Details

Doosri Fasal

Website
Visit Website
Description
Aleem ul Haq Haqqi has written countless stories on variety of topics of great interest. One of them is Doosri Fasal which is based on the hindu myth of punar janam or re-birth or life-after-death. The question "where I am came from" is perhaps the most ancient question man ask to himself and yet has not find its answer. There are mainly two theories about the start of life. The evolution theory and the creation theory. Those who believe in creation / birth also believe in life after death. Hindus go a steap ahead and believe in life cycle (birth-death-birth) based on the deeds of individual. The story of this novel evolved around a muslim who finds out he is living his 2nd life and in his 1st life he was a hindu and he starts searching the reasons behind his nightmares and previous life. We hope our valued readers will again love this story of Haqqi Sahib, as they enjoyed his other novels presented on kitaabghar.com
Rating
  • 60/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
3/5 based on 4 votes.
Ownership webmaster
Views 21228 views, 2 incoming clicks. Averaging 4 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 2
Related Listings
Similar Listings
Basaat
Ishq ka Ain
Mulk Barae Farokht
Qissa Aik Damad Ka
Zero Blaster
Submission Date 05:24:2008

Comments on Doosri Fasal

Saeed Munir
Avatar Saeed Munir
#61 - Quote - Permalink
Posted 06:07:2008 - 15:45:59:

pata nahee ku loog chori say baaz nahee aatay or apni achi khasi izat ko burbad kur layty hain. I HAVE RED THIS STORY IN A MONTHLY EDDITION BACK IN BETWEEN 1990 TO 1992. IT WAS WID POSITVE END WHERE WRITER WAS SUCCESS FUL TO MAKE "SECOND LIFE" TOTALY FALSE!

SHAME ON THIS WRITER!

hamari is "fasal" ko gumrah kurna chahta hai!
M.s.k
Avatar M.s.k
#62 - Quote - Permalink
1 of 1 people found this comment helpful
Posted 06:05:2008 - 19:39:36:

pehly writer ka ishq ka ain par kar kafi maza aya par jo kuch is nay ye likha hay pata nahi aab tuk wo muslim bhi hay ya phir koi zafar type cheez ban chuka hay. barahal kitaabghar wallo ko is tarha ki koi bhi cheez add karny say pehly thik tareeqy say parni chahiyee. ky aya ye novel apny web par add karna chahye ya nahi.mad agar aap ko yani kitaabghar ko akhir is novel ko add kar kay logo ko kiya dikhna chahty hein.? kay un ka dubara JANAM ho ga.? to bhai baat ye hay ky agar aaisa hota to phir to humary jo nubi pehly aay thy wo hi aaj tuk aty rehty. or es ky elawa Allah ky jitny bhi naik bunday guzry hain un kay bary may aap kiya kehty hay..? zara thik tareeqy say es baat ka bhi jawab dain. or kitaabghar say ye jo sawal kiya hay meherbani ho gi agar aap jawab dain gay..aap kay reply ka wait kar raha hon.AoA,
ESHAH
Avatar ESHAH
#63 - Quote - Permalink
Posted 06:05:2008 - 18:42:22:

iss kahani ki kuch samej nahi aai keh writer keya kehna chah reha ha,bes asy hi thi bager kisi realty ky ,and as muslim we don,t belive on awagon so, maza nahi aya, ore iss kahni mee jaga jaga khe khe khe likha howa tha oss ka mutleb tha?
Haroon Mughal
Avatar Haroon Mughal
#64 - Quote - Permalink
Posted 06:04:2008 - 17:49:50:

Haqqi is my favourite writer. His Novels are very suspensive.

I want to request to Kitaabghar.com to upload "Translations" of the Novels by James Hadly Chease and Sidney Sheldon.

Please also upload Stories of "Jalil & Raja" by "Kashif Zubair" the Jasoosi Writer.

When I Hit your site I always hit other publicity links for your income.
FALAK NAEEM
Avatar FALAK NAEEM
#65 - Quote - Permalink
Posted 06:04:2008 - 17:26:24:

Oh my god ,i can belive he is the same writer who has write ESHA KA AAEN,what happend to him ,is he loseing his mind?
FALAK NAEEM
Avatar FALAK NAEEM
#66 - Quote - Permalink
1 of 1 people found this comment helpful
Posted 06:04:2008 - 16:48:24:

Mr. Falak, Doosri Fasal koi tahqiqi kaam nahi hay, jise paRh ke aap itna seekh pa ho rahay hain. Roohaniat or Maraqbay ki dunia se dilchaspi lene walon ke lie awagon ka mozoo bhi aik nihayat dilchaspi ka haamil hay. Is novel ko kahani paRh ke samajhie, koi tahqiqi wa tabligi kitaab samajh ke nahi jo aap Mr. Haqqi ke imaan or zahan per shak ker rahay hain. Always keep in mind thay he has written hundres of stories on variety of topics.

shukria.
Shuja Uddin Shuja
Avatar Shuja Uddin Shuja
#67 - Quote - Permalink
0 of 1 people found this comment helpful
Posted 06:02:2008 - 11:30:46:

sab se pehle to is "Kitaabghar.com" kis webside pesh karne per me aap ka bohat bohat shukriya ada karta hon ke aap ki waja se ab ham achi achi books parh sakte hain, Aleem-ul-Haqqi Sb ka sab se pehle "Ishq ka Ain" novel parha, Aleem sb ki tareef karna soraj ko chand dikhane ke braber he, ishq ke mozo per me ne aaj tak is tarha ka novel pehle kabhi nahe parha, us ko parh kar lagta tha ke shayad is se ziyada Ishq ke mozo per or kuch nahe likha ja sakta, Ishq-e-Majazi se le kar Ishq-e-Haqiqi tak ka safar Aleem Sb ne bohat khubsorti se lafzon ke motiyon me proya tha or aaj "Dosri Fasal" novel parha to me bayan nahe kar sakta ke meri kya feeling hain, khas tor per is ka end jo kya he woh bohat khobsorat he, warna me novel ke darmiyan me kafi bar ye sochne per majbor ho gya tha ke Aleem Sb as a Muslim writter kya ham ko dosre janam per yaqen dilane ki koshish kar rahe hain, kiu ke aik Muslim ki hasiyat se ham ko dosre janam per yaqen nahe he lekin Aleem Sb ka novel is bat ka yaqen dila raha tha lekin novel ke last me Aleem Sb ne is bat ki nafi kar ke Novel ki khobsorti me bohat ziyada izafa kar diya ke aik Muslim ka dosre janam per kisi qisam ka koi yaqen nahe he, God Bless You Aleem Sb
Nasir
Avatar Nasir
#68 - Quote - Permalink
2 of 2 people found this comment helpful
Posted 05:31:2008 - 17:03:21:

sab say pehlay main nay Aleem ka Ishiq ka Ian novel parha bohat acha tha laykin ya novel parnay kay baad mujay lagta hai k Haqqi sahib apna zehni tawazan khotay ja rahay hain iss novel kay end pay jo kuch uno nay likha woo iss baat ki tasdeeq karta hai k AAGWAN waqi hota hai, joo k islam ki total nafee hai please haqqi sab kuch acha likho yar... apna mayar wohi rakho jo isaq ka ian parnay kay baad hum aap say umeed kartay hain
akhtarfarzana
New
Avatar

Usergroup: member
Joined: Jul 25, 2007

Total Listings: 0
Total Comments: 1
#69 - Quote - Permalink
1 of 1 people found this comment helpful
Posted 05:30:2008 - 20:36:13:

I think publisher of this site should check first that what kind of book they are going to upload. because many people read these books and publisher has no right to destory the faith of anybody. what the auther wants to show by this story. At the end he wrote that Allah save the people by GUMRAHI. It means (according to the writer) Awagon is a real thing and Allah only hide it (NauzBillah). please remove this novel from your website. dont take it lightly. and remove it immediatly.
Sahirah
Avatar Sahirah
#70 - Quote - Permalink
Posted 05:29:2008 - 21:41:52:

Wassy parhany main tu yah bohet accha novel tha mager zadah khosi ki baat yah hoti kah beeing a Muslim app akher main es Dobarah Junum lany ki baat ko Ghult sabet kerty. Pata nahi app ney asa keon nahi kea. App key novel sey tu asa lagtah hey yah sub such he hey. Es tarah bohet sey Muslimanoon ko bhe app ak ghult baat ke terf Ragheb ker rahy hain. Jub bhe app kuch lakheay tu es baat ka khaas kahil rakhian kah woh kahbi bhe app key mazheb sey Mutsadum nahi hony cheya balkah ager ho skay tu koy na koy accha sa paghaam hona cheay her book main.

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.