Details

Jo Chalay to JaaN se guzer gaye

Website
Visit Website
Description
Jo Chalay Tou Jaan Se Guzer Gaye is a Social Romantic Novel by Todays very popular female writer Maha Malik. The basic theme of this novel is the human feelings of love, hate, sacrifice, domination and supremacy. Every living person has these qualities and only a true human being can control the bad feelings of anger, hate, domination and supremacy. The novel is based on a different triangle love story, where Ujala and Azar (Cousins) love each other and planning their future live but Shah Alam falls in love-in-first-sight with Ujala and manage to get Ujala against her will and desire. But Shah Alam only can get Ujala-s body not her heart and soul. On other hand, Ujala also has to face a dilemma where she should forget her past love (Azar) and be faithful and sincere to her husband (Shah Alam). Did Shah Alam ever succeed in finding true love of Ujala? Did Ujala prove a faithful and loving wife? Read this amazing novel to find out.
Rating
  • 95.8/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.79/5 based on 33 votes.
Ownership webmaster
Views 105790 views, 21 incoming clicks. Averaging 16 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 21
Related Listings
Similar Listings
Ik Dia Jalae Rakhna
Mere Khaab Raiza Raiza
Purisrar Cheekhain
Aawargi
Secret Agent
Submission Date 06:17:2007

Comments on Jo Chalay to JaaN se guzer gaye

aroosa khan
aroosa khan
#31 - Quote - Permalink
Posted 04:08:2011 - 06:17:35:

yeh novel bohut hi sad tha alam shah bohut acha tha mujhe alam shah ka bohut dukh laga hai alam shah ko marna nahi chahiye tha alal shah hi to main hero tha wohi mar geya to story ka kia maza raha wo apni wife se itna pyaar karta tha wife ke khatar usne sub kuch chor dia alam shah ko is badle main pyaar milna chahiye tha alam shah ke saath maha malik ne bohut bura kia hai main is novel ko par kar bohur rui hoon aap mujhe koi maha malik ka email de sakte hain
asma
asma
#32 - Quote - Permalink
Posted 04:06:2011 - 22:25:31:

Dear maha malik,
This is a very heart touching novel.i like it so much.and my sis also like this novel.smiling face
ghazala rashid
ghazala rashid
#33 - Quote - Permalink
ki mery marny k bad us ny jafa sy toba
Posted 03:20:2011 - 13:15:04:

very very very heart touching novel.


Mohobat ho jay to foran izhar kar dena chahieay. jab roshni ko sayad alam shah sy mohobat hony ka ehsas howa tha usi waqt wo izhar kar deti to na alam us per shak karta aur na hi shak karny ka ehsasy nadamat ki waja sy wo marta. kuch saal pehly ye novel perh k mean jtna roi thi aj ek bar pher esy parh kar itna hi roi hon.


 

ghazala rashid
ghazala rashid
#34 - Quote - Permalink
ki mery marny k bad us ny jafa sy toba
Posted 03:20:2011 - 13:12:51:

very very very heart touching novel. mohobat ho jay to foran izhar kar dena chahieay. jab roshni ko sayad alam shah sy mohobat hony ka ehsas howa tha usi waqt wo izhar kar deti to na alam us per shak karta aur na hi shak karny ka ehsasy nadamat ki waja sy wo marta. kuch saal pehly ye novel perh k mean jtna roi thi aj ek bar pher esy parh kar itna hi roi hon.

anonymous
anonymous
#35 - Quote - Permalink
Posted 03:10:2011 - 12:51:29:

ufffffffff............wht a novel........luv it..........kia mohabbat thi alam shah ki....even i don't have words to explain.... but the ending is very painful...alam shah aur roshni ko sath hona chahiye tha end mai ..aisa kiun nahi hoa??...but i must say that novel was so beautiful...
princess
princess
#36 - Quote - Permalink
Posted 02:22:2011 - 17:33:31:

Asalam-o-alaikum MAHA MALIK
bohat novels parhay hen meny ab tk pr... aese mohabt aesa jonoon zabardast i m proud of u
best of luck in ur future mohabbat hoto aese ho.
i love this novel
Ahmed
Ahmed
#37 - Quote - Permalink
Posted 02:18:2011 - 15:48:44:

smiling facesmiling facecoolasalam o alikum maha malik g how r u?i hope u r fine...by the way.....ma ne apni zindagi ka pehla nawal parha ha jo chale tu jaan se guzar gay...........aur mujy bhout he ziada pasand aya haa.....aur ma to 3 dafa roya hn nawal parte parte.......itna payar itna muhabbat ....itni dil lagi .....zabardast...ma to chahata hn k is pe 1 drama banana chahiye ........aur ap ne end jo b kiya i acept it....par ap ko end pe azar aur ujala ki shadi karni chahiye thi....phir aur wonderful ho jana tha.....khair wese he ye nawal great ha......
Hina
Hina
#38 - Quote - Permalink
Posted 02:10:2011 - 14:52:40:

Assalamu alekum
i like the novel but mujhe ek baat pasandnahi aai shah alam ko mara kyo jab roshni ko usse muhabbat ho gai thi aur end mai azar aur ujala ko milana nai cahiye tha main hero to shah alam tha
shaaz ahmed
New

Usergroup: member
Joined: Dec 26, 2010
Location: india , hyd

Total Listings: 0
Total Comments: 1
#39 - Quote - Permalink
Posted 02:07:2011 - 13:00:54:

salaam maha malik ! muje app ki novel bahut achi laagi , lekein app ne shah alam ki entry , or fir uski ending kafiy dilchasp rahi,lekein roshni ko akhri time per uss se mohabat hogaiy thi,yeh jaan ker bahut afsos raha , lekein fir yeh qayal b masoor kaan huva k usko wapas azar ki mohabat mill gaaiy ...!
Rizwana Jamal.
Rizwana Jamal.
#40 - Quote - Permalink
Posted 02:01:2011 - 18:40:34:

rolling eyesrolling eyesAslamo Alaikm. mai ne ye Maha Malik ka novel pehli dafa read kia hai our mujy behad pasand aya. kia khobSurti sy shro hova our kheyaloon ki doniya mai ly geya mai isko read karty hove musalsal jausy kesi khubSorat Khowab mai ya kesi kheyal mai qaid rahe. kaheen tu lagta tha k ye ik khubsurat kheyal kesi khaqeqat ko beyan kar raha hai. lykin mujy is k end ny behad afsurda kar dia hai. mai Miss Maha Malik sy ye shekait karna chahjti hoon k unhoon ny kion itne khubsurat novel ka end takleef da lika?aap ne kia Aalam Shah our Roshni k sath zeyadati kiiii? kiooo? kia 2 Insan doniya sy mokhtalef muhabat karny waly is doniya mai zinda kion nai reh sakty.jab dono ki muhabat mai balance ayaa tu unko aap ny kioon itni bedardi sy alag kar diaaa? mai hamesha isko yad kar k dukhi ho jaya karoon gi our last mai aapko blm dia karoon gi kion-k aapki Qalam ne unko last mai juda kia hai.......,

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.