Details
Khofnak Imarat (Imran Series)
Website | ||||||
Description | Urdu Jasoosi Adab ke sab se pasandida kirdar Ali Imran ka pahla karnama. Urdu Jasoosi Adab ke bani or azeem musannif Ibn-e-Safi ke Qalam se aik hasti muskurati, pur tajassus tehreer. Imran Series silsilay ki pahli kaRi. |
|||||
Rating | ||||||
Ownership | webmaster | |||||
Views | 48277 views, 10 incoming clicks. Averaging 8 views and 0 incoming clicks per day. | |||||
Incoming Clicks | 10 | |||||
Related Listings | ||||||
Similar Listings |
|
|||||
Submission Date | 06:17:2007 |
Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.
Please login or register.
Comments on Khofnak Imarat (Imran Series)
New
Usergroup: member
Joined: Oct 27, 2013
Location: Rawalpindi
Total Listings: 0
Total Comments: 1
Great man ibne safi.
Allah apko jannt me jga de amin.
New
Usergroup: member
Joined: May 22, 2013
Location: sahiwal,punjab,pakistan.
Total Listings: 0
Total Comments: 1
i m gong to read novl of imran series frst tym .... i hope it may b good.naseem hijazi mine fvrt novlst
ibn-e-safi was great writer and i love reading imran series.....may allah give me best place in jannah
ibn e safi aik bohat hi zabardast writter thay un jaise jasoosi novels aaj tak kise ne nahi likhe... i really love imran series . ibn e safi har character bohat khoobsurti se create kartay thay. khuda unko apnay javar e rehmat mai jagha day. ibn e safi k novels jitne dafa bhi parh lo kabhi puranay nahi lagtay
Posted 07:26:2011 - 10:09:56:
aaj 26/7/2011 ibn e safi ki 31st barsi hai allah unki maghfarat farmaye aur unhein apni jawar e rehmat mein jagah ata farmaye (aameen).
MUJHE WAISE TO FARIDI ZYADA PASAND H LEKIN JAHA TAK IMRAN KA SAWAL H WO APNE AAP MAIN ANOKHA OR BEST H IMRAN K KIRDAR KI TAKHLEEK IBNE SAFI NE ITNE ACHCHE SE KI H KE US KI TAREEF KARTE ZABAN NAHI THAKTI ASAL ME IBNE SAFI IS THE BEST
kya koi muje bataega k imran series ko kis tarah download krte hai
mera email hai..
ahmad.shah123@yahoo.com
plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
mai beyaqn nahi kqar sakta k ibne safisaheb ki navole parhne me kitni khoosi hasil hoti hai. he was aqgreat writer.allh use jaqnnat nasseb ata farmae warna jassoosi dunia fahas baton se bhari hoti hai. lekin ibne safi sahab ki tarif hai k onhone aisa koi word istemal nahi kia . realy he wasw agreat person.
Allaqh ki kasam tarif k lea alfaj nahi
Good , nice , best , outstanding , omda , behtreen , haan sirf aakhir ma thora sa ghussa agia jb story end ho gai thi , isy itna jaldi khatam nai hona chahye tha