Details

Azeem Islami Shakhsiat

Website
Visit Website
Description
Azeem Muslim Shakhsiat is a series of articles written on the great muslim personalities of past who has marvelous work on their credit like Mufasserin, Muhaddis, Fuqha, Imam, Ulma, Shora, Udba, Musalleheen, Murrakheen, JughrafiadaN, Sayyah, Utba, Scientists, Philosopher, Mutakallemeen, Salateen, Fateheen, Mujahideen & Sayasatdan.
This is an excellent book for students of Islamic History. Following personalities are included in this book: Imam ibne abdul bir, badrudin alaini, sheikh ahmad shakir, shah wali ullah, hafiz ibn-e-qaim, Imam Shafi, rafae rafa at-tah-tawi, abn-e-qutlubugha, Hazrat Imam ahmed bin hambal, Abdullah bin mubarak, Imam Malik, Imam Bukhari, Abdullah bin masood, Saad bin abi waqas, Hazrat Bilal, Abu Zar Ghaffari, Abu Huraira, Abdur Rehman bin Of, Salman Farsi, Fatima Zohra, Umme Aiman, Naseeba bint-e-kaab, ibn-e-nafees, Imam ibn-e-hazm, Hafiz ali bin almadeeni, Imam ibn-e-temima, Imam Zahbi, Ismail Pasha, Abdur Rehman al-dakhil, Abu jafar mansoor, sultan muhammad fateh, haroon ur rasheed, Muhammad Bin Qasim, Suleman Awwal, Salahuddin Ayubu, Amadun Din Zingi, Muhammad bin abi amir (almansoor), abdur rehman alwast, alap arsalan, bahlol lodhi, walid bin abdul malik, hazrat umar bin abdul aziz, shah rukh, feroz shah taghlaq, mansoor zahbi, masood ghaznavi, malk alzahir baibras, alagh baig, nasir ud din qabacha, sikandar lodhi, aurang zeb alamgir.
Rating
  • 100/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
5/5 based on 1 vote.
Ownership webmaster
Views 24900 views, 0 incoming clicks. Averaging 4 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Zero Blaster
Crack Down
Aawargi
Pukaar
Purisrar Cheekhain
Submission Date 09:06:2009

Comments on Azeem Islami Shakhsiat

hashimqasim
New

Usergroup: member
Joined: Oct 29, 2009
Location: Islamabad

Total Listings: 0
Total Comments: 1
#11 - Quote - Permalink
Posted 10:29:2009 - 20:27:51:

it is a very useful book for the history students, please put its downloadable version in Word and PDF both. It will be a great favour. Thanks
MOHD
MOHD
#12 - Quote - Permalink
DONT PRAISE DUSMANE AHLE BAIT
Posted 10:27:2009 - 15:58:17:

WHY DO YOU PRAISE MUAWIYA (SHAITAAN) IN YOUR BOOK
classicsabir
New

Usergroup: member
Joined: Jun 27, 2009

Total Listings: 0
Total Comments: 1
#13 - Quote - Permalink
FORMAT PDF HONA CHAHEY
Posted 06:27:2009 - 23:56:13:

Dear Sir

If you send this file in PDF then it is more convinient for all

SABIR mad
webmaster
Junior Member

Usergroup: admin
Joined: Nov 16, 2004

Total Listings: 592
Total Comments: 28
#14 - Quote - Permalink
Posted 05:31:2009 - 13:44:08:

Dear Azam Refai

kitaabghar.com aik digital LIBRARY hay. Ummid hay keh aap library ka matlab ba khubi samajhtay hoNge. Libraries ka maqsad books provide kerna hota hay or log wahan books paRhte hain or wapas rakh dete hain. Wahan se koi bhi kitaab le ke nahi jaata. Aap ke mutabiq shayed khidmat yehi hay keh aap ko kitaabain muft de di jaien. Esi khahish se pahlay aap ko un writers ke mutalliq bhi sochna chahie jo din raat mehnat ker ke likhte hain or un publishers ke mutalliq bhi jo 50-60,000 kharch ker ke book chhaptay hain. Ager aap bhi urdu ke farogh me hissa daalna chahtay hain tou doosron pe tanqid kerne ki bajaye, books kharid ke paRhie.

shukria.

azam refai wrote:
urdu kitab ghar urdu ki Khidmat hai ya pet bhrne ka tareeka. agar khidmat ka itna hi jazba hai to UNICODE meN save krne deN ya phir image hi meN save option enable kiyN nahee kardete.be wazan kitabeN to save ky liye hazir haiN lekin aham kutub meN koy reayat nahee. copy right karna hai to apne ghar hi rakh deN kiya Zaroorat hai qaom awr urdu ki Khidmat ka nam lekar usko badnam karneki.
zaraa arab wesites awr iraani web pages se sabaq leN.ENGLISH mawaad jaisi darya dili to naseebe aada hai. ye makkarana rawayya chodeN awr kaam ka nara lgaeN. hum aap ke saath HaiN.

azam refai
azam refai
#15 - Quote - Permalink
tanbeeh
Posted 05:30:2009 - 23:31:17:

urdu kitab ghar urdu ki Khidmat hai ya pet bhrne ka tareeka. agar khidmat ka itna hi jazba hai to UNICODE meN save krne deN ya phir image hi meN save option enable kiyN nahee kardete.be wazan kitabeN to save ky liye hazir haiN lekin aham kutub meN koy reayat nahee. copy right karna hai to apne ghar hi rakh deN kiya Zaroorat hai qaom awr urdu ki Khidmat ka nam lekar usko badnam karneki.
zaraa arab wesites awr iraani web pages se sabaq leN.ENGLISH mawaad jaisi darya dili to naseebe aada hai. ye makkarana rawayya chodeN awr kaam ka nara lgaeN. hum aap ke saath HaiN.
MOHSIN
MOHSIN
#16 - Quote - Permalink
Posted 05:12:2009 - 16:57:26:

IF YOU CAN CONVERT THIS JPG FILE TO PDF FILE THAT WILL BE A GREAT WORK
M. Mohsin Bhutta
M. Mohsin Bhutta
#17 - Quote - Permalink
Pdf Format
Posted 05:12:2009 - 16:56:37:

AOA
THIS WILL BE A GREAT EFFORT IF YOU PLEZ CONVER THIS JPG TO PDF FORMAT TO READ THIS ONCE.
THANKS AND HAVE A GOOD DAY
Faisal Mushtaq
Faisal Mushtaq
#18 - Quote - Permalink
Posted 06:04:2008 - 09:44:48:

Dear,
Kitab ka main page dekha or khwahish hui k mazeed reading k liay explore kia jay. so jesay hi page 2 open kia to aik ajeeb sa ahsas hua list daikh ker. Ba-Haseeyat aik muslim ka hmara ya iman hona chahiya k is Kainaat ma sab say aala o Arfa personality sirf or sirf Aqa Hazrat Muhammat Salalla ho Alaihi wasalam ki hai. us k bad Sahaba karam ka mukaam aata hai. jin ma Phalay Afzal Bashar Baad Ambiya Hazrat Abu Bakar Siddique (RA), Hazrat Umar Frooque (RA) Hazrat Usman (RA) Hazrat Ali Kramullah Wajhu ka mukam ha. phir Ashra e Mubashira hain. phir Ashaab -e- Badar aatay hian. phhir baki sab sahaba Razi Allah hu Taala Unhum. Phir Tabaeen or phir Taba Tabaeen, Imam, Muhadaseen or dosray Ooliya Ikram aatain hain.
hummay chahay k hum apni zindigi ka har shobay ma In hazrat ko isi sequance ma rakhay ta k kisi kisam ki Gustakhhi ka ghumaan na rahay.
Mohtram Web Master or Aouther say gusharish ha k apni book ma b is cheez ko mad-e-nazar rakhain. umeed hai ap is per gooor kery gay.
wasalam
Faisal

ffaisalm@gmail.com
Aamir
Aamir
#19 - Quote - Permalink
Posted 10:27:2007 - 13:38:15:

Assalamu Alikum,
Great work, i liked it very much.
One suggession from me: I would like to see it in PDF format.

Thanks,
Muhammad Saqib
Muhammad Saqib
#20 - Quote - Permalink
Posted 09:28:2007 - 13:03:56:

Salam To you All Your Team,

first of all i appreciate you to this act of kindness. i like this book.

i give you one suggession to this session, if you convert this book format jpg to PDF.

Thanks,

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.