Details
Pichhli rut ka sath tumhara
Website | ||||||
Description | Pichhli rut ka saath tumhara, a poetry book of Atiq-ur-Rehman, a pakistani poet, writer and columnist. |
|||||
Rating | ||||||
Ownership | webmaster | |||||
Views | 12126 views, 2 incoming clicks. Averaging 2 views and 0 incoming clicks per day. | |||||
Incoming Clicks | 2 | |||||
Related Listings | ||||||
Similar Listings |
|
|||||
Submission Date | 12:27:2004 |
Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.
Please login or register.
Comments on Pichhli rut ka sath tumhara
Posted 02:10:2011 - 08:55:13:
mein kis khayal mein hoon khud ko be khaber hi nahi.
mere jism ka roohper kuch aasar hi nahi.
ye mumkin tha ke tarak mohabbat kar te.
himmat buhat hai"NASEER" per woh jigar hi nahi.
:::::Silent Heart:::::
Posted 07:31:2010 - 16:14:47:
a o a.
saffy bhai bohut achi shairi ki aapne is book main.thanks to send me this book.
aapka fan
kashif from gujranwala.
c/o ejaz ghakhar
Saffy sahib
Aap ki shairi parhi
aap ki jhalak aap ki shairi maiN nazar aai
maiN samajhta hooN keh maiN aap ko aap ki shairi kay zariay aap ko daekhay baghair jan,nay aur man,nay lgaa hooN
arman hai unhe door se dekhne ka,,
pass jana bhi nahin chahte hum,,
tmanna bhi nahin uhne pane ki,,
par khona bhi nahin chahte hum,,,
aadab
mohabbat gazal bahoot achchi lgi.or achcha kre allha aapki nek tammena puri kre aamine. riyaz
i just want to know which book to refer for the following topics and avability of the books place and price of each.
1)what is urdu language and how it originate
2)what is shairee and the standard of shairee at original stage
and at different stage and present plateform
please advise
brgds
mrs farzana zafar
====================
Salamz!!
To learn about origin of urdu, you can consult this Artile, Urdu Zuban ki Ibtada or Irtaqa here
http://urdustan.com/mazameen/urdu_ki_ibtada.html
Regarding rest of the questions, you will have to look more books, may be buy some . Please send an email using Contact Us form.
Hasan
Mere dost Ateeq ka kalam jab maiN ney paRha tau mujhey aisa laga jaisey yeh mere hee dil ki awaz ho.Nazm ho ya ghazal har jagah kamal dikhaya hai unhooN ney.Un ki shairee ruman bhari shairee hai, jahan lazt e wiSal bhee hai aur gham e hijraN key dukhRey bhee.Kho janey wali Haseen rut ka malal bhee hai aur ussi haseen rut ko yad kar kar key lazt e mussarat bhee.Gharaz yeh keh Saffy Shairee e Ruman o mohhabat hai.
Akif Ghani Malik
Paris
Atiq_e_rehman saffi,jis ko maiN bachpan se janata hooN,woh sirf eik achha poet hi nahi, eik achha insaan bhi ha.kisi insaan ko samajney key liye eik zandagi bhi kam ha,mager Atiq mere liye eik khuli kitaab ki tarah ha,jis ki zandagi ka har page merey samaney open ha. uss ki yeh kitaab (Pichhli Rut Ka Saath Tumhara) shairy ki dunya maiN eik chamakte satare ki mannad ha.jis ko her koi eik nazar meiN dhak sakta ha.uss ko anpe qalam par makamal garaft ha.uss ko alfaaz ka sahi istamaal aata ha,(shaid kuch log samjeeN ke maiN apne dost ki favour kar raha hooN)iss kitaab ko parhene ke baad her koi mujh se ittafaaq karhe ga,maiN maiN ne uss ke matalaq sahi likha ha.
KHUDA karhe uss ka qalam yooN hi likhta rahe aur logooN ko eik achha peot aur uss ki peotry parhane ko milti rahe (Amin)
ZAHID CHOHAN
GERMANY
WAH SAFY WAH........KYA MOHABAT PER KHOOBSORAT NAZM KAHEE HAI....WAQAI TUM SHAIR-R-MOHABAT HO.
NIDA CHAUDHRY
LAHORE
i read the book of atiq ahmad saffi, he is very nice poet with new and thougt full ideas is his great poetry, he has the great ability to catch the attention of his reader , any one who read the poetry of atiq he feel hi,self in this poetry, may ALLAH ALMIGHTY give atiq more and more power to write more and more a AAMEEN
ME WAITING FRO URS NEXT BOOK ANXIOUSLY
MUBASHIR SAEED
MULTAN(PAKISTAN)
0333-6100842