarin ki ek dairina khawaish ki takmeel ki hai.

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.