Details
Abdullah-2
Website | ||||
Description | Abdullah-II by Hashim Nadeem Khan is a very Beautiful Social Reforming Romantic sequel Novel on the theme of Ishq-e-Haqiqi and Journey of Self Realization and Discovery of Oneself. Abdullah is the third famous and record breaking novel written by Hashim Nadeem Khan. Prior to Abdullah, his 2 novels “Khuda Aur Mohabbat” & “Bachpan Ka December” has got international acclaim and critic appreciations after publication. Both Novels are available for online reading on kitaabghar.com. Hashim Nadeem’s Best Seller Abdullah is the story of a journey from ‘Virtual Love’ to ‘Real Love’. A story which unfolds the secrets of a different and parallel world. Sahir is the lead character of the Novel and he is the one who got the right path means "Ishq-e-Haqiqi" through "Ishq-e-Majazi" that he found in the face of Zohra, the other lead female character. The novel teaches readers how to sacrifice for love either for a person or ALLAH |
|||
Rating | ||||
Ownership | webmaster | |||
Tags | hashimnadeem, socialromanticnovels | |||
Views | 63679 views, 0 incoming clicks. Averaging 13 views and 0 incoming clicks per day. | |||
Similar Listings |
|
|||
Submission Date | 07:02:2011 |
Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.
Please login or register.
Comments on Abdullah-2
ITS wonderful novel and main yee khahoon gha k ess novel ki story kafi hand tak muj say milte junte heay
Mohammed Javaid Iqbal
Madinah Munawarah
Is kitab ki tareef mey kch likhna shaid apny he lafzon sey mazak krna ho ga, kio k jis khubsoorti sey ehsasat ko jgaya gya wo byan krna mushkil ha. ragon mey sarayiat kr janey waley ilfaz ka chunao shaid mery bs mein ni, na unhy bolney ka saleeqa, bs itna ha k ye kitab shaid meri b soch ko ksi aur nehj py ley ja ri ha...
Hashim Nadeem sahib nay khatati ka woh johar raqam kiya ha k ab tareef k liye alfaz k chunaao main shadeed diqat mehsoos kar rha hun . Tahreer "Abdullah" hum main se har aik k jazbat ki jamia tarjmani ha . RABBE KAREEM se dua o iltaja ha k woh hum main chupy "ABDULLAH" ko pehchannay ki tofeeqe ata farmay . ALLAH KAREEM Hashim Nadeem Khan sahib ko JAZA E KHAIR ata FARMAIEN . or unhien is jaisy mazeed shahkaar takhleeq karny ki TOFEEQE dein . ASSLAM O ALAIKUM WA REHMATULLAHI WA BRAKATUKH .
Mr.Hashim Nadeem! Meray Alfaz itni Sakat nahi rkhte kh Ap k iss Shahkar ki tareef kr skte . . .bss itna Kahon ga kh Un hi bhatkay hoe ko raah pe lane ki jo koshish kr rhe hain Allah Pak Ap ko mazed iss ki tofeek day. . (Aamen)
Alfaz k chunao me koi ghalti ho to maauf kijye ga
Regards:
Awais Ali Jan
it has changed me n my thoughts, it is superb, Allah ko pany ki khawhish peda ho gai hy mai abdullah jitna zarf to nahi rakhti pr us raheem o kareem zaat ki rehmat sy pur umeed zarur hu. . .ek din wo mjhy maaf zarur kr dy ga or mery dil sy gunahon ki siahi dho dy ga. . In Sha Allah!!
very best and very wander full novel.nadeem hasim is good writer.it is soil and changeing of ever men.
muja ap le ya kitab ache lagi ha or is ka tesra novel kab aya ga
I read this wonderful Novel. I think yeh novel naheen Rohaneat ki ik bhot achhi book hy. Hashim Nadeem sb ki yeh takhleeq mein ny first time parrhi hy but maza aa gia. Dua hy k Allah Pak inko es jesi mazeed behtar books likhny ki tofeeq atta farmaay. (Ameen). Meri young generation sy be request hy k please es jesi books parrha karean.
jesa novel Abdullah 1 tha us se bhi bhar ke navel Abdullah 2 he. Ham nahi jante ke Allah Pak hamare undar he majood he, hamere aik aik amal ko wo pehle se hi jante hain lekin ham us ki khoj me pori dunya ko khangal dalte hain lekin bus nazar neche karke apne dil me nahi jhankte, duaa ke liye har taraf dorte hain lekin apne hatoon ko nahi us ki taraf pehlate ke ham main YAQEEN ki kami he keh ---- wo hamari duaa sune ga bhi ya nahi, lekin ye nahi jante keh wo sab ki duaa sunta he aur pori bhi karta he kabhi forun kabhi dair me.
Me ne zindagi me kb koi novel khatam ni kia th star me hi bore ho kr parna he band kr deta th.... but this novel k dono parts me ne bohot he kam waqt me khatam kar dale... My GOD start se le kr end tak bohot hi ALAAA. both 1 & 2..... UPPER WALA ( GOD) bless you Nadeem Hashim...... and ahmed sab aap k lye ye ishara kafi hai.......:P