Details

Doosra Janam

Website
Visit Website
Description
Doosra Janam (Second Life after Death) by Pervez Bilgrami is an excellent action adventure science fiction novel, based on many General and Medical Science Secrets and Facts. Its a story of Action Adventure Thriller Horror Mystry mix theme. All the Scientific and Medical Theories other religion philosophies are viewed in the light of Quran and Islamic Teachings. What is DNA and its function in human body, What is Cell and how they generated and destroyed, The Role of Stars in the sky impacting the life of human on earth, the formation of clouds and many many other things are discussed in this very interesting novel. We are sure, the science fiction lovers as well as science students will love to read this novel.

Pervez Bilgrami is a wellknown writer of Urdu. He wrote 5000+ urdu fiction stories including 25 novels, edits an urdu magazine monthly SACHCHI KAHANIA of Karachi Pakistan for about 20 years. Now he is editor of urdu magazine SARGUZISHT monthly. Also he is a poet of urdu. His novel DOSRA JANM - GHAZI, Tarik Khandar, Matay Dil o Jaan, Masiha, Shaheen Sift etc are the best seller novel of 2003 2004 2005 2008. He is only one urdu writer who wrote episodic story on web site
Rating
  • 46.6/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
2.33/5 based on 3 votes.
Ownership webmaster
Tags , , ,
Views 21751 views, 0 incoming clicks. Averaging 4 views and 0 incoming clicks per day.
Submission Date 01:24:2010

Comments on Doosra Janam

waseem dhareja
Avatar waseem dhareja
#11 - Quote - Permalink
Posted 08:18:2010 - 09:48:57:

salam, main tahir javeed sb ki kitabin ziada parhta hoon, lekin pahli bar koi kitab parhi bahat achi lagi, dosra janam main haqeeqat ke qarib likha hay aap ne
sadaf
Avatar sadaf
#12 - Quote - Permalink
Posted 07:17:2010 - 13:58:06:

aaaj se pehle mai ne jitne bhi novels parhain hain wo sub is novel k muqable mai bacho ki kahanian lag rahi hain
is se acha novel jis mai kahani ka ridhm jaise aik lari mai proya ho as novel mai ye taqat hai k wo insan k dimag mai hulchal muchadai k hum jo dekh rahay hai wo kia hai or samajh rahay hai wo kia hai thanx parvaiz bilgrami jo unhan ne itna acha novel likha
zano baba
Avatar zano baba
#13 - Quote - Permalink
tabsira
Posted 06:27:2010 - 01:25:11:

main ne pervez bilgrami ki kai kahanian parhi hain jo sachi kahania nay ufaq jasosi digest saspens digest etc main chhapi lekin es novel ko parh kar aisa laga jaisy ye novel malomat ka khazana hai.es novel main novel ka bayan bhi hai aur islami malomat bhi khas kar DNA par bahas.mujhy ye novel bahoot pasand aaya.nod
Arslan
Avatar Arslan
#14 - Quote - Permalink
3 of 3 people found this comment helpful
Doosra Janam
Posted 05:14:2010 - 15:36:11:

there is lovely information about DNA and Quran's spermacy, but novel went far from its title, and became jasoosi novel at one point, Ghulam Rasool and Professor were old man but they were fighting like james bond 007, flying kick etc, even though they were old but can handle few criminal people who were trained for crime and war,over all was nice book but there were many unrealistic actions,
Shahid Mahmood
Avatar Shahid Mahmood
#15 - Quote - Permalink
Posted 04:21:2010 - 10:07:37:

Very Good and infromative novel. Best Wishes to Kitaabghar team
arshad ali arshad
Avatar arshad ali arshad
#16 - Quote - Permalink
tabsara
Posted 04:11:2010 - 20:41:14:

best novel:nod:es novel ki sab se bari khososiat ye nazar aai k es main kai rukh se bahas hai
shahid ahmad khan
Avatar shahid ahmad khan
#17 - Quote - Permalink
nazrua
Posted 04:11:2010 - 20:27:52:

bahoot behtareen novel hai.islam ki achi tashrih hai

gringringringringrinnodnod

azad anjum kara
Avatar azad anjum kara
#18 - Quote - Permalink
Posted 04:02:2010 - 00:31:35:

main sachi kahania ka redar kafi arsa se tha phir sarguzisht ka qari ban gaya.ye pora novel main ne sachi kahania main qistwar par chuka hoon.phir se parhi.es k elawa musannif ki ajaibaat e jism bhi parh chuka hoon jo english se tarjuma hai.esi tarjuma ko es novel main bbhi khul kar estemal kia hai.khas kar DNA par.point wahi hai sirf alfaz badal gay hai.grin
kalb e jafar karachi
Avatar kalb e jafar karachi
#19 - Quote - Permalink
Posted 04:01:2010 - 00:07:34:

bahoot umda aur aala novel hai.main novel parhny ka shoqin nahi hoon lekin aap ne ebtida main jo intro likha hai us ko parh kar dilchaspi pida hoi.pory aik hafta main main ne novel khatam kia .islam aur scince par likha gaya ye novel apni misal aap hai.sabaq hi sabq hai.yahan parh kar main ne urdu bazar karachi se ye novel kharida.aisa novel nojawano ko zaroor parhna chahiy ta k wo maghrib k rang main na rang jayn.meri tarf se musannif ko bahoooooot mubarak bad{semicolon})nod
rajo dubai
Avatar rajo dubai
#20 - Quote - Permalink
Posted 03:31:2010 - 03:37:05:

ye novel qistwarr bhi parta raha tha lekin aik sath parhny se lutf dobala hogaya.islamic history par ye novel bahoot maza de gaya.awwl ta aakhir bahot dilchasp hai.maza aagaya..agar mumkin hai to pervez bilgrami ki digar novel bhi aap shaya kara dengay karay

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.