Details

Takhleeq-e-Kainat (Meraj-ul-Nabuvat)

Website
Visit Website
Description
Takhleeq-e-Kainat is a Simplified and Precised urdu version of 1st part of lengthy book Meraj-ul-Nabuwat originally written in Persian Langauge by Mullah Moin Wa'az Kashfi Harvi and then translated into urdu by Peerzada Allama Iqbal Farooqi. But even this urdu version was in old urdu and not suitable for new generation. Aslam Lodhi decided to re-write its precise version in simplified urdu, so everybody of this age can read and learn. Takhleeq-e-Kayenat covers the first part of Meraj-ul-Nabuwwat which is about events from invention / creation of Noor-e-Muhammadi to Birth of Hazrat Muhammad (PBUH). Following chapters / events are included in this book: Noor-e-Muhammadi Ke Aijad ki Kefiat, Jinnon or Farishton ki Takhleeq, Qalib-e-Adam me Lateef Rooh, Farishton ko Sajday ka Hukum or Iblees Ka Inkar, Salb-e-Adam per Noor-e-Muhammadi, Jannat Me Shetan Ki Faraib Karian or Ibtala-e-Adam, Hazrat Adam Bhook or Doosri Dunyavi Takaleef ki Zad Mein, Hazrat Adam Ki Toubah, Hazrat Adam per Wahi Ka Nazool or Wafat, Hazrat Shees ki Nabuwat or Noor-e-Muhammadi ki Tafweed, Hazrat Idrees or unse mutalliq Waqiat, Hazrat Nooh or Sailab-e-Nooh, Hazrat Hood or Qaum-e-Aad per Azab-e-Elahi, Hazrat Ibrahim ki Pedaiesh or Chacha se Manazra, Hazrat Ibrahim ki But Shikni, Namrood Ko Dawat-e-Haq or Atish-e-Namrood, Waladat-e-Hazrat Ismail or Qurbani, Khana Kaba ki Tameer or Hazrat Ibrahim Ka Intiqal, Noor-e-Muhammad Hazrat Abdul Matlab tak Muntaqil Honay ke Waqiat, Hazrat Abdul Matlab ki Pedaiesh
Rating
  • 100/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
5/5 based on 1 vote.
Ownership webmaster
Tags , , , ,
Views 39314 views, 0 incoming clicks. Averaging 8 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Noor-e-Kainat (Meraj-ul-Nabuwat)
Falsafa-e-Meraj-un-Nabi
Submission Date 01:31:2012

Comments on Takhleeq-e-Kainat (Meraj-ul-Nabuvat)

samra Ambarin
New

Usergroup: member
Joined: Sep 08, 2015

Total Listings: 0
Total Comments: 1
Posted 09:11:2015 - 11:04:09:

how I dwld this book ?

no optn available for dwld why ?
zubeen khan
zubeen khan
Posted 09:07:2013 - 11:35:20:

masha allah sir bohot khoob mujhi ye book mujhi be khareedni he please aap mujhi ye book mere ghar bigwa dain gai plz meri id he zubeen2602@gmail.com plz plz plz
waseem ghaffar
waseem ghaffar
Posted 05:23:2013 - 14:26:12:

subhan Allah, Aslam lodhi sahab bahot achi book hy.Allah ap ko is ka ajr-e-azeem ata farmay Aameen.:
amjad ali
amjad ali
Posted 12:25:2012 - 18:56:08:

subhan allah itne zabardast r tarekhi book may nay aaj tak nahi pari .allah pak is kitab ke likne wale r parne walon ke gunah maff kare r sub per apni rehmat ki nazar kare.
Shahid Gujjar
Shahid Gujjar
Posted 11:20:2012 - 16:56:55:

Aslam o alkum.

Bohat achi kitab lakhi ha sir ap ne. Allah pak ap ko aur un sub ko jis ne ap ke madad ke is kitab k likhne m sub ko ajar dy.
Ameen.Thanks once again.
Mohammad waqas
Mohammad waqas
Posted 11:09:2012 - 02:25:10:

ASSALAMU ALAIKUM
Kitaab to bht achi hai.apse ye pochna tha keh ke ye kitaab kon se maslak k liye likhi gai hai aur is kitaab ko jin sahib ne tehrir kia hai woh kon se maslak se ta'aluq rakhtay hain. diya_eshan@yahoo.com
JAZAKALLAH
Guest
Guest
Posted 08:16:2012 - 05:46:14:

subhan ALLAH
BOHAT ACKI BOOK LIKHI HY ALLAH LIKHNY WALY OOR PARHNY WALON PER APNI REHMAT FARMAY AAMEN
tariq
tariq
Posted 08:08:2012 - 05:38:01:

ASLAMOALIAKUM SIR ,MENE APKI BOOK NAHI PARHI AP MJE SIRF ITNA BATA SAKTE HEIN K TAKHLEEQ-E-QAINAT SE PEHLE KAAR-E-ILAAHI KIYA THA KHUDA WANDI K ILAWA.........? MAIN BOTOH CONFUSE HOON IS SAWAL KO LE K PLZ HELP ME.........
Abdul Hakeem
Abdul Hakeem
Posted 06:23:2012 - 13:59:09:

Sir,
apki book perh kar boht khushi hui. Allah Apko Mazid Is tarah ki books likhne ki himat day.Allah aap ko khush rakkhay ameen.


RAZIA ALAMDAR
RAZIA ALAMDAR
#10 - Quote - Permalink
great work
Posted 06:14:2012 - 14:31:00:

Mohtram Aslam Lodhi sahab, Buhut Buhut mubarak ho apko Allah SWT apki is kawish ko qabool farmaye. ap ne hamari knowledge main asan urdu ke zarye izafa farmaya hay . Allah apko jaza-e khair de hamaray liye bhi maghfirat ki dua karain. Ap ke liye hamari dua Hay ke Allah apkay qalam main or taseer paida kary or ap islam ki khidmat kartay rahin.

Great work.

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.