Zulmat Kada (The Haunted Mansion) is a very interesting and horror story of a burglar (thief) who was running from police and entered in a haunted house, full of ghosts, demons and other non-human creatures. The writer M.A Azeem has masterly written this story and read cannot break its spell till the end of story. There he saw so many strange weired and horrible things he lost his mental balance. The story is written in pre-partition of India and thus also take its readers to the time when Indians were struggling for independent country from British Rule. The story is full of horror, terror and suspense and only adults are advised to read it
i dont know k ye kahani sachi hai nahi but thi zaberdust really men maza aaya perh ker ye feel nahi huwa k main ne waqat zaya kia hai....thanks tanveer from dubai. tanveer_saad2000@yahoo.com
Kahani buhat jaga kafi sari khamian thin jin per chahtay hoay bhi yaqeen nhi aata waisay jin bhoot ka wajood barhaq hai. Lakin phir bhi thori si mazeed koshish sy kahani mazeed behtar banai ja sakti thi. Overall kahani achi thi.
Woh Mera Gala Daba rahi hai aur me diary likh raha hoon. It sounds stupid. Ham ne bad rooh ko daikh lia, aur phir ussay me ne qatal ker dia. aur phir subah me beewi bachon ko choar ker wahan se chala gia. Bazurg baba g ne kaha k Shaheed ka rutba buland hay. ager aisa tha tou baba g ne jaan boojh ker unhain marnay q dia. I mean, so many clear and unbeliveable lies just to create suspence.
Mariyam Khan wrote: KAHANI bohat achi hay taveez nay is liya kaam nahi kiya k unhu nay btaya hay k taveez bathroom main para tha matlab wahan ja k un ki wife nay nikal diya hoga tab hi ye sab kuch hoa ......
kahani achi thi muje maryam ne btaya tha is bary men yeh site be achi ha don_kali99@yahoo.com
draoni hone kay sath sath kahni main bohat suspense bhi tha albta is kay plot ko thoda sa behtar banaya jaksakta tha aur mazeed ye kay agr rasheed ko us ghar main dakhil hote hi use ghar main aseep ka ahsas hogya tha to usse dakhil nahi hona chahiye tha kunke aam halat main insan foran apni jaan ki parwa karta hai khuan wo chor hi kun na ho kunke ye insan ki fitrat hai lekin phir bhi kahani bohat achi thi.
this is very interesting story leken kahin kahin laga k aisa namumkin hai. story is se better hosakti thi. leken sawal ye hai k marte waqt us k paas taveez thja ya nahi kyon k akhir mein us taveez ka koi zikar nahi. leken phir bhi achi koshish thi. good.......
Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.
Comments on Zulmat Kadah
i dont know k ye kahani sachi hai nahi but thi zaberdust really men maza aaya perh ker ye feel nahi huwa k main ne waqat zaya kia hai....thanks tanveer from dubai.
tanveer_saad2000@yahoo.com
story wesy to thek thi but kuch parts ma ajeb feel hoa .ALLAH ka nam ya kalam parhny pr b badrooh un k pas kesy aa jati thi?
Kahani achi thi lakin thori se koshish sy mazeed behtar bana ja sakti thi.
Kahani buhat jaga kafi sari khamian thin jin per chahtay hoay bhi yaqeen nhi aata waisay jin bhoot ka wajood barhaq hai. Lakin phir bhi thori si mazeed koshish sy kahani mazeed behtar banai ja sakti thi. Overall kahani achi thi.
Posted 04:29:2010 - 14:48:25:
Woh Mera Gala Daba rahi hai aur me diary likh raha hoon. It sounds stupid.
Ham ne bad rooh ko daikh lia, aur phir ussay me ne qatal ker dia. aur phir subah me beewi bachon ko choar ker wahan se chala gia.
Bazurg baba g ne kaha k Shaheed ka rutba buland hay. ager aisa tha tou baba g ne jaan boojh ker unhain marnay q dia. I mean, so many clear and unbeliveable lies just to create suspence.
Posted 04:24:2010 - 02:24:08:
KAHANI bohat achi hay taveez nay is liya kaam nahi kiya k unhu nay btaya hay k taveez bathroom main para tha matlab wahan ja k un ki wife nay nikal diya hoga tab hi ye sab kuch hoa ......
kahani achi thi muje maryam ne btaya tha is bary men yeh site be achi ha don_kali99@yahoo.com
Good story.
It would be nice if there is a "next page" button present at the end of the page to go to next page.
draoni hone kay sath sath kahni main bohat suspense bhi tha albta is kay plot ko thoda sa behtar banaya jaksakta tha aur mazeed ye kay agr rasheed ko us ghar main dakhil hote hi use ghar main aseep ka ahsas hogya tha to usse dakhil nahi hona chahiye tha kunke aam halat main insan foran apni jaan ki parwa karta hai khuan wo chor hi kun na ho kunke ye insan ki fitrat hai lekin phir bhi kahani bohat achi thi.
i think its too much scary but i liked it