Details

Dil Se Nikle Hain Jo Lafz

Website
Visit Website
Description
Dil Se Nikle Hain Jo Lafz is a Beautifully Written Social Romantic Reforming Novel by versatile urdu writer Farhat Ishtiaq, who is very well known among urdu novel readers. Its a novel all about Love Affairs. Farhat Ishtiaq has written it with deep feelings and its a gift for those who already are in love with someone. Its a story of Umar Hasan, Wadeea Kamal & Zunaira Abbas, three different characters but all three deeply in love and who felt different feelings of love but Love was common in their lives. Kitaab Ghar exclusively presents this novel on eve of Valentines Day, the Day of Love and Peace. We hope, our readers will find this Love Story Novel very interesting and entertaining.
Rating
  • 86.6/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.33/5 based on 3 votes.
Ownership webmaster
Tags , , ,
Views 77650 views, 0 incoming clicks. Averaging 17 views and 0 incoming clicks per day.
Similar Listings
Mohabbat Lafz Hai Lekin
Ik Lafz Mohabbat Ka by Nadia Ahmed
Hum uskay haiN
Hum Kese Rakhwalay Hain
Aankhain Bheeg Jati hain
Submission Date 02:13:2012 (Edited )

Comments on Dil Se Nikle Hain Jo Lafz

Mah Noor
Mah Noor
#11 - Quote - Permalink
Posted 10:26:2012 - 16:27:47:

i have no words to say anything
its really owesomeeeeeeeeeee .....smiling face
z33_j
z33_j
#12 - Quote - Permalink
Posted 10:21:2012 - 04:18:10:

farhat ishtiaq ji ap bht acha chota sa lfzy hy pr .....alfaz nhe bht umda likha hy ap hy yeh novl is ki secnd last episode sy read kia or kahani ny apny sehar may jakarh lia.bht kam writrz aisy hotry hain jo qari ko apny alfaaz k sehar may band lety hain jesy likhny wala characters k 7 hasta hy bolta hy bilkul parhny wala b taman feelingz k 7 story read krta hy...kahni ki theme bht achi thi aik writer ka khwab apny charctrs k 7 jeena or is kahani may zunera ko yeh shrf hasil hoa wo apny takhleeq krda kirdaro k 7 hy.....bht umdaa alaaaaaaaaaa kahani hy
muqadisa
muqadisa
#13 - Quote - Permalink
Posted 10:11:2012 - 23:24:54:

sub se phly to KITAABGHAR ka shukriya (BUNDLE OF THANKS KITAABGHAR)
bht he acha novel tha Farhat Ishtiaq she is my ever favorite writer.lakin ak bat wo hmaisha muhabbat ko he Unwan qn bnati hn?Shayad wo AATY MN NAMAK K BRABER BHT ZYADA NARM DIL LOGON KE NMAEINDGI KRTI HN Hmaisha unka novel kuch dair k lya haqeeqat se bht door le gata hy k wapis aty hwi bht Dard hota hy
HMAISHA KHUSH RAHAIN
MAY ALLAH BLESS U(FARHAT ISHTIAQ) WITH PILES OF HAPPINESS
Noureen
Noureen
#14 - Quote - Permalink
Posted 10:10:2012 - 01:10:43:

Assalamu Alaikum,,FARHAT ISHTIYAQ ka ye pehla noval parha hy mene or ye be had khoobsorti se likha hy unho ne ,mjhe is me wadiya ki personality ne bht mutasir kya,jo k bht himmat wali laeki hy,or aakhir me apni ghalti b tasleem kr leti hy, bus yehi kehna chahu gi k ye bhtttttttt achi story hy jis ko FARHAT ne bht acha tehreer kya hy...and it is the beautifulllll noval...nod
M.Tariq
M.Tariq
#15 - Quote - Permalink
Posted 09:28:2012 - 11:41:57:

Aslam o alikum............
Medam Farhat Ishtiaq Bohat hi Achi Women hain. Wo mari pasndida Writer ban chuki hn maine un k bohat se tu nahi lekin ik hi NOVEL parhne se un ka fain ho gaya hn. in ka 1st NOVEL jo maine parha hai (DIL SE NIKLE HAIN JO LAFAZ) ye mj ko bohat pasand aya hai.Mare pass tu wo lafaz nahi hain jin se main in ki or ik k Novel's ki tarif kar sakon.is ka ik hissa tu bohat hi dil dukha dene wala tha.is main ((UMAR HASSAIN,,WADIA,,or ZUNIRA))ka jo Kardaar tha wo bohat acha tha. Main B DUA karo ga k ALLAH mj ko b koi WADIA(DIYA) jesi Piyar karne wali HUMSAFAR ATTA kare Likn wo ANNA PARSAT na ho,,
wo log jo MOHABBAT ka dawa karte hn un k liye ye kahani Bohat achi sabit ho gi.
Mari Guzarish un logo se jo NOVEL Ya KAHANIYA parhte hn wo ik baar is NOVEL ko ik baar lazmi Parhe
Thanks FARHAT ISHTIAQ or Thanks KITAAB GHAR,,,,, or Akhie main mari Bs yehi DUA hai k FARHAT aap Younhi Hamisha Acha Acha Likhte rahin((((((((AMEEEEEEN)))))))))
DUAON Main Yaad rakhiye ga.
M.TARIQ FAISALABAD(0308-7805885)


'''''''''''ALLAH HAFIZ......
SHAZI
SHAZI
#16 - Quote - Permalink
Posted 09:27:2012 - 21:34:51:

I HAVE NO WORDS FOR EXPLAIN.VVVVVVVVVVV GUD N HEART TOUCHING
saba naeem
saba naeem
#17 - Quote - Permalink
response
Posted 09:22:2012 - 03:24:16:

FARHAT ISHTIAQ..... you are a beautiful writer,,,,,i loved ur words....
hajra ghori
hajra ghori
#18 - Quote - Permalink
Posted 09:07:2012 - 19:28:00:

salam
bestest novel ever i read
1 1 lamhay ko waqai jiya hia mene bhi is novel me aap k sath
hr lamha apni zindagi ka lamha laga najanay q
hr lamhay me mohabbat ka aisa rang aisa jazaba hai jo na qabil-e- bayan hai smiling face
Allah aap ko or bhi is se bhi acha likhnay ki tofeeq de
pr shayad is se or acha likha ja nhe sakta ia ab smiling face
hassanimraan@yahoo.com
hassanimraan@yahoo.com
#19 - Quote - Permalink
Posted 09:05:2012 - 21:54:09:

mohabbat .... ki khubsoorti mehsoos krny ko dil krta hai yaaarr... sch main dil pak mohabt ko dhoondnay lga hai... kaaaash......................
sadi
sadi
#20 - Quote - Permalink
Posted 08:29:2012 - 03:34:54:

It's a really good novel....but there is no such love in our society..so be idealistic

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.