Details

Dastan-e-Mujahid

Website
Visit Website
Description
Dastan-e Mujahid is an islamic history novel written by famous urdu islamic historic novelist Naseem Hijazi. The time period of this novel is same as Muhammad Bin Qasim arrival in India.

Rating
  • 100/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
5/5 based on 6 votes.
Ownership webmaster
Views 36279 views, 3 incoming clicks. Averaging 6 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 3
Related Listings
Similar Listings
Dastaan-e-Mujahid
Allah Ke Mujahid
Dastan Iman Faroshon Ki
Aawargi
Purisrar Cheekhain
Submission Date 06:17:2007

Comments on Dastan-e-Mujahid

sadaf
sadaf
#21 - Quote - Permalink
salaaam
Posted 07:16:2010 - 14:45:52:

tamoor wrote:
this is a very good novel of naseem hijazi.he did great work for muslim ummaah,
and im very thankful to kitabghar that they provide us such beautiful novel.
thank u kitabghar.
may allah bless u naseem hijazi.

hey where i can grt dis novel.....is pak drama dastan on hum tv based on dis novel..........
zulfqar qazi
zulfqar qazi
#22 - Quote - Permalink
Posted 07:08:2010 - 15:07:03:

naseem hajazi 1 azeem nawal nigar tha or un ki books parhna meare lye qabil fakhar bat h me ne pehly kabhi nawal nahein parhe thy par dastan e mujahid parh kar dil par jo asar howa h wo alfaz me byan karna bohat mushkil h meri baqi muslman bhaioo or behnoo se bi guzarish h k wo 1 bar is ko zroor parhein
MOIN ASHRAF
MOIN ASHRAF
#23 - Quote - Permalink
Posted 06:25:2010 - 09:58:18:

raised eyebrow JAB SY MAIN NY YE KITAB PARHI PEHLY TO YE APNY DIL KO SANBALA NAI JATA THA UN KI DASTAN SUN KAR. DASTAN OR WO B NASEEM HIJAZI SAB KE ZUBANI. YE KITAB PARHNY K BAD MAIN NY APNE ZINDGE MAIN KAFI TABDEELI LANY KI KOOSHESH KI OR I B. MERA YE MESSAGE HY K SB LOG IS KO SEEKHNY KE NEYAT SY PARHIEN INSHALLAH BHUT FAIDA HO GA.
ajnabi
ajnabi
#24 - Quote - Permalink
islam
Posted 06:15:2010 - 21:29:56:

assalam alikum,
mujhko islamic history se munsalik kitabe padhne ka shaok hai, ibtida me pehele shuru maine SHAMSHIR E BENIYAM ye kitaab padhi thi uske baad se ab tak kaafi kitabe padhi hai mere paas kafi kitabo ka majmua hai jis me NASEEM HIJAZI aur INAYATULLAh ki likhi hui kaafi kitabe hai ager aap me se koi meri madad kar sake to maherbani hogi mujhe DAMASHQ KE QAIDKHANE ME ye kitaab padhni hai our is tarha ki kitabo ka address mil jay to aap ka ahesanmand rahuga, ummid hai koi to pata dega, ager aap me se kisi ko mere paas ki kitabe chahiye to mai insha allah uski poori madad karonga.
tariq mehmood
tariq mehmood
#25 - Quote - Permalink
objection
Posted 06:12:2010 - 12:22:49:

sir i could not access ur book uptil now. i am trying to reed it for three days. but the page could not open. please upgrade this site. thanks
M. Iltamas Younis
M. Iltamas Younis
#26 - Quote - Permalink
Posted 05:17:2010 - 21:27:57:

just Greatttttttttttttttttttttttt............. Allah Kary Aj hum main b wo himat or jurat or iman ho
abubakar
abubakar
#27 - Quote - Permalink
dastan e mujahid
Posted 04:25:2010 - 09:36:44:

AA. Mian nay ye novel achi trah parha.ur mujhay es batt pr bahut khushe hovy k arab maaian apnay bachon ko jehad pr janay k leay pachpan se he tarbiat krti thain.mujhy Muhammad bin Qasim ur Qateba bin Muslim ki shahadat ka bhot afsos hova. agr khalefa un ko shaheed na krwata tu Muslm fthohat ka daira puri dunea me pahel jata.ur puri dunea me Islam ka jahnda lehrata.Abdullah bin Ubi ur Ibne Sadiq jaisay munafqon nay hamesha Islam ko nuqsan pohnchea.Allah hmain aisay munafqon ur sulman jaisay khulfa se hamesha pachaay.Ur hamaian Islam ka parcham buland rkhnay ki tufeeq day.Ameen
SAHIL --- HASIL
SAHIL --- HASIL
#28 - Quote - Permalink
Posted 03:11:2010 - 16:48:43:

aj tak main ne kabhi koi historical books nahin padhi lekin naseem hijjazi sahab ki jab main ne books pdhni shuroo ki to bas tab se mujhe kitabon se lagoa sa hone laga aur kam se kam 1 saal ho gaya main unki bohat si kitabein padh chuka hun wo ek azeem musannif hai ---- allah unke kabr ko noor se bhar de aur jannat mein jaga naseeb farmaye --- ameen
Naveed Sadiq
Naveed Sadiq
#29 - Quote - Permalink
Posted 02:16:2010 - 12:00:32:

Assalam-o-Aeikum
Naseem Hijazi(Muhammad Sharif) mere pasandida musanefeen mein se haen.
un k novel parhny se aik nia josh awr walwla peda owta hay.
Dastan-e-Mujahid hamari Azmat-e-Rafta ki aik behtrin yaad hay.

(kia Aap "Qatiba Bin Muslim" by Aslam Rahi" ka link de sakty hein)
Wassalam
sikandar
sikandar
#30 - Quote - Permalink
Posted 02:05:2010 - 03:20:13:

کتاب گھر کا شکریہ جسنے ھمیں یہ سہولت مہیہ کی یہ کتاب اپنی تعریف آپ ہے

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.