Details

Pichhli rut ka sath tumhara

Website
Visit Website
Description
Pichhli rut ka saath tumhara, a poetry book of Atiq-ur-Rehman, a pakistani poet, writer and columnist.
Rating
  • 92/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.6/5 based on 20 votes.
Ownership webmaster
Views 12013 views, 2 incoming clicks. Averaging 2 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 2
Related Listings
Similar Listings
Naddi
Margzaar
Hikayaat
Durr-e Shehwar
Teesra Hath
Submission Date 12:27:2004

Comments on Pichhli rut ka sath tumhara

Guest
Avatar Guest
#11 - Quote - Permalink
Posted 07:21:2006 - 00:17:12:

SALAAM, Attique ki poetry bari nice and bari romentic hia, Attique khud jis tarh lovely hia is ki poetry bi isi ki tarh lovely hia. Book ke unwan Pichhli Rut Ka Saht Tumhara hi se pata chaltahia keh,iss book ne kafi logo ki yado ko sama rakha hia
jub saffy book likh rahe the us time mian bi pakistan tyha and jub bi in ke gher jaker mulakat hoti thi to in ki poetry sunty and us per guftago kerte rat kafi guzer jati thi but book ko chorne ko dil nahi kerta tha. Abb jub se mian here spain aya hoon to saffy ko and inn ke sath sittinhg ko bara miss kerta hoon .But saffy and in ki poetry ki muhabt ab bi first din ki tarh mere sath hia. jub bi in ki ya pakistan ki yad ati hia to Pichhli Rut KA sATH Yad ajata hia .
muj ko bi bari be tabi se in ki dosri book ka intazar rahe ga ,i hope Allah ke hukem se jaldi new mere hath mian ho gi Inshaallah. GARCIAS,
THANKS,
SABIR PIRACHA(MADRID)
Sohail Ch
Avatar Sohail Ch
#12 - Quote - Permalink
Posted 06:30:2006 - 21:51:50:

Attique-s poetry is just like the cool fluent water, oozing in the midst of a quiet and dreamy valley. The rhythm never breaks, flow never drops and the joy is never ending. There is no dearth of the feelings in his poetry, rather its all encompassing, its well said and well presented. Muhabbat kee kahani ho ya dard ka afsana ho, koi eik kahani ho ya qoum kee sunani ho, each n every where he is marvelous. he may not have used high sounding words, but the simplicity and the fluency makes the impact which most fails to do. I don-t know how far he will carry the moments of "pichli Rutt" with him, but his poerty is expected to be reminiscent of this. I wish him the very best and definitely waiting for his next Book.
Rizwan Maqsood
Avatar Rizwan Maqsood
#13 - Quote - Permalink
Posted 06:12:2006 - 04:10:14:

Hmm maine kuch waqt Atiq kay saath guzara hai. Shaid kuch kami reh gai meri taraf say, (ab aisa mehsoos hota hai ke) ke mai us kay andar mojood shaer ko mehsoos na kar saka.

Vry nice and fluent poetry. Jis ka main mazaaq uraya karta tha. wah
Allah Kary zory qalam or ziada.
Adaab
Saad Sheikh
Avatar Saad Sheikh
#14 - Quote - Permalink
Posted 05:27:2006 - 22:32:40:

"Pichli Rut Ka Saath Tumhara"
Meray Nazdeek Aik Shahkaar Majmu-a Kalaam Hai, Jisay Ghazal Kehnay aur Sun-nay Waalay Donon Tarah Kay Halqon May Bay-hadd Saraha Gaya Hai, Is Kamyaab Kaawish Kay Liye Mohtaram Saffy Sahab Daad-o-Tehseen Kay Mustahiq Hein, Aur Kitab-Ghar Kay Muntazimeen Bhi Mubarak-baad Kay Haq-daar Hein Jinhon Nay Is Khoob Soorat Kaawish Ko Bazoq Qar-een Kay Liye Paish Kiya.

Regards,

Saad Sheikh
Pehchaan.NET
jawaria
Avatar jawaria
#15 - Quote - Permalink
Posted 05:16:2006 - 21:06:32:

safi kee shairi mein udasi aur bebasi ka unser numayan toor per mehsoos kiya ja sakta hai...shairi haasi mutaasir kunhai...kitaab parh kar acha laga.
Nusrat Zehra
Avatar Nusrat Zehra
#16 - Quote - Permalink
Posted 01:21:2006 - 19:37:47:

pichli rut ka sath tumhara main saffy nay jo kalam paish kiya hai usay parh kar taza kari ka ehsas hota hai sab se barh kar woh ghazal ki hurmat ko bachanya main kamyab hogay hain aur ghazal likhnay main un ko kamal hasil hai, un kay kalam ko kisi bhi tanqeedi nashist main rakha jasakta hai aur main puray yaqeen se keh sakti hoon unhain full marks diye jasaktay hain.-
Asif Iqbal
Avatar Asif Iqbal
#17 - Quote - Permalink
Posted 01:16:2006 - 18:44:40:

what a nice book of poetry, really romantic poet nod
Faiza Malik
Avatar Faiza Malik
#18 - Quote - Permalink
3 of 3 people found this comment helpful
Posted 12:17:2005 - 20:45:43:

I read complete book (PICHLI RUT KA SAATH TUMHARA) of Atiq-ur-Rehman Saffy,in my point of view Atiq Saffy is a natural poet of true feelings,he inspired me by his many of nazms and ghazals. i think karachi Atiq Saffy is a very sensitive regarding his feelings about mohabat.his nazm mohabat is a complete definition of MOHABAT.
Many many heartly congratulations to Atiq Saffy for writting such a nice and touchy book about love.
I am also thankful to the managment of kitaabghar.com on running such a nice website and presenting these beautiful books.
Faiz Malik

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.