Details

Adhure Ishq Ka Qissah

Website
Visit Website
Description <br>Adhure Ishq Ka Qissah is a collection of Novelette and Short Stories by rather new writer Shamsa Faisal. This is her first book published by Qalamkar Club, Karachi. Following Novelettes and Short Stories are included in this book: Adhure Ishq Ka Qissah, Bahar Ki Ik Ujli Sham, Hamara Jazba Hamara Junoon, Harees-e-Mohabbat, Keonkeh Me Ek Mard Hoon. We hope, kitaab ghar readers will like this book and comment positively on the writing skills of the writer.
Rating
  • 20/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
1/5 based on 1 vote.
Ownership webmaster
Tags ,
Views 14405 views, 0 incoming clicks. Averaging 3 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Ishq ka Qaaf
Ishq Fana Hay Ishq Baqa
Ae Ishq
Humzad Ka Ishq
Faiz-e-Ishq
Submission Date 04:03:2011

Comments on Adhure Ishq Ka Qissah

eqra
eqra
Posted 06:19:2012 - 14:33:17:

nodnodmanna pare ga aapki effort ko mam shamsa.....
adhoore ishq ka qissa ki pehli kahani ne dil ko chhu liya....
bht bht umdaa.....
baaki b achi thek ...
nd harees muhabbat bhi kamaal thi..
may Allah paak bless u mam....
Hafsa Muni
Hafsa Muni
nice
Posted 08:03:2011 - 19:35:59:

very nice ..........
ye bohat acha kiya aap ne. ohat se log yahan se mustafeed ho skty hen.
thanx 2 all...........
shamsa faisal
shamsa faisal
Posted 07:26:2011 - 12:52:09:

salam
hope all wiil b f9....if u read dis book plz coments me on my id ...shamsafaisal2011@hotmail.com
sahil khan jadoon
sahil khan jadoon
Posted 07:15:2011 - 23:27:30:

shaking headshaking headsaalaam g. main ny story tu nahi phari lakin lagta ha achi hi ho ge ager end sahih howa tu. keep writing
Kainat Bashir
Kainat Bashir
comment
Posted 06:29:2011 - 23:11:06:

very nice Shamsa sis,
good work and wish u all the best
Fareed Qamar
Fareed Qamar
Posted 06:22:2011 - 03:02:15:

pahla afsana padha. Shamsa Faisal saheba aapne afsaane me aapne jo usloob ikhtiyaar kiya hai behtareen hai. Plot bhi jaame hai.lekin kahin kahin kahaani ko be jaa tool diya gaya hai, jo afsane ki tawaalat ka sabab hai. aapne zabaan achchhi istemaal ki hai. aapne jagah jagah ashaar aur nazmon ke zariye jo taseer paida karne ki koshish ki hai wo waqai umda koshish hai. magar do-chaar ashaar ko chhod kar har sher behr se khaarij hai. pehle afsane me proof ki bhi be panaah ghalatiyaan hain. in sab ke bawajood ye afsana qaari ke dil par asar chhode baghair nahin rahta. iski wajah hai iska zabaano-bayaan aur usloob. waqai aap is afsaane ke liye mubaarak baad ki mustahaq hain. alaah kare zore-qalam au ziyaada.....aameen. Fareed Qamar (Research Scholor of Urdu) Jawaharlal Nehru University, New Delhi, India. ghazaljnu@gmail.com
saba
saba
Posted 05:05:2011 - 13:43:48:

i like dis book writer ny boht umgadi k sath kardaroo ko agy barhya ha...best of luck
nosheen
nosheen
dislike
Posted 04:27:2011 - 21:04:13:

<p>i don't like ur way of writing , choti si kahani ko itna tooel diya ha</p>
Guest
Guest
Posted 04:27:2011 - 10:30:16:

grinsticking out tongueraised eyebrow all novels are good and i like your efforts
Ijaz Ahmad
Ijaz Ahmad
#10 - Quote - Permalink
Posted 04:25:2011 - 21:44:09:

kia Bakwas first kahani hy.Apni Mohabtu ka andaza hy per parents ki muhabtu ka andaza nahi hy 23saal jin loogo ne pala posa apna her sukh qurban ker ke olad ko her sukh deia. olad sab kuch 23 secend mey thanks bool ker apne farz se azad ho jate hy.Lanat hy un nalyqe logo per jo muhabat ke naam per apne parents ki izat ka jnaza nikal dete hy.Muhabat izat dete hy zilat nahi.or Kuch Loog Muhabat ka naam kese istamal kerte hy.Afsooos hy.
En writers ka.Noval per ker Larkia Apni Gharo se Bhag Jate hy.
Chane your this style....................shaking head

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.