Details

Kohar Me Kiran

Website
Visit Website
Description
Kohar Me Kiran is a Social Reforming Romantic Novel by Seema Munaf. The Novel is written on the very sensitive issue of our society and its about runaway girls leaving their homes and families for their love. Even with the passage of time, we have adopted many cultural values from the west, and we like to be called broadminded and open minded but still this mistake of girls is almost a unforgivable Social Crime in our society and no one accepts these girls and try not to socialize with them. When these girls become mothers, and their children find out, even they look down on them. This small mistake of naive girls, will haunt them and their family all life.

We hope, kitaabghar.com readers will like this story and comment on it to express their views.
Rating
  • 80/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4/5 based on 1 vote.
Ownership webmaster
Tags ,
Views 53613 views, 0 incoming clicks. Averaging 11 views and 0 incoming clicks per day.
Submission Date 06:09:2011

Comments on Kohar Me Kiran

mano
Avatar mano
#31 - Quote - Permalink
2 of 2 people found this comment helpful
Posted 06:17:2011 - 15:51:18:

salam: seema ji ap ny buhat acha novel likha bus end likhny main thori jald bazi kardi agar ap thora end acha kar dyti to maza ajata novel super hit tha ap ka ap ny nana jan aur nano ko bilkyl end main kut kar diya aur subtain jo asal heero tha us ko hi ghaib kar diya asiya aur basit ki shadi adhori reh gai achank aafi ki shadi aur end maza nahi aya naveen bechari tanha
mano
Avatar mano
#32 - Quote - Permalink
Posted 06:17:2011 - 15:16:32:

salam: buhat acha novel tha but end buhat bora tha buhat jaldi jaldi main likha gaya tha pehley ap asiya aur basit ki shadi karwati us main afifa k nana nano sub aty phr naveen aur waseet ka thora part hota than afifa and subtain ki shadi phr ap ka novel super hit tha
XYZ
Avatar XYZ
#33 - Quote - Permalink
Posted 06:16:2011 - 21:55:15:

Zabardast novel tha lakin ending was really bekar aur bohat jaldbazi main kiya gaya hai.bashak agar sad bhi rakhna tha magar itni jaldi machanay ki kiya zaroorat thi!!!!!Anyway overall novel acha hai.nod
Merab Fatima
Avatar Merab Fatima
#34 - Quote - Permalink
Posted 06:15:2011 - 15:10:13:

Aslamualiku,.bht acha noval hai seema jee,,ap ney jo likha hai wo sab kuch wohe hai jo hamari society main hai..is main afifa ka faisla biklul saheh tha ,i appreciate.kiyonk zindgi main muhabat bht zaroori hai mager muhabat sey zayada zaroori hai aitbar wo aitbar jo afifa ney apny father ko dia...aur rahe muhabat ki baat to wo ager kismat main hai to zaroor milay g..thanks for this noval
anum
Avatar anum
#35 - Quote - Permalink
Posted 06:14:2011 - 20:42:45:

kahani achi thi lekin is ka end bht bekar bura nh manye ga ap is ka end badal den ufifa ko us ka pyar milna chahye aur subatin ko b plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz kuch kijiye aur apne wasit aur naveen ki shadi b karani thi.
Rehan Akber
Avatar Rehan Akber
#36 - Quote - Permalink
change the end
Posted 06:14:2011 - 19:31:29:

Salam.

Buhaat hi umda aur sabaq aamoz novel hai par end utna hi bekaar aur kharab hai plz dont mind par aisa lag raha tha k writer ko end karnay ki buhaat jaldi thi atleat atleat end main 50 say 100 safhaat aur shamil kiye ja sakty they aur end ko happy end banaya ja sakta tha kyun k bahar haal shadi hui nahi thi aur haqeeqat pahlay khul gai thi afeefa ki khair no doubt novel buhaat hi acha tha but plz end happy kya karain har insaan ki life main takleefain kam hain kya jo novel main bhi unhappy end ho.

Thanks
zsalmank@yahoo.com
Asmi.
Avatar Asmi.
#37 - Quote - Permalink
Posted 06:14:2011 - 14:20:54:

Well done Seema ji.. you have described a very sensitive issue in such a beautiful way.. smiling face
asma
Avatar asma
#38 - Quote - Permalink
Posted 06:13:2011 - 14:18:00:

main ne itny novel parhy hain lykin app ko likha k is ka end badl dain meri inthai request hy app is ko badl dain plz
asma
Avatar asma
#39 - Quote - Permalink
Posted 06:13:2011 - 14:14:56:

ager mery comments app ko kuch kahna tu plz. mera e.mail add.ammar_kashif@hotmail.com hy plz bata zaroor dain kirn koujaly main badl dain plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
asma
Avatar asma
#40 - Quote - Permalink
kohr main kirn
Posted 06:13:2011 - 14:08:35:

aslam o alikum seema munaf ji mujhy ye tu pata nahi k app ne is novel ka end itna ifsos zda qn kia main app se request krti hun is end ko ak khawwab ki shakal de dain ur by shak 100 safhat ka isnovel 2nd part likhynmuhabtun ko tarsy huy logo ko itna tarsain k wo is dunya se he rukhst ho jain is novel ka end AFEFA ko us k khushiyn de dain

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.