Details

Sabz Gumbad ke saye mein

Website
Visit Website
Description Sabz Gumbad ke saaye mein is a collection of some 200 Hamdia Naatia Kalam and Manaqib recited by the most famous naat reciter Awais Qadri on TV, Radio & other media. This collection is composed by Ghulam Mujtaba Qadri and contains very famous hamd o naat like Allah Hu Allah Hoo, GunahoN ki aadat chuRa mere mola, Koi to hay jo nizam-e-hasti chala raha hay, Allah Karam Allah Allah, Ya Rasool Allah tere dar ki fizaaoN ko salam, Annabi Sallu Alaih Ya Rasool allah, mein medina chala, der pe bulao makki madni, aaya hay bulawa mujhe derbar-e-nabi se, tajdar-e-haram ho nigah-e-karam, bher do jholi meri ya muhammad, Noori mehfil pe chader tani noor ki, jashn-e-aamad rasool, jashn-e-wiladat ke moqay per lagaye janay walay dawat-e-islami ke naray, sarwar kahoon keh maalik o mola kahoon tujhay, aasman ger tere talwoN ka nazara kerta, huzoor aisa koi intizam ho jaye, tumhara name musibat mein jab lia hoga, sabz gumbad ke say mein gher chahie, mein tou panjtan ka ghulam hoon, manqibat ba huzoor ghos-e-azam, shah merdaan sher yazdan, shukria aap ka baghdad bulaya ya ghos, sultan olia ko hamara salam, syed ne karbala mein waday nibha die, sirkar ghos-e-azam, sultan karbala ko hamara salam, sun lo ay piroN ke peer, jie shah noorani, Kalam o salato wassalam, kalam mian muhammad bakhsh, kalam hazrat sultan bahu, mustafa jaan-e-rehmat pe laakhoN salam, kaba ke badruddaji tum pe kaRoRoN darood, ya nabi salam alaik ya rasool allah salam alaik, salatu wassalam, ay bayaban arb teri baharoN ko salam.
Rating
  • 66.6/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
3.33/5 based on 3 votes.
Ownership webmaster
Views 16297 views, 1 incoming clicks. Averaging 3 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 1
Related Listings
Similar Listings
Sabz Gumbad ke saye mein
ChaTanoN Mein Fire
Ya Muhammad Muhammad mein kerta raha
Mazaq hi Mazaq meiN
Purisrar Cheekhain
Submission Date 07:08:2007

Comments on Sabz Gumbad ke saye mein

Muhammad Labib Sbhani
Muhammad Labib Sbhani
Posted 06:12:2011 - 10:02:44:

Aslam O Alaikum,

This is the great book and present for Muslims. May Allah Almighty bless you lot of virtues on this act. amin

Zabardast Kharaj e Tahsin hai aap ko.

Wasalam
meeraz qadri
meeraz qadri
Posted 02:04:2011 - 20:36:33:

roshan huwa chiragh e gharse qadir ke jalta rahega saye mein peerane peerke
muhammad waseem
muhammad waseem
Posted 09:23:2010 - 08:28:08:

coolcool thats amazing poetry i like this i want amazing poetry
mohammed ali irfan qadri
mohammed ali irfan qadri
hamad o naad o salam
Posted 04:11:2010 - 13:29:30:

as salam alaykum o rahmat ullahi o barkatahu,

al hamdulillhi rabil alameen , wa salatu wa salam alayka ya rasul ullahi . masaha allaha allaha subhana talaha aap sub ku is naik kam ki jaaza ata farmayeh.aur padne waloun ku bhi.aur uska faiz hum sub ku ata farma mere malik.
jazak allaha qair

douan ki quzarish,
mohammed ali irfan qadri -karim nagar , india( riyad- k.s.a)
note - pls is ku continue karye,
fayyaz
fayyaz
Posted 02:25:2010 - 13:57:33:

MashaAllah this is one of the best Naat book available on the line, keep up good work May Allah SWT give you lots of blessings,
Muhammad Bilal
Muhammad Bilal
Posted 01:27:2010 - 11:31:51:

Asalamu Alikum Warahmatullah
Bohat Achi Kitab hain. Plz Jald az Jald is ki Softcopy pdf format me provide karein.
Jazakallah

Rashid Mahmood ( RASHIDSADIQM@any network )
Rashid Mahmood ( RASHIDSADIQM@any network )
Posted 07:08:2009 - 16:33:24:

Assalamaulaikum,

First of all main aap ki Koshish ko Saraahta hon .. Ishq-e-Rasool main yeh aik Ummda kaawish hai...kiya he baat hai agar koi Naat Sun raha ho aur Sath us ko wohi Naat parhnay ko bhee mil ja'ay .....to yeh Dil-o-Dimaagh main Baith ja'ay gi..

Janab Admin sb of Kitabghar Website yeh to such hai keh Allah ki Kitab ki siwa koi kitab poori nahein na he aghlat se paak ho sakti hai... but Humain hukum hai keh hum apnay aap ko aghlat se hattul imkaan paak rakhnay ki kooshish karain ...

aap ki Site ka aaj First time Visit kar raha hon ... to just Ta'irana nazar daal raha tha Books par ... yeh Pehli kitab hai jis par nazar pari to is main Buhat see " Kitaabat " ki ghalatiyan nazar a'een jo aap ki is khoobsoorat Kaawish k Chehray par aik Badnumaa Daagh ki tarhaa nazar a'een..to dil main aayaa keh main bhee Sirf Tanqeed nahein Balkeh "Tanqeed bara'ay Islaah" karoon keh koi ghalat matlab na nikaal lay... So jis Pehlay Safha'ay par meri nazar pari to usi main buhat ghaltiyan nazar a'een jin k baray main Zuroori samjhaa keh aap ko inform kar doon ... keh aap ki forun se paishtar islaah farmaa lain ...Misaal k taur par Saf'ha number 44+45+46 sub par Alfaz main ghaltian nazar aa rahi hain ...

1: Saf'ha 45 par Shureeda sar ko Shoora da sar likha hai, "Sub Karro Far Salaam ko" ko " Sub Karoon Bahar" likhaa hai...

2: Saf'ha 46 par to behad Ghaltian hain.. jaisay " Yeh Piyari Piyari Kiyani Teray Koonoon Baagh ki",,Sard is ki aab-o-Taab ko Sar jiski likha hai , Atash ko Aakash likha hai ..

3: "Momin ho Momino pay Ra'oofurraheem hoo" ko "Momin hon Mominon main rahoon Kullurraheem ho" ,,, La Nahar ko Lah Nazar likha ...

4: In k ilaawaa aik Sher k Misra-e-Awwal k saath Misra-e-Saani ghalat likha gia hai...

Is Tarhaa ki beshumaar ghaltian mujhay nazar aa rahi hain ..

Shaid aap nay is Book ki Proof Reading nahein karwai.......

To aap se aajizaanaa Iltijaa hai keh yeh Naiki ki kaam buhat Dhiyaan se karwaayaa karain coz in main ghalati ki koi Gunjaa'ish nahien hoti....na he honi chahiyay....

Hope aap meri in batoon ko negitive nahein balkeh Tameeri satah par lain gay aur apni site ko khoob se khoob tar bana'ain gay...

aap mujh se Rabtaa kar saktay hain har Naik kaam main Shamil honay k liyay .. main insha'Allah zuroor aap k is naik kaam main apni Khidmaat Deen ki khidmat k Jazbay se paish karoon ga.....

aap mujh se contact kar saktay hain ... Mera Email hai.... RASHIDSADIQM@GMAIL.COM,

Yahi meraa ID sub Networks k liyay hai.... 10am to 6pm aap mujhay join kar saktay hain ..

Jazakallaho Khairaa

Rashid Mahmood
Mrs abbas
Mrs abbas
Posted 10:17:2007 - 18:05:12:

Aslamoalaikum!bohat hi piyari kitab hay.sabaz gunbad k saye main.main ney sari to nahi abhi perhi laikin bohat hi achi koshish hay bohat hi acha laga dekh ker perh ker.Allah app sab ko jazaye kher ata fermaye.jis ney likhi aur jinhon ney yanhan kitaabghar main mutarif kerwaya aur jo bhi is kawish main shamil hain.AMIN SUM AMIN.Allah hafiz.
Naveed Anwar Qadri Attari
Naveed Anwar Qadri Attari
Posted 10:05:2007 - 01:50:59:

Aslam O Alikum

I really appreciate the work of Kitab Ghar. All i can summrize in one word is -Thank You" and " keep it Up"

Regards,
Naveed Anwar
farah shahzad
farah shahzad
#10 - Quote - Permalink
Posted 08:25:2007 - 21:51:29:

allah k wastay jab aap naat collection daytay hae to un k adab ka bhi khayal kar ley or kum az kum in k sath bayhooda ads daynay say parhaez karaen

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.