Details

Man-o-Salwa

Website
Visit Website
Description <br>Man-o-Salwa is an epic outclass urdu novel written by favourite women writer Umaira Ahmed on Rizq-e-Halal and finding shortcuts for achiving our goals, two very important issues of our lives. The novel beautifully draws a fine line between Rizq-e-Halal and Rizq-e-Haram. Umaira Ahmed compares Muslim Ummah with Bani Israil (Jews). Bani Israil were granted Man-o-Salwa (Sweets and Meat) from Heavens without effort and hardwork but they wanted earth food and did not like Man-o-Salwa. Allah gives us Muslim Nation Rizq-e-Halal (Halal Food) with effort and struggle but we want Rizq-e-Haram (Haram Food) by short cuts and without efforts and less strugle. We hope, Umaira's fans will find this book interesting and good addition to kitaabghar.com.
Rating
  • 73.4/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
3.67/5 based on 3 votes.
Ownership webmaster
Tags , , ,
Views 36508 views, 0 incoming clicks. Averaging 7 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Tu Man Shudi
Man Ke Mohalle Me by Shakil Chohan
Submission Date 09:10:2010 (Edited )

Comments on Man-o-Salwa

saba Maher
Avatar saba Maher
#21 - Quote - Permalink
Posted 03:07:2011 - 12:30:22:

Great Novel......... Mah nah Ajj tak asa likha howa kahen nahi per hai mager mujee end per us kah mar jana apni sari zindge yad rahey ga yah such hai kah mujbhat jis sa bee ki jayee who lazawal hoti hia so so sweetttttttttttttttttttttttttttttttt
Ali
Avatar Ali
#22 - Quote - Permalink
saba reply
Posted 03:01:2011 - 03:33:21:

@ saba jias bnde ko bad dua miley ho us ke sath phir ioas trha he hota hai secondly us ne apni maa ki mphabbat mein andha ho kar baki sarey rishte gawae n time pe faisla nahi karo to waq dubara nahi ata.......rhy baat zaini ke us ka baap khafa tha us se ias liay shaid us ko sachemohabbat nahi mil ske at the end ias novel ka end agr ye na hota to shaid itna acha na rehta end sad zarur hai lakin acha hai....baki rizaq halal kamao to ALLAh apnykhazaney khol deta hai jaise karam pe kholey
alveena
Avatar alveena
#23 - Quote - Permalink
Posted 02:26:2011 - 20:58:09:

rizq e halaal pe bohat khoobsorat kahani hai insan ko yeh kabhi nahi bhoolna chahiye k us ki azmat kya hai haraam ka rasta insan ko ruswai k siwa kuch nahi deta sab se pyari baat jo mujhe lagi wo yeh thi jo cheez allah na de usay insano se nahi mangna chaiye
ali mansoor
New
Avatar

Usergroup: member
Joined: Feb 26, 2011
Location: Lahore

Total Listings: 0
Total Comments: 1
#24 - Quote - Permalink
reply
Posted 02:26:2011 - 15:17:01:

asalam o alikum @ saba: zaini ke rizq haram se koi khush nai hua tha na wo khud na us ke ghar waly,ye alag baat hai ke sab majboori ke waja se zindgi haram paise be basr kar rhy thy,sakoon kiase ko bhi nahi tha...salman ko sakoon tab mila or khushi tab miley jab us ki shaadi hui or us ne apni studies cmplte ki us ke bdh har cheez wo apny paiso se krta tha apny mehnat ke paiso se,rabia majboor thi us ke shaadi ho chuki thi or usey zaini ke paise ka badh mein pata chala lakin us ka husband to khud bhi kamata tha shuru mein zaini ne support zarur kia lakin bdh mein to apny paise pe life spend kar rhy thy.....ab rhy baat end ki karam ali ko muhabbat ias liay nahi mil sky kuin ke us ko us ki mangetar ne bad dua di thi or zaini na milney ki waja us ki apny ghalti hai bhi hai us ke maa or behn bhai basti karey ap ki mangeter ki or wo bhi ap ke amney or ap support to dour ki baat biwi per shaq karo to phir zaini jaise larki to kabhi shaadi na karey aise bnde se........karam ali bohat acha bnda tha lakin us mein 1 adat bohat buri thi apni maa ke agy itna be bas ho jata tha ke dosrey sarey rishtey gawa deta.akhir mein baat zaini ke zaini ka baap us ke khafa tha shaid ye bhi 1 waja ho skty thy or waise bhi jab jaise mout any hai wo a kar hi rhny hai mein ne to ye resultnikala hai or kal hi cmplete kia hai novel
fouzia
Avatar fouzia
#25 - Quote - Permalink
Posted 02:16:2011 - 10:09:05:

wow Great novel,smiling face i am thinking life is weired i just love it
saba
Avatar saba
#26 - Quote - Permalink
Mon-o-salwa
Posted 01:25:2011 - 13:48:28:

Owsome Novel. owsome writer,
bus mujhe 1 hi shikayat he k jo mujhe kuch samajh me nahi aaya, k jis larki ne itna rizq-e-haram kamaya jis se uc k saray ghar walay khush haal ho gaye, aur uc ne jab tobah ki to wohi 1 choti se job ki aur apnay baap k bechay hoye ghar se 1 flat khareda, to yeh kaisay mumkin he k toba k baad bhi uc ko kuch na milay, aur karam dad, uc becharay ne bhi apni sari zindagi dosron par qurban kardi par uc ko bhi end me kuch na mila, mujhe lagta he k end yeh nahi hona chahiye tha, atleast end me dono ko khushi milni chahiye the, q k ALLAh bara hi ghafoor-o-rahim he,
ya agar koi aur logic he to please mujhe samjhaye k aisa end q howa, k zaini k saray ghar walay uc ki dolat se abad ho gaye apni life me 1 dum khush (jab k woh paisa bhi to haram hi thaa) aur zaini k saath aisa q howa, aur karam dad k saath aisa q howa, mana har baar uc ne dair kardi, par jab qudrat milanay par aajae to sab ho jata he, to karam k saath aisa q howa. un dono ko khushi milni chahiye thee,
zishan sharif
Avatar zishan sharif
#27 - Quote - Permalink
Posted 12:30:2010 - 21:14:40:

just wan 2 say
really not more then luck and not b4 time
zeshan ahmad
Junior Member
Avatar

Usergroup: member
Joined: Nov 09, 2010
Location: WAH CANTT

Total Listings: 0
Total Comments: 26
#28 - Quote - Permalink
Posted 12:06:2010 - 12:01:51:

i normaly avoid women novels but i read UMMERA AHMAD's novel hasil n this one Man-o-Salwa
both r no dobut classic novels
it describes the importance of rizq e hilal in our religon n society
but the end was tragic breaking our heart
Zakia Siddiqi
Avatar Zakia Siddiqi
#29 - Quote - Permalink
Posted 11:19:2010 - 19:09:09:

Great novel with logical end (frustrating too)
Thanks Umera Ahmaed for fantastic novelsmiling face
Syeda
Avatar Syeda
#30 - Quote - Permalink
Posted 11:15:2010 - 23:43:40:

novel is well written but leaves the reader with certain questions. Zainia father, a guy who believe in rizq halal and makes attempts to earn itthrough out his life, has no qualms about his unmarried daughter socialising with her "fiancee"?it appears a little odd in the particular social class and also bearing in mind his religious preferences.
another one is karam dad's investing in a movie starring the woman he loves and intends to marry. the karam dad model isnt usually prone to earning income through movie making and particularily starring a woman he intends to respect.

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.