Details
Guldasta-e-Olia
Website | ||||||
Description | Bio Graphies of Great Sufis (Olia Allah) in Islamic History by Muhammad Aslam Lodhi, pakistani columnist, researcher and writer who wrote around 30 books on variety of topics and most of his work has been recommended for public and army school libraries. Guldasta Olia is a book on the lives and histories of Islamic Sufis (Aulia Allah). Following Indo-Pak Sufis (Wali Allah) biographies are included in this book: Hamd, GunahoN per nadamat, Hazrat Rabia Basri, Hazrat Khawja Moin-ud-Din Chishti, Hazrat Khawja Moin-ud-Din Chishti, Hazrat Baba Farid dun Din Masood Ganj Shakkar, Hazrat Molana Jalal ud Din Romi, Hazrat Shah Qubool Olia, Shah Abdul Latif Bhittai, Hazrat Sultan Bahu, Hafiz Muhammad Abdul Karim, Khawja Sufi Nawab ud Din, Hazrat Alhaaj Mohammad Masoom, Hazrat Shah Kamal Bukhari, Makhdoom Hassam ud Din Multani, Hafiz Muhammad Ishaq Qadri, Syed Sultan Ahmed Sakhi Sarwar, Hazrat Sufi Banday Hasan Khan, Moulana Ilyas Qadri. |
|||||
Rating | ||||||
Ownership | webmaster | |||||
Views | 16189 views, 2 incoming clicks. Averaging 2 views and 0 incoming clicks per day. | |||||
Incoming Clicks | 2 | |||||
Related Listings | ||||||
Similar Listings |
|
|||||
Submission Date | 02:25:2006 |
Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.
Please login or register.
Comments on Guldasta-e-Olia
salam lodhe sahab and all team of kitab ghar. Janab hassan bandy sahab ka address mil sakta hai . ak boht badi mushkil hai agar app ki tawasut say hal ho jai gi to sari zindagi shukarguzar rahoo gi thakns
Posted 05:13:2011 - 22:29:29:
i am kaleem Ahmed from wah cantt.lodhi saab ap ko itni achi kittab likhny py bhot bhot mubarik ho but es main mujhy aik kaami nazar ai ha wo ye k es main last waly mulana ilyyas qadri saab ka naam to ha list main lekin un ka zikar kahin nai mila mujhy.so plz ager sirf un k zikar wala portion ho saky to mujhy mail kar dyain bcz main ny pori book parhi aour un k zikar k bina adhori c laag rahi ha book.
so plz send it to me i am waiting your reply
kaleem_jarral@yahoo.com
SALAM
SUBHAN ALLAH.
GULDASTA-E-OLIA HAR PHOOL NAY IMAAN KO KHSBOODAR KR DYA HY.OD DIL MAY AQA(S.A.W.W)
KI MUHABBAT BO MAZEED BARHHA DYA HY. MERI DUA DUA HY K ALLAH "KITAABGHAR" IS WEB K OWNER OR ISS KI PORI TEEM KOO APNA OR APNY OLIA KARAM KA KHAAS KORAB NASEEB FARMAY.
AAMEEEEN.
REQUEST:
HAZRAT BAYAZED BASTANI(R.A) , HAZRAT MALIK-BIN-DINAR(R.A)
HAZRAT HUSSAN-E-BASSRI(R.A)
K HALAK PAY BHEE KOI BOOK "KITAABGHAR" MAY ZAROOOR SHAMIL FARMAIN.
ALLAH AAP KO ISS KA AJAR ATTA FARMAY.
MUJHY OR DUSRY KNOWLEDGE K PAYSOON KO ISS KA INTAZAR RAHY GAAA.
Email : manzoor_rose2000@yahoo.com
asalam alikum....
dear team of KITAB GHAR...hatss off 2 u people for doing this job for us....may ALLAH give u success ameen...this book is superb....keep doing the good job
Posted 10:29:2009 - 12:06:14:
DEAR ALL TEEM OF KITABGHAR & MUHAMMAD ASLAM LOADHI SB, MAIN NE YE KITAB PARH LI HE OR AB MAIN HAYAT WALI MUBBALG-E-ISLAM HAZRAT ALLAMA MUHAMMD ILYAS QADRI SAHIB K BARY MAIN PARHNY KA BOHAT SHAOQ REKHTA HO OR AP SE REQUEST KERTA HO K KINDLY UN K BARY MAIN ZAROR ZAROR LIKHAIN PLZ. MAIN AP KA BE HAD MASHKOR HO GA . TAHANKS. TANVEER AHMED (E-MAIL ADDRESS.TANVEER_AHMED_717@YAHOO.COM.PK)PLZ IS ADDRESS PER REPLY KERAIN.BUNDLE OF THANKS:
Posted 08:01:2009 - 17:22:26:
Dear Sir
i read you book you write very good but in the story og Hazrat Sakhi Sarwar (R.A) You write Shahkot in Sheikh Pura But this is in Multan please correction this hope you fine
Best Regard
Sakhawat ali khan
+92-0300-7653640
PLZ mujhay kalay jaadu ki book send karen mujhay seekhna hai swamshargil@gmail.com
Posted 04:23:2009 - 19:21:24:
Assalam-o-Alaikum!
Dear Readers
mey ne kuch research ki hey ur mujey pta chala hey ke moakal kai qism ke hotey hey, walee ke paas bi moakal ho saktey hey, iss liye plz mere previous reply ko ignore kar dey.
sorry for misunderstanding....
Thanks
Posted 04:21:2009 - 19:15:45:
Assalam-o-Alaikum!
Dear Readers
I have read this book and found one issue.
All book topics are correct and impressive. All the Aulia e Karam that were discussed are really great.
mey aulia e karam sey bohat muhabbat kartee hoo ur unn ke barey me literature bi partee hoo. ye book bi iss hawaley sey achi thi lakin iss me aik baat mashkook hey, book mey 1 hayyat wali ka zikar hey jin ka naam kikha hey "hazrat Sufi Banday Hassan Khan".
book ke mutabiq unn ke paas bohat sey moakal hey, meri information ke mutabiq moakal shetanni zaryat hotee hey ur black magic me use hotey hey,tarikh me aaj tak kisi wali Allah ke paas moakal honey ki kisi book mey koi shahadat nahee milti. Muslman jin zaroor hotey hey lakin moakal nahee.
dosri baat, book me likha hey ke aik kala jadoo ka ilam rakhney wala aadmi unn ka dost hey, kiya koi shakhs aik waqt mey shettan ur ALLAH TALAH ka dost ho sakta hey?
AnyHow ALLAH TALAH knows the best!
Posted 11:12:2008 - 21:23:29:
muje be ye book chahhhay, please
muje email krden zaki486@yahoo.com, zaki486@hotmail.com
where is the website ?
what is address ?
aur oolia ki books aur islamic literature kay links send karen
Thanks and JAZAK ALLAH