Details

Pukaar

Website
Visit Website
Description
Pukaar by Sarfraz Ahmed Rahi is an excellent Romantic, Social and Reformal (Rumani Islahi Muasherti) Novel on a very unique theme. In his own words (rukh-e-qubooliat per paRay us hijab ka qissa, jiske uThne se pahlay her nadan apni dua ki na maqbooliat ke guman ka shikar ho ker baghawat or man maani per uter aata hay). The basic theme of novel is the gap of ones prayer and its approval (or denial) from the Almighty ALLAH. During this gap, human thinks Allah is not listening to his genuine and true call (pukar) and thus act rebellion, but he forgets that Allah always listen all calls but only approve those which are beneficial to us, cos ALLAH almighty, knows the best and always love his creations. This very idea of human weakness and stupidity is discussed in detail in this novel, making it an excellent book on this different and unique topic
Rating
  • 76.2/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
3.81/5 based on 16 votes.
Ownership webmaster
Views 28549 views, 11 incoming clicks. Averaging 5 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 11
Related Listings
Similar Listings
Ishq ka Qaaf
Aawargi
Crack Down
Purisrar Cheekhain
Secret Agent
Submission Date 07:08:2007

Comments on Pukaar

bilal
Avatar bilal
#11 - Quote - Permalink
pukar
Posted 04:24:2010 - 12:55:31:

its a great job done by Sarfraz Sb.i m realy impressed.
Umairah
Avatar Umairah
#12 - Quote - Permalink
Posted 02:19:2010 - 14:37:48:

nod
asalamo alaeekum
ya novel aysa hy jis ko parhny k byad insan apna muhasba karta hy k "ham ny aj tak kitny sachy dil sy apny khuda sy kuch manga hy?"
agr hmary dil man or duayon man ya sdakat ho to ham koi b guna karny sy pehly 100 martaba sochan.
khuda haman b ayse he taufeek dy (Ameen)
Somia Malik
Avatar Somia Malik
#13 - Quote - Permalink
Posted 12:23:2009 - 04:38:06:

Assal_o_Alaikum!

this is a very nice novel.is ko parhny k bad insan ka apny Rub py Eman r mazbot ho jata ha.Khuda r us k bandy k darmyan kya rabta ha is novel ko parhny k bad ek aam insan py puri tarah wazia ho jata ha.Safraz sir ny jis khubsoorti sy insan ki nadani r Rub ki Rahmat ko bayan kia ha usy parh k Eman taza ho jata ha.Allah un k qalum r asar r tasir pada kry.Ameen.
Adnan
Avatar Adnan
#14 - Quote - Permalink
Pukaar
Posted 12:02:2009 - 17:14:42:

Mein surfaraz Ahmed sahab ka behud mushkoor hoon k unhon ne ek aisi tukhleeq ko safha-e-qartaas per muntaqil kiya jo sirf Surfaraz sahab hi ker sakte they, Surfaraz Sahab ki yeh Tahreer un tamal muslims k liye hai jo zindagi ki saoobaton se parishan hoker raah se bhatuk jate hain, mein Surfaraz Sb ko salute kerta hoon.
Appki duaon ka taalib.

Regards,
Adnan
malik ali awan
Avatar malik ali awan
#15 - Quote - Permalink
Posted 09:11:2009 - 15:38:16:

mind blowing work....abhi ishq ka qaaf ka asr hi khatam nai hua tha k is novel ne aur hi dunia ma pohncha dia wo dunia jis ma wafadari k siwa kch nai,......
zally
Avatar zally
#16 - Quote - Permalink
Posted 08:06:2009 - 07:16:32:

itna kubsort pukar novel me ne apne zendegee me nahee phara ha mare taref se writer ko both sara payer. allah je oin ko or bhi acha likne ke tofeq de (ameen).
Imran
Avatar Imran
#17 - Quote - Permalink
Posted 08:05:2009 - 18:36:39:

Nice Yaar Bahut Acha he smile

farzana
Avatar farzana
#18 - Quote - Permalink
comment
Posted 02:27:2009 - 22:38:56:

ishq ka qaaf ,sarfaraz ahmed rahi ka wo pehla novel tha jo mayn ne parha ,wo jitna emaan afroz or ishq-e-haqiqik ramooz ko parat dar parat kholnay wala tha isi tara PUKAAR b qabil-e-tehseen novel hay.is ne kisi b hawalay se mayoos nahi kia bulkay Allah per emaan or yaqeen k jazbay ko taaza kia hay.Allah sarfaraz ahmed rahi k alfaaz or jazbon mayn or taseer peda karay .ameen
m.imtiaz malik
Avatar m.imtiaz malik
#19 - Quote - Permalink
Posted 02:20:2009 - 10:58:34:

aslam-o-alakum
main ne ye navel parah bohat khushi huwai,
ye un novels main se he jo har lehaz se bohat acha hota hai is ka shumar un bahtreen novels main hota he jo ab tak maine pethe hain.
main is main apni taraf se kuch ad kerna chahta hoon ke aik to aap ne perveen ke kirdar ke kere main last main kuch nahi likha shyad pag khtam ho gy the (sorry) q k ap ne us ke husband ke bare main last main kuch nahi likha ke us ke kais ke bare main kya bana, main sirf hint doon ga zyada detail main nahi jaaon ga.
dusri baat ye ke aap kamari or baila ko last main musliman he ker date.
my mail address imtiaz.malik1@gmail.com
agar koi baat buri lagi ho to plz muaaf kerna
best regard, wish u all the best,allah hafiz
m.imtiaz malik
jfsaad
New
Avatar

Usergroup: member
Joined: Apr 16, 2005
Location: Multan,Pakistan

Total Listings: 0
Total Comments: 3
Avatar jfsaad
#20 - Quote - Permalink
Posted 11:10:2008 - 13:12:33:

Good but not Excellent!!!! Rahi sb has their own style but this novel is not like his " Ishq ka Kaaf"

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.