Details

Ishq Ka Sheen (Part-I)

Website
Visit Website
Description
Ishq Ka Sheen is another block buster novel by Aleem Ul Haq Haqqi and perhaps the most awaited novel of urdu language by social romantic reformal novels readers. Like Ishq ka Ain, this story is also written with the concept of journey of a person from Ishq-e-Majazi to Ishq-e-Haqiqi. The hero of last story of Ishq Ka Ain belonged to a muslim family with great love of ahl-e-bait. But hero of this story (Ishq Ka Sheen) is a non-muslim, Thakur Avtar Singh, who fall in love with a muslim girl on hearing her voice when she was reciting qur'ran. The ishq ka sheen is a very long story of love, passion, enthusiasm, determination and a journey from idol worship to finding the true path leading to Almighty Allah. We are sure, like Ishq Ka Ain, This story will also keep our readers entertained for many months to come
Rating
  • 90/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.5/5 based on 8 votes.
Ownership webmaster
Tags , , ,
Views 38262 views, 0 incoming clicks. Averaging 7 views and 0 incoming clicks per day.
Related Listings
Similar Listings
Ishq Ka Sheen (Part-II)
Ishq Ka Sheen-2
Ain Sheen Qaaf
Shehr-e-Tamanna (2nd Part)
Shehre Tamanna (1st Part)
Submission Date 07:18:2009 (Edited )

Comments on Ishq Ka Sheen (Part-I)

amna khan
New

Usergroup: member
Joined: Dec 11, 2010
Location: united state home

Total Listings: 0
Total Comments: 3
#21 - Quote - Permalink
Posted 12:11:2010 - 11:48:11:

mera naam Amna khan ha mery nana jan writer thy or wo whole life ferozson's k sath rhy both see books unho ney likhe hia mery ideal thy mery nana jan is ley kujy chilhood sey parny ka likhny ka both zaida shoq tha or main hakai sahab ka Ishq ka Ain is the best novel i read when i was 10th grade is the base journey of person from ishq-e-majazi to ishq-e-haqiqi it was the best novel i agree withM M shafique he said' k jesy school main english novel's pharheya jaty hai wesy is ko be pharain pakistan main aj kal jo mahol hu geya ha wo lagta nahi pakistan ha sach jab main waha phonchi jab non muslim's girls ke toheen karty hia hai or aik maa ke bee main sath sath par rhe the or sath main roo rhee tee mujy khod pe controll nahi raha k kesy main yeh sab phley be jante the ku k mery nana jan tu sabkuch janty thy unhoo ney tu sab apnee ankho sey dekha tha sab kuch Allah hum sab rehmat kary ameen
Mohammad Zareen Tanoli
Mohammad Zareen Tanoli
#22 - Quote - Permalink
Posted 09:10:2010 - 11:14:23:

Haqi sahib k qalam se jo kuch bhi nikalta hai wo aik shahakar bun jata hai, bahut khubsurat or unique novel, aik baar parrheney baitho tu khatum kiye baghair uthney ko jee nahi chahata, bahut khubsurat or shahakar takhleeq hai janab Aleem ul Huq Hqi sahipki, mubarak qabool karein.
Shahab Aslam
Shahab Aslam
#23 - Quote - Permalink
kuch adhora tha
Posted 04:05:2010 - 17:31:50:

mai Hakai sahab ke tehrero ka dewana hon .... shayed urdu perny ka shok b in he ke ... andaza-e-tehrer he hai .... Ishq ka sheen mai unhon ne ya bat sabit kar de hai k wo novel nagari mai kon sa darja rakhty hai ... ishq ka sheen mai ... kuch baty hai ... jo shayed mugay adoori lagi ... mesal ke to par ... otar singh ko us ke amma ne kaha tha k tum ko mai zenda he melon ge ... jub tum wapes aao gay ... tumari emanat tum tak pehnchany k lea Kuda mugay zinda rakhy ga ... i mean us ka keya howa ...

ammara
ammara
#24 - Quote - Permalink
Posted 03:20:2010 - 16:34:06:

wow amazing novel me is ka second part parhne lagi hn dekhte hain wo kesa ha but ab tak bht acha ha writer ne har bat itni ache se btai ha k bhoole gi nahi well done.........
hammad ali butt
hammad ali butt
#25 - Quote - Permalink
Posted 02:18:2010 - 01:16:25:

salam u alikum k baad ma app sub ko short introduction karwna chata hoon mera naam hammad ali hai muje kabi b novels ya pher stories ma interest tha lakin mere bare bahi jo ye novel apni collerge library se liye the ishq ka sheen part 1st read kiya to muje ahsas huwa k allah kis kis tarha apne bando ko sis raste p late hain
is novel ma ma ne bus zindge ka maqsab jaan liya hai k zindge ka maqsad kya hai ma ne ye novel 5 dino ma parha muje is qader sakoon mila k jse duniya ka aik raaz ma ne parh liya ho or ma ajj aik baat kaho ga sub se k ye novel aik asa novel hai jis k wja se mere jesa insan b theek hone ki try kar raha hai ALLAH taala ka is duniya ma muje behjne ka aik maqsad samne aya hai
ma ajj apne tamam bahiyoon ko aik request karta hoon k aik muslman hone ka kya maqsed hai ye novel parho to pata chal jye ga.
ishq karna hai to UTAR SINGH jesa karo jo aik awaz ki badoolat kaha se kaha chala gya or ishq , mohbat najyeez nahi jayeez hai lakin is ko jayeez tarke se hi karo ma b ksi se bohat payar karta hoon per ye novel parh k ajj muje apne payar or ishq p proud hai or ma ne b is trha hi payr kiya hai.WRIter ne jo kuch likha hai isko samj sako to samjo bahiyoo comments pass karan achi baat hai lakin jo loog khud writer ban jana chate hain k writer ne ye galet kaha or ye yaah nahi kehna chaye tha i think wo sub pagal hain phle khud ko is kabil bana lo k writer tum logo ko describe kya krna chata hai mohbat paak hai wo ksi se b ho sakti hai insan se ya us hasti se jis ne us insan ki takhleek kiya IT"S a wonderful ,moralfull & beautiful novel or is ko read karne k bad ma ne ishq ka AIN or ishq ka KAAF b read kiya to muje LAFZ "ISHQ" pata chal gya kya hai
thanks WRITER jee app ki waja se mere jse insan thek hone ki try kar raha hai ueed hai or b bohat try kar rahe ho gye
ALLAH HAFIZ
naeem
naeem
#26 - Quote - Permalink
Posted 01:14:2010 - 01:55:50:

writer Ishk-a-haqeeq pa batt karna chatay hay , mugr islmi aqeedoon main phans jata hay. usay whadit-ul-wajood ki elaheyat ka ata nahien, wo rawatti andaz say islami aaqaed ko peash kar detay hay. politics main bhi us ka yahi hall hay, pakstan jageer daron aue amron main kis leay phansa hua hay ,yeh es ki sumhij sey balla hay.
Guest
Guest
#27 - Quote - Permalink
Posted 01:14:2010 - 01:46:00:

shaking head writer tries to explore the Sufism & politics but he does not know any thing about them, he should read the poetry of Sufi saints such as BABA BULL-AH SAHA , HQ-BAHO etc.and for politics he should read books upon imperialism.
sajid kazmi
sajid kazmi
#28 - Quote - Permalink
Posted 12:20:2009 - 19:05:27:

I have read so many books but this book touch your soul
Mubarik Ali
Mubarik Ali
#29 - Quote - Permalink
Posted 11:01:2009 - 03:54:37:

o wao its amazing i realy enjoy this.i think there are only a few people in the warld who can creat sach a fentestic things and also only few people who can under stand the basic point or the view of the poet i once again appriciate sach apoet
SHAHID JAVED
SHAHID JAVED
#30 - Quote - Permalink
Posted 10:05:2009 - 16:48:04:

WONDERFULL AMAZING OUT CLASS
ALEEM UL HAQ HAQI PROVE HIMSELF A PROMINANT WRITER NOW A DAYS
FIRST TIME I IMPRESSED WITH HIS STORY IN SUSPENSE DIGEST "DOO ISHRAFI" NOW HE DID WONDER FULL JOB I PRAY FOR HIM THAT ALLAH GIVE MORE BRIGHTNESS HIS PEN POWER. ALLEM SB IF U READ THESE REMARK PLEASE MALE ME ON MY ID SHAHIDJAVED77@YAHOO.COM

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.