Falsafa-e-Merajun Nabi, by Dr. Tahir ul Qadri, a book on Hazrat Muhammad-s Miracle Visit to Heavens. Safr-e-Meraj ke mouzoo per aik bohot khoobsurat kitaab.
Assalam o Alaikum....Dear Dr. Tahir ul Qadri sahib., main jeddah , saudiarabia main job krta hou, aap ki kitab prhne ka sharaf naseeb hua, masha ALLAH moajazak k bare main prh kr ilm main izafa hua , main ne 10 pages tk prha hai, lekn is main MEhraj shareef ka waqia zikr nhi kia gya hai, sirf moajazat ke bare main btaya gya hai k moajazah kia hota hai. agr aap ne koyi book Mehraj Shareef k waqiat ka bare main likhi hai to please inform kr dain....ALLAH aap ke ilm, aml aor umr main brkatain de...aamin
assalam-alikum, Alsheikh Qibla Hazoor Shaik-ul-Islam Pro Dr. Tahir- Ul-Qadri
Disst Chakwal ki Teh Talagang k Gaon Shah Muhammad Wali se men belong kerta hon. men ne apki ye kitab poori perhi hy. ur ap k lecture daily sunta hon. apko live b sunny ki saadt hasil hoi hy. meri dua hy k ALLAH pak apko Sehat e Kamla ata fermay. ur apko umer e KHIZER ata fermay, apko pakistan k azeem leader hen, ur apsy mulaqat ka dil men jazba le k ghoom raha hun.
THE BOOK ABOUT MERAJ-UN-NABI IS A SCHOLARLY DEPICTION OF A MOJIZA OF PROPHET WHICH THE HUMAN BRAIN AS YET IS NOT ABLE TO RECONCILE.SO FAR I HAVE UNDERSTOOD THAT MANKIND HAS TO TRAVEL THOUSAND MORE YEAR TO KNOW THE PLACE OF A NABI IN THE EVER SPADING UNIVERSE.EVEN THE VARIOUS FOLLOWERS OF ISLAM AND PROPHET ARE IN THE STATE OF CONFUSION ABOUT THE PLACE OF PROPHET IN THE UNIVERSE. THE BOOK IS VERY ENLIGHTING AND COVERS ALL ASPECT ON THE SUBJECT OF MERAJIN PARTICULARLY.IT IS ALSO ABLE TO DETERMINE THE PLACE OF PROPHET IN THE UNIVERSE AS "BAAD UZ KHUDA BUZURG TOI KISSA MUKHTASAR"
mean shahdadkot se hoon mein ne aap books study hai or mein aap ko appna murshaid samjhtaho ku ke ap books se mene bohat sarre knowledge get ke hai mere eeman paka ho gaya hai ap ke waja se so thans alot Dr sahb.
min bohat he gunha gar hon per mera emaan mazboot hay meraaj Shareef ka wakya muje itna psand hay dil cha hata hy k es ko sunta rahoon perta rahoon aaj subha eik mesg aya jis min meraaj ka din mubarik ho ki trha ka tha phir min apne walid sab k pas pass gia or un say pocha tu un-ho-nay btaya k haan aaj ki raat meraaj-un nabi(S.A.W) ki rat! phir jab dil chaha tu googal per surch say ap ki yeh kitab mil gai buhat sakoo,n mila per k per agr Dr, sab app pora meraaj ka waqia b countinew rakhte tu or maza ata berhr haal jazakullha phir bhi buhat achi sifaat likhi thin araam say demag min baith gayn asla-o-alikum
assalaam alaikum warahmatullahi wabarakatuhu mai india bangalore se hoon mai hazrath molana muftie azam e karnatak shehzadae ghosulwara syed shamshul haq qadri al hasani wal husauni sadar sunni jamiyatul ullama o mashayaq all karnatak ka qadim hoon maine aap ke bahooth se bayanath sunahoo aur aap ki kutub bhi pardha hoon maasha allah bahooth se maloomath bhi huwe ishq mustafa, qadam bosi sandal o urs ke dalail bhi mile allah aapko apne fazl karam se sarkar madina (saw)ke aapka saya hamare saron per rakhe aamin
maen india,bangalore see hoon, mein ne bahuth saari aapki ketabein dekhi hain, hamare peer-o-murshad mohammed humayun khan,hyderabad, ke ghar mein,aur aap ka Qtv progamme bhi bahuth achha hai,mein rooz dekh ti hoon. mujhe aapki keetaboon ki feheristh (list)chahiyei.aap mehir bani ker ke mujhe urdu ketaboon ke feheristh mere e-mail id per mail karein .aap ka bahuth bahuth shokriya Dr.Sab.
Comments on Falsafa-e-Meraj-un-Nabi
dear zahid iqbal nawab
ap www.minhaj.org ka visit kren, apko meraj ka ur jo b books perhna chahen with reference perh skty hen.
sag e tahir
Assalam o Alaikum....Dear Dr. Tahir ul Qadri sahib.,
main jeddah , saudiarabia main job krta hou, aap ki kitab prhne ka sharaf naseeb hua, masha ALLAH moajazak k bare main prh kr ilm main izafa hua , main ne 10 pages tk prha hai, lekn is main MEhraj shareef ka waqia zikr nhi kia gya hai, sirf moajazat ke bare main btaya gya hai k moajazah kia hota hai. agr aap ne koyi book Mehraj Shareef k waqiat ka bare main likhi hai to please inform kr dain....ALLAH aap ke ilm, aml aor umr main brkatain de...aamin
assalam-alikum, Alsheikh Qibla Hazoor Shaik-ul-Islam Pro Dr. Tahir- Ul-Qadri
Disst Chakwal ki Teh Talagang k Gaon Shah Muhammad Wali se men belong kerta hon. men ne apki ye kitab poori perhi hy. ur ap k lecture daily sunta hon. apko live b sunny ki saadt hasil hoi hy. meri dua hy k ALLAH pak apko Sehat e Kamla ata fermay. ur apko umer e KHIZER ata fermay, apko pakistan k azeem leader hen, ur apsy mulaqat ka dil men jazba le k ghoom raha hun.
Thanks.
THE BOOK ABOUT MERAJ-UN-NABI IS A SCHOLARLY DEPICTION OF A MOJIZA OF PROPHET WHICH THE HUMAN BRAIN AS YET IS NOT ABLE TO RECONCILE.SO FAR I HAVE UNDERSTOOD THAT MANKIND HAS TO TRAVEL THOUSAND MORE YEAR TO KNOW THE PLACE OF A NABI IN THE EVER SPADING UNIVERSE.EVEN THE VARIOUS FOLLOWERS OF ISLAM AND PROPHET ARE IN THE STATE OF CONFUSION ABOUT THE PLACE OF PROPHET IN THE UNIVERSE. THE BOOK IS VERY ENLIGHTING AND COVERS ALL ASPECT ON THE SUBJECT OF MERAJIN PARTICULARLY.IT IS ALSO ABLE TO DETERMINE THE PLACE OF PROPHET IN THE UNIVERSE AS "BAAD UZ KHUDA BUZURG TOI KISSA MUKHTASAR"
assalam_alikum Dr thir ul qadri
mean shahdadkot se hoon mein ne aap books study hai or mein aap ko appna murshaid samjhtaho ku ke ap books se mene bohat sarre knowledge get ke hai mere eeman paka ho gaya hai ap ke waja se so thans alot Dr sahb.
Posted 07:09:2010 - 14:37:24:
Respectid jnaab Tahir-ul-qadri sab
Aslamo-Alaikum
min bohat he gunha gar hon per mera emaan mazboot hay meraaj Shareef ka wakya muje itna psand hay dil cha hata hy k es ko sunta rahoon perta rahoon aaj subha eik mesg aya jis min meraaj ka din mubarik ho ki trha ka tha phir min apne walid sab k pas pass gia or un say pocha tu un-ho-nay btaya k haan aaj ki raat meraaj-un nabi(S.A.W) ki
rat! phir jab dil chaha tu googal per surch say ap ki yeh kitab mil gai buhat sakoo,n mila per k per agr Dr, sab app pora meraaj ka waqia b countinew rakhte tu or maza ata berhr haal jazakullha phir bhi buhat achi sifaat likhi thin araam say demag min baith gayn asla-o-alikum
EJAZ AHMED CHOUDHRY KHI
assalaam alaikum warahmatullahi wabarakatuhu
mai india bangalore se hoon mai hazrath molana muftie azam e karnatak
shehzadae ghosulwara syed shamshul haq qadri al hasani wal husauni sadar sunni jamiyatul ullama o mashayaq all karnatak ka qadim hoon maine aap ke bahooth se bayanath sunahoo aur aap ki kutub bhi pardha hoon maasha allah bahooth se maloomath bhi huwe ishq mustafa, qadam bosi sandal o urs ke dalail bhi mile allah aapko apne fazl karam se sarkar madina (saw)ke aapka saya hamare saron per rakhe aamin
You can read Dr. Tahir Ul Qadri-s books on these websites: http://www.minhaj.org
http://minhajbooks.com
hope you find these websites helpful
assalam-alikum Dr.Tahir-ul-qadri sab,
maen india,bangalore see hoon, mein ne bahuth saari aapki ketabein dekhi hain, hamare peer-o-murshad mohammed humayun khan,hyderabad, ke ghar mein,aur aap ka Qtv progamme bhi bahuth achha hai,mein rooz dekh ti hoon. mujhe aapki keetaboon ki feheristh (list)chahiyei.aap mehir bani ker ke mujhe urdu ketaboon ke feheristh mere e-mail id per mail karein .aap ka bahuth bahuth shokriya Dr.Sab.
mera mail ID -rayeesa_2103@yahoo.co.in
IT IS VERY GOOD THAT YOU HAVE DISPLAYED SUCH A NICE BOOK ON NET I SHALL URGE U TO DISPLAY MORE BOOKS OF RESPECTABLE TAHIR-UL-QADRI ON NET .
THANKS