Details
Tayagi
Website | ||||||
Description | Tayagi aik aisi achhuti or munfarid dastan hay, jisay qaereen paRhtay hoe uski dilchaspioN or ranginioN mein kho jaienge. UmangoN, ArzooN or jazboN se bharay hoe aik nojawan ki dastan, dunia ne uske saath bohot zi zayadatian kien, in rawaioN se tang aa ker, usne apni zindagi khatam karne ka faisla ker lia, lekin qudrat ke khel niralay hotay hain. Abhi uski zindagi mein bohot se aise waqieat pesh anay thay jo dilchasp bhi thay or anokhay bhi. Aik pur israr or an dekhi quwwat uske sath shamil ho gaie. Uska kahna tha keh woh uske lie takhleeq ki gaie hay or isay uske lie zinda rahna hoga. Is anokhi or pur israr quwwat ne uski zindagi ka rukh yaksar tabdeel ker dia. Uski zindagi herat angaiz waqeat se pur ho gaie. Woh bhi is quwwat ko chahnay laga, jisne uski zindagi ka dhara tabdeel ker dia tha. Zindagi se farar hasil kerne walay is nojawan ki dastan-e-herat, jiski zindagi ki zaamin aik pur israr quwwat ban gaie thi. |
|||||
Rating | ||||||
Ownership | webmaster | |||||
Views | 40882 views, 11 incoming clicks. Averaging 6 views and 0 incoming clicks per day. | |||||
Incoming Clicks | 11 | |||||
Related Listings | ||||||
Similar Listings |
|
|||||
Submission Date | 06:17:2007 |
Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.
Please login or register.
Comments on Tayagi
New
Usergroup: member
Joined: Aug 26, 2015
Total Listings: 0
Total Comments: 1
How can i download that book or any novel in pdf???? there is no link to download...
laaaaaaakh di laaanat
2 raaatain barbad kr di
waste of time only
Very Very Very Very Very nice story
Posted 10:17:2012 - 11:05:19:
this was very boring novel.plot of story is good but the experties of writing is like kiding not professional.end of
novel i felt that i did waste & kill my time. Be professional.
Acha navel hay, lekin is me kuch kami rah gai, Shankar her jaga punhchta raha.
aap ka mukhlish
Rana
Posted 07:16:2011 - 13:51:07:
Bohat Accha or bohat hi zabardast novel tha jab tak parh nahi liya chain nahi aya. ab khatam hoa hey to apney comment post kar raha hon.
bus aik guzarish hey k jald az jald PDF format ma issue karen ta k hum download kar k araam c parh saken.
Aap ka mukhlis
M.N.A Goraya
Posted 07:15:2011 - 14:17:02:
very respected sir
kia aap ko lagta hain k yeh aik purisrar novel hain to ap wrong hain q k yeh india ki d grade film ka script lag raha hain aik insan ju dunya ki har khusti janta hai usay aik sada insan kis tarah hara sakta hain aur doosra us ka murid ban jaye aur aik bara aur khatarnak tanzim us pe kis tarah itni asani sai barosa kar leti hain aur phr wo log kia d grade film waly andaz mai aik doosry sai dialogue bolty hain short cut main is ka plot bahot hi kamzore hain aur sb khuch imigination lag raha hain aur kahani sai ziyada dilogue likny pe aur un mai asar paida karny k liye waqt dia gaya hain agar itna waqt kahani pe surf ki hoti to waqahe main aik purisrar novel hoti aur han lagta hain
i am sorry for comment
liken kia karain sach hamesha karwa hota hain
buhat sada aur acha novel hey.light comedy aur light suspense.sab combination buhat hi achey rahey.bass TARESSA ka thora dukh huwa.usko bachana chahiye tha.mgr writer ka apna mind hota hey.khair ye tau novel tha magar haqiqi zindagi main MUKHLIS doston ko khona nai chahiye.thanks writer and thamks KITAAB GHAR.
novel plot is good but writer is not professional,
so plz. dr. sabir ali improve your skills
this is a very bored book in all world
i request to kitaab ghar please dint add this type book in your liabrary
thanks