1 matching result for "K.R.Mohsin":
Listing Title | Author | Comment Text | Created | Category |
---|---|---|---|---|
Aurat Farosh Ka Qaatil | K.R.Mohsin | Kittab ghur aik aisi kawish hay kay jis kay baray mai hum kah saktay hain andhairi raat mai aik roshan charagh hay manzil na sahi nishan e manzil zaror hay iss idaray say wabista tamam afrad aur iski har noiat ki help karnay walay mubarakbad kay mustahiq hain maqsood mahaz zairay nazar kitab par tabsra nahi tha kay janab israr ahmed narvi mutlab apkay hum sub kay ibn e safi sahb ki koi aisi tasneif nahi jis ki tareef karnay kay liay koi bhi bukhal say kam lay bahar hal ameid hay kay wuqt kay sath sath ya poda "kittab ghur" jo ap nay lagaya hay aik tanawar darakht bun jay ga aur urdu say muhabat rakhnay walon ka mustaqil thikana aun doston ka bhi shukria jinhon nay iss site ka link dai kar hamari tawaja iss janib mabzol karwai aur ab humay dhonda kartay hain kay jo wuqt aunkay liay tha ab yahan beit jata hay sahb ghulti apki hay ya hamari khud hi faisla karain sub kay liay buht si duwan kay sath khair andaish. K.R.Mohsin | 10:29:2009 - 02:00:12 | Spy Action Novels |