Details

Taimoor Hoon Me

Website
Visit Website
Description <br>Taimur Hoon Me is a detailed research work by Kamran Amjad Khan Editor Sayyara Digest on the life of Great Amir Timur (Tamerlane) or Taimur-e-Lung from his birth to death, covering ups and downs of his life as well as all of his Military Campaigns. Amir Taimoor is remembered as a Central Asian vicious conqueror, who razed ancient cities to the ground and put entire populations to the sword. On the other hand, he is also known as a great patron of the arts, literature, and architecture. One of his signal achievements is his capital at the beautiful city of Samarkand, in modern-day Uzbekistan. A complicated man, Timur continues to fascinate us some six centuries after his death. That was not the actual name, though. More properly, he is known as Timur, from the Turkic word for 'Iron.' Timur was born in 1336, near the city of Kesh, now called Shahrisabz (Green City), about 50 miles south of the oasis of Samarkand, in Transoxiana. The European versions of Timur's name 'Tamerlane' or 'Tamberlane' are based on the Turkic nickname Timur-i-leng, meaning 'Timur the Lame.' Timur's bravery and tactical skill made him a successful mercenary soldier in Persia, and he soon collected a large following. Timur was not directly descended from Genghis Khan, so he ruled as an Amir, rather than as khan. Over the next decade, Timur seized the rest of Central Asia, as well. Timur was able to conquer an empire stretching from Russia to India, and from the Mediterranean Sea to Mongolia.
Rating
  • 96/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.8/5 based on 5 votes.
Ownership webmaster
Tags , ,
Views 74220 views, 0 incoming clicks. Averaging 16 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Abhi Jahan-e Be Tarteeb Hoon
Me Guman Nahi Yaqeen Hoon
Submission Date 12:23:2011 (Edited )

Comments on Taimoor Hoon Me

MUHAMMAD AYAZ
MUHAMMAD AYAZ
#11 - Quote - Permalink
Posted 09:19:2012 - 03:45:26:

TAMAAM LOGO KO MERA SALAM.
MAIN TAMAAM BHAION KO YE BATATA CHALON K YE KITAB KISI NE NAHI LIKHI HAI IS KA SIRF TARJUMA HUA HAI.
YE KITAM TAIMOOR KI APP BETI HAI.
YE BAAT SUCH HAI K US NE BE SHUMAAR BEGUNAH LOGO KI JAAN LI HAI OR ISLAM KI ROH SE YE GHALAT BHI HAI. ISLAM HAME SHIKHATA HAI K EK INSAAN KA KATAL PURI UMMAT KA KATAL HAI.
LEKIN US KI JAGA APP YA MAIN HOTE TO SHAYAD YEHI KARTE JO EK BADSHAH KO APNE MUFAD K LIYE KARNA CHAHIYE.
MAIN UMMEED KARTA HOON K MERY COMMENT SE KISI KI DIL AAZARI NAHI HO GI.
ALLAH APP SUB KO APNE AMAAN MAIN RAKHE. AAMEEEN.
Mubashir Malik
Mubashir Malik
#12 - Quote - Permalink
Posted 07:12:2012 - 16:57:26:

Assalam.O.Alaikum Bohat Achi Book Hai Kahin Bhi Mubalgha Arai Se Kaam Nahi Lia Gaya...Yahan Jo Criticised Kar Rahe Hain Ek Baat Un Ko Bata Doon K Amir Taimur Zalim Tha Tu Us Ne Kafi Kuch Khoya Bhi..Aur Wo Saktay K Aalam Mein Wafaat Pa Gaya..So Aap Sab Se Darkhwast Karta Hoon K Barae Mehrbani Yahan Par Comment Dene Ka Maqsad Writer Ki Hosla Afzai Ya Uski Islaah Karna Hota Hai...Aap Taqreeban Saray Cheif Justice Ban Kr Apne Apne Faisly Suna Rahe Hain..Wo Aya Aur Bhughat Kar Chala Bhi Gaya.Agar Wo Itna Zalim Tha Tu Aj Ke Hukmranon Aur Islam Ke Dushmanon Se Ziada Zalim Nahi Tha..Like America , Israel ,India & Rusia...Wo Tu Muslimanon k Kuch Bhi Na karne k Bawajood Unko Safah Hasti Se Mitane Par Tullay Hue Hain
So Aap Se Request Hai K Dosron Ko Zalim Kehne Ki Bijae Apne Aas Paas Bal K Apne Apko Bhi Dekhen k Hum Log Kitne Zalim Hain..Thanks...Great Novel
RAMBAIL CHAMBAIL
RAMBAIL CHAMBAIL
#13 - Quote - Permalink
Posted 06:05:2012 - 02:07:37:

MAI NE TAIMOOR HUM MAI KIATAAB PHARI BAHOUT DILCHEP THI BAHOUT PASAND AYI PEHLAY ME SOOCHTA THA KI TAIMOOR KOI AADI INSAN HOGA LIKEN YE KITTAB PHAR KAR MALOOM HOWA KI WO QARI QURAN THA OUR BAHOUT DELAIR OUR KAMYAB GERNAIL THA OS NE WAQI POORI ISWLAMI DONIA KO PATHA KAR DIA THA WAQI ISLAMI TAREKH ME AISAY DELAIR OUR NADER GARNAIL GUZARY HAY KI AJ BHI DONIA ME ON KI MESWAL NAI MILTI YE THEAK HAY KI OS NE BAHOUT SE BE GUNA LOOGON KO QATAL KIA THA MAGER OS KI SHIJAAT BHI HUMI YAD REKNI CHAY -DOSRI BAT YE KI WRITER NE BAHOUT DILCHESP LIKI HAY AGER YE PORANI JEGON OUR SHEHRON KAY NAM KAY SAT ON KAY AJ KAL KE NAY NAM BHI LIKH DIJAY TO BAHOUT FAIDA HOGA KEWNKI ON MOLKON OUR SHERON KAY NAM AJKAL CHANG HOGAY HAY ME KITAAB GHAR KO BHI MOBARAK BAT PESH KERTAHUM KE ONUN NAY ITNAY DELCHESP KITABIN POST KI HAY THANX RAMBAIL CHAMBAIL FROM TURKEY
RAMBAIL CHAMBAIL
RAMBAIL CHAMBAIL
#14 - Quote - Permalink
Posted 06:05:2012 - 02:05:06:

MAI NE TAIMOOR HUM MAI KIATAAB PHARI BAHOUT DILCHEP THI BAHOUT PASAND AYI PEHLAY ME SOOCHTA THA KI TAIMOOR KOI AADI INSAN HOGA LIKEN YE KITTAB PHAR KAR MALOOM HOWA KI WO QARI QURAN THA OUR BAHOUT DELAIR OUR KAMYAB GERNAIL THA OS NE WAQI POORI ISWLAMI DONIA KO PATHA KAR DIA THA WAQI ISLAMI TAREKH ME AISAY DELAIR OUR NADER GARNAIL GUZARY HAY KI AJ BHI DONIA ME ON KI MESWAL NAI MILTI YE THEAK HAY KI OS NE BAHOUT SE BE GUNA LOOGON KO QATAL KIA THA MAGER OS KI SHIJAAT BHI HUMI YAD REKNI CHAY -DOSRI BAT YE KI WRITER NE BAHOUT DILCHESP LIKI HAY AGER YE PORANI JEGON OUR SHEHRON KAY NAM KAY SAT ON KAY AJ KAL KE NAY NAM BHI LIKH DIJAY TO BAHOUT FAIDA HOGA KEWNKI ON MOLKON OUR SHERON KAY NAM AJKAL CHANG HOGAY HAY ME KITAAB GHAR KO BHI MOBARAK BAT PESH KERTAHUM KE ONUN NAY ITNAY DELCHESP KITABIN POST KI HAY THANX RAMBAIL CHAMBAIL FROM TURKEY
Guest
Guest
#15 - Quote - Permalink
Posted 05:24:2012 - 09:34:42:

smiling face kitaab boht ashe ha. Kitaab ghar walo se drkhast ha kh ziada se ziada historical books aor imran series shamil krein. Thank you in advance!
Masroor chughtai
Masroor chughtai
#16 - Quote - Permalink
Posted 04:26:2012 - 18:54:41:

Thank u kittabgher k itne classical bOok prhneko mile or writer ka shukriyA k itne achi book limbo.
ABDUL BASIT
ABDUL BASIT
#17 - Quote - Permalink
Posted 04:25:2012 - 12:38:11:

smiling faceSAB SAY PAHLAY UN KA SHUKRIYA JINHOON NAY IS JAISY BOLAND PAYA KITAB KO WEB PE SHAAYA KIYA .OMEED HA K AINDA B HUMAIN IASI KITABAIN PARHNE KO MILTE RAHAIN GI.
aamna ashraf
aamna ashraf
#18 - Quote - Permalink
comment
Posted 03:08:2012 - 18:47:03:

:confused:Start buhat eccha bayaan kiya maza aya parh k magar bad me Temoor k mazalim parh k afsoos hua ...dukh ki baat ha k khud ko musalman or shariyat ka paband shaks kehne wala is kadar safaak admi tha..khuda uc ko us k amal ka badla de...very bad feeling to read other face of Taemoor
musanif esy shaks ko kis khushi me sraah rahe han smjh ni ata??:confused:
Sahil
Sahil
#19 - Quote - Permalink
Posted 03:02:2012 - 18:57:13:

Kitaab dilchasp he lekin wakeaat ke tasalsul me betaalluqui jhalakti he. Es baat ka bhi khulasa nahi kiya gaya k Bai Zaan Tyum par agar Taimoor hamla nahi kar saka to fir kisi ne us mulk ko fateh kiya ya nahi kabhi?. Taimoor ki Salahiyaatein apni jagah lekin masum logo ka qatil hone ka ilzam uski Shakhsiyat to mal-oon aur dagdar kar deta he.
Alamgir Khan
Alamgir Khan
#20 - Quote - Permalink
Tabsera on Taimoor Book
Posted 03:02:2012 - 18:25:45:

First thnx alot to Kitaabghar for providing free Urdu books, we also ensure visiting ur sponsor bys clicking most of the times while reading books.This Book is good but NOT Taimoor as he Killed countless innocent civilians. Writer is very impressed with Taimoor and quoted many times that he knew alot about Islam like a Aalim. But i believe all wasted coz HE IS A MURDERER OF INNOCENT PEOPLE. Holy prophet Muhammad (PBUH) never permitted harming others even non Muslims.......smiling face

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.