Details

Dil ke mamaly

Website
Visit Website
Description
Dil ke mamalay is a Romantic Novel by perhaps the most famous female Pakistani writer, Razia Butt.She has produced many memorable novels with variety of themes. Dil ke mamalay is one of them.
Rating
  • 55/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
2.75/5 based on 12 votes.
Ownership salma azam
Views 37732 views, 9 incoming clicks. Averaging 6 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 9
Related Listings
Similar Listings
Mata e Dil
Dil Ke Dareechay
Bisat e Dil
Aye Dil e Razdan
Dil Se Uska Rishta
Submission Date 06:17:2007

Comments on Dil ke mamaly

ayesha
ayesha
sweety
Posted 03:13:2010 - 17:54:37:

all the novels i like most.

ayesha
ayesha
tankeed
Posted 12:05:2009 - 18:10:18:

disapprovalnovel free onlion available hony chahian.novel thora oar romentic hona chahiay. baharhal phir bhi bahtar novel tha.raised eyebrow
Angel Eyex
Angel Eyex
Posted 06:26:2009 - 20:04:37:

Chalo Acha Hua Parhnay Se Pehle He Pata Chal Gaya K Novel Cmplete Nhi THNX Guyzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzsmiling face
cuty
cuty
Posted 12:13:2008 - 23:17:50:

What the hell is thismad novel complete hi nahin agar novel complete nahin tha to isse dowmload karne ka kiya faiyda mujhe nahin pata mujhe yeh novel complete chahiey chahe kuch bhi ho.
does it matter?
does it matter?
Posted 02:10:2008 - 23:43:49:

nahe wesey baat to sahy he. bari bay huda si kahany hy.asma ko apnay shohor ki bahon me ghuttan hoty thy shocked
South Asian
South Asian
Posted 01:14:2008 - 11:01:43:

bhai baat yeh hai kay agar South Asian women ya men ko apne emotions aur desires ko pura karne ka shouq hai tu woh phir buche paida na karen. Bulke sirif apni desires aur emotions ko hee madd-e-nazr rakhte huey faisle karen. Lekin jub buchey paida hogaye hain tu phir unke liye qurbaaniyan tu deni parengi. Aysa tu nahe hota na kay meetha meetha hup hup karwa karwa thu thu.

Iss novel mein aik jagah Asma kay khayalat apne baite Asad kay baare mein kuch iss hud tak ghuttya hain kay "woh raaste ki diwaar, raaste ka pathar" hai. Yaqeenan Islam ijazat deyta hai kay bewa aurat ki shaadi kardo, lekin yeh bhe tu dekho ko iss novel mein Asma aik khaasi puraani bewa hai jisse bewa huey way kaafi arsa ho chuka hai aur ab buche jawaan hochuke hain.

Yeh tu fact hai kay yeh kahani hamare maashre kay kuch logoun kay hissab se suchi hai, lekin hamare maashre mein bohot se ayse log hain jo Asma jese sexually frustrated hain. Woh apne buchoun ko "raaste ka pathar, raaste ka kaanta" nahe samajhte. Aur tu aur Novel mein jub Asma ki choti si baiti bhe hairaan hoti hai aur iss baat per naapasandidgi zahir karti hai kay usski maan ab shaadi karne jaarahi hai.

Mere khayal se hamare muashre mein ishq-o-muashqe kay paristaar loug mojood hain aur yeh FICTION kahani unko hee represent karrahi hai. Lekin yeh kahani aik ghalat rawish ko ujagar karrahi hai yeh baat dikhaate huey kay Asad ghalat hai aur Asma bilkul sahi. Jubke Asma ko chahiye tha kay agar usse ishq-o-mashqe ka itna hee shouq tha tu woh shuru se hee apne waalden ko batadeti kay woh kisi kay ishq mein dewaani hochuki hai aur Rasheed se shaadi nahe karsakti warna barbaad hojaaegi. Usse sirif apne buche hee mile thay nafsiati tour se tashadud karne kay liye? Basically, Asma jese Ishq-o-mashqey ke dildada log hamare maashre ka hissa hain jokay apne buchoun ka bhe khayal nahe karenge.

Kahani waaqi incomplete hai. Bulkey aik bohot serious error bhe rakhti hai. Asad ke dost kay abbu jo kay psychatriatist hain unhoun ne kis tarhan aik naujawaan larke kay khayalat iss hud tak tabdeel kardiye kay woh raazi hogaya kay usski purani bewa maan phir se shaadi kare.

Khani chunke aik aurat ne hee likhi hai tu kisi hud tak iss qism ki kahaniyoun ka wojood mein aana samajh aata hai.
Ghazal
Ghazal
Posted 08:29:2007 - 00:46:58:

just like to say .....its reality.thats what happened in our socity.
nod mostly love stories esi hi huti hain.pagalo
fatimah
fatimah
Posted 08:16:2007 - 14:36:32:

shockedheyyyyyyyyyyyyyyy that is not fair complete the novel this make me mad that i dont know the end if it was not completed it shouldnt be published...............mad
Guest
Guest
Posted 08:05:2007 - 00:42:31:

what the hell is this. mad ..novel is incomplete....hey...what-s the end of novel sad
IRAM
IRAM
#10 - Quote - Permalink
Posted 06:30:2007 - 10:52:50:

THIS NOVEL NOT OPPENED BY ME KINDLY SUGGEST ANOTHER SITE OR LINK TO READ THIS NOVEL.
REGARD

IRAM

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.