Details

Zara Hat Ke

Website
Visit Website
Description
The Book Zara Hat Ke is a collection of Interesting, funny, humorous but thought provking columns and articles written by young columnist Yasir Pir Zada who is son of famous columnist, humourist and drama writer Atta-ul-Haq Qasmi. This is his first book and contains 78 columns he wrote, first in Daily Nawa-e-Waqt and later in Daily Jang, under same title Zara Hat Ke. He started his journalism career as Crime Reporter in the "Nation". He also held the pride of youngest CSS Officer of Pakistan, when he passed in 1994. Following his father's path, he is writing columns with a message in them but in a light manner, so the reader reads it with interest and does not get bored or frustrated. Some of the columns included in this book are: Imported Mashwaray, Khawand Samraj, Multi National Companies, Yom-e-Nafrat, Item Bomb, BooRha Raja Jawan Rani, Aik Dim Mobile Ke Baghair, Allama Perfect, Pachas Saal Baad Likha Janay wala Column, Samri Jadugar, Badshah Salamat Ki Akhri Taqreer, Mardana Khat-o-Kitabat, House of Cards etc., We hope, Kitaab Ghar readers will like this book and give comments on this collection.
Rating
  • 100/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
5/5 based on 1 vote.
Ownership webmaster
Tags , ,
Views 10406 views, 0 incoming clicks. Averaging 2 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Pukaar
Zero Blaster
Crack Down
Purisrar Cheekhain
Aawargi
Submission Date 04:20:2009

Comments on Zara Hat Ke

Dr Syed Tehseen Athar
Avatar Dr Syed Tehseen Athar
#11 - Quote - Permalink
Mubarak Baad
Posted 06:23:2009 - 01:35:35:

Assalamo Alykum Yasir Bhai!
aap se yeh mulaqaat zara hat k ho rahi hay. kiyun k aap se yeh pehli mulaqaat hay is liye ta'aruf hona zaroori hay, kiyun k abhi main ta'aruf ka muhtaj hoonsmiling face, Adab ka aik chota sa talib e ilam hoon, Adbi Zoaq warasat main mila ha. Meray Walid "Professor Syed Mansoor Ahmad Khalid" qalmi name "Mansoor Ahamd Khalid" bohat namwar adeeb, Sha'er,columnist, naqqad aur sha'ery main aik standard samajhay jatey hen. Dunya ka pehla Punjabi Naatiya Qaseeda "Tala Al Badru Alyena" likhna ka Sharaf hasil howa. Un ki suhbat se banda bhi "ba adab ba naseeb" howa.
Zara Hat K parhni shuru ki to ihsas howa k likhnay wala "zara Hat K" hay. Adabi ramoz e aoqaf per gehri nazar aur waqaee ba adab hay. chun k app ki pehley koi tasneef nazroon se nahin guzri is liye aap se ta'aruf bhi na tha. Zara Hat K Urdu Adab mein aik nihayat umnda fanpara aur qaabl e qadar khubsurat izafa hay. asloob bohat pukhta aur zuban o bayan asatiza ki yad dilata hay. is k siwa aur kia kahon apnay walid sahib k sher per ijazat chahta hon.
Allah agar tofique na day
Insaan K bass ki baat nahin.
bila shuba aap Mubarakbaad K haqdar hen. aap se mulaqat rahay gi
Regards. Dr Syed Tehseen Athar.
03338123350
aalia rasheed khan
Avatar aalia rasheed khan
#12 - Quote - Permalink
Posted 05:14:2009 - 17:21:39:

mujhay yasir sahib ki kitab ki taqreeb-e-ronumahi main bhi janay ka itafaq howa hai...bohat maza aya..pakistan kay saray namwar column nigar wahan mojod thay aur sab nay hi is kitab ki bohat tareef ki.weldone yasir.
zaria abbasi
Avatar zaria abbasi
#13 - Quote - Permalink
Posted 04:22:2009 - 20:57:28:

yasir pirzada bohat kamal ka likhtay hain...i am his big fan...un ka column main daily jang main bhi har dafa parhti hon...yasir saib kay tv plays bhi main nay daikhay hain...yeh kitab mujhay bohat pasand ayie hai.

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.