Details

Ishq Ka Sheen (Part-I)

Website
Visit Website
Description
Ishq Ka Sheen is another block buster novel by Aleem Ul Haq Haqqi and perhaps the most awaited novel of urdu language by social romantic reformal novels readers. Like Ishq ka Ain, this story is also written with the concept of journey of a person from Ishq-e-Majazi to Ishq-e-Haqiqi. The hero of last story of Ishq Ka Ain belonged to a muslim family with great love of ahl-e-bait. But hero of this story (Ishq Ka Sheen) is a non-muslim, Thakur Avtar Singh, who fall in love with a muslim girl on hearing her voice when she was reciting qur'ran. The ishq ka sheen is a very long story of love, passion, enthusiasm, determination and a journey from idol worship to finding the true path leading to Almighty Allah. We are sure, like Ishq Ka Ain, This story will also keep our readers entertained for many months to come
Rating
  • 90/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.5/5 based on 8 votes.
Ownership webmaster
Tags , , ,
Views 38072 views, 0 incoming clicks. Averaging 7 views and 0 incoming clicks per day.
Related Listings
Similar Listings
Ishq Ka Sheen (Part-II)
Ishq Ka Sheen-2
Ain Sheen Qaaf
Devta Part 1 by Mohiuddin Nawab
Shehre Tamanna (1st Part)
Submission Date 07:18:2009 (Edited )

Comments on Ishq Ka Sheen (Part-I)

Sobia Akhtar
Avatar Sobia Akhtar
#11 - Quote - Permalink
Posted 03:31:2012 - 11:38:06:

Asalam O alekum
Aleem sahib novel to waqaii bht outstanding hai me n 1st n 2nd part perhe hain 3rd perhne ki khawhishmand hun.But aik cheez jo mujhe sb writers ki irritate kerti hai wo hai Mian word ka ALLAH Pak k name k sath use kerna.Mian word insano k liye use kiya jata hai.Allah k liye nai.yai shirk k zumray me ata hai.isi liye Allah ko Khuda nahi kaha jata coz khuda ki jama hai khudaon but ALLAH ki jama koi nahi.yai wahid hai,PLLLLZZZZZZZZZZZ i req to u all writerz dont use mian word wid the name of ALLAH AZAWAJAL.
Sobia Akhtar
Avatar Sobia Akhtar
#12 - Quote - Permalink
Ishq ka sheen
Posted 03:31:2012 - 11:26:08:

Aleem sahib novel to waqaii bohat acha hai.zaberdast.But aik cheez novels me ht irritate kerti hai wo hai word Mian word Allah Pak k sath mian word nahi lagatay.app ki research se pata chalta hai k app bht approach se pata chalta hai Quran Pak k Tarjumay per kitna hold hai app ka.me to kuch bhi nahi hun mujhe itna illm nahi jitna app k pass k hai.per i req plz Allah Azawajal use kiya karien ya Allah pak.
SaQi
Avatar SaQi
#13 - Quote - Permalink
Posted 12:16:2011 - 20:45:17:

Janab wo phir jata hai aur usey Uski Maa'n milti han jo Un Pandit k haan reh rahi hoti han,
jamshed akbar
Avatar jamshed akbar
#14 - Quote - Permalink
Posted 09:07:2011 - 19:43:22:

maine almost 20 saal baad book reading ki hai aur mujhe itna acha laga hai ke mujhe afsoos ho raha hai ke maine book readinin kyun chor di thi .aleemul haq ka ishq ka sheen ka part 3 kab aa raha hai.reply pl.
Noman Lodhi
Avatar Noman Lodhi
#15 - Quote - Permalink
Ishq Ka Sheen
Posted 08:13:2011 - 05:41:22:

Jaza'ak Allah For Aleem ul Haq Haqqi.... I read the first of this series "Ishq Ka Ain" like 4 or 5 years ago and was in its trance till today and knew that there is Ishq ka Sheen as well but unfortunately couldn't find anywhere or may be it was not decided for me to have it. This is a beautiful Novel that completely justified the subject. The plot was beautifully designed and the way Haqqi Sb took it forward explaining every day simple things, that we make so difficult for us is the greatness of his Pen and writing Skills... If I try to Praise this Novel, it would be a disgrace as this is not just a Novel this is a Deed by Him that he would be rewarded by Allah's blessing as long as people keep reading it.
Ajrukum Min Allah !
chanda
Avatar chanda
#16 - Quote - Permalink
ishq ka sheen
Posted 07:19:2011 - 10:40:21:

fisrt time main ne etna acha novel read kia hai jis main islam ko etna acha repersent kia gaya hai.kis tara rab pak apne rahmat kahs se kafron ko b apne tarf motwja karta hai
subhanALLAh , i like this novel very much,
rizwan
Avatar rizwan
#17 - Quote - Permalink
To Mr Shahab Aslam
Posted 03:13:2011 - 21:19:19:

Shahab Aslam wrote:

mai Hakai sahab ke tehrero ka dewana hon .... shayed urdu perny ka shok b in he ke ... andaza-e-tehrer he hai .... Ishq ka sheen mai unhon ne ya bat sabit kar de hai k wo novel nagari mai kon sa darja rakhty hai ... ishq ka sheen mai ... kuch baty hai ... jo shayed mugay adoori lagi ... mesal ke to par ... otar singh ko us ke amma ne kaha tha k tum ko mai zenda he melon ge ... jub tum wapes aao gay ... tumari emanat tum tak pehnchany k lea Kuda mugay zinda rakhy ga ... i mean us ka keya howa ...




Dear Mr Shahab,
i think ap ny novel complete ni read kia ya theek sy ni kia wrna aesa question ni krty.....ye baat otar ki haqiqi mqn ny ni balk razai man(2nd mother) ny ki thi jo k waqi os ki wapsi pr osy mili b thi.......1 bar phr sy try kr k dekhe shaed smj a jaye...

Rizwan
ghufran
Avatar ghufran
#18 - Quote - Permalink
Posted 01:28:2011 - 19:09:21:

Aslam e alaikum
Sir main ne aap ka novel ishq ka sheen part 1 aur part 2 phr lia hai per sir jab main market me is ka part 3 lene gya tu shop wale ne kaha ke aap ne abhi tak us ka part 3 nahi lekha amjab jawad ka hai main ne wo novel read kia per sir mujhe ye acha nahi laga is liye main ne pura phra be nahi so please sir i request you ishq ka sheen part 3 lekhe please Aleem ul Haq Haqqi sir jaldi lekhna Allah hafiz
Guest
Avatar Guest
#19 - Quote - Permalink
Posted 01:16:2011 - 00:57:18:

novel bhot acha hai mazay ka but 414 pages k bad boor ho gaya hai main mazed ni parh saktaa.
Anjum Zia
Avatar Anjum Zia
#20 - Quote - Permalink
meri mushkal hal kar dain
Posted 12:29:2010 - 17:01:21:

Main yeh kahani abhi parh rha hoon laken iss kahani main aik bat jo main nay mahsoos ki hay woh yeh hay ko kahani ka hero thakar autar singh aour us ka bapp thakar partab singh dono sikh hain laken thakar autar singh ka mazhab hindo bataya ja rha hay aur kahani ka main subject hi yeh hay kah woh bohat say devi devta ki pooja nahin karna chahta.jab kah singh devi devta ki pooja nahin kartay.please iss baat ki wazahat kar din. agr kisi reader ki samjh main yeh baat aai hay to please mujahy bhi samjha dain. thankyou
0323-7838830

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.