Details

Roshni Ay Roshni

Website
Visit Website
Description
Roshni Aey Roshni is a poetry book by Shakeeb Jalali (Syed Hasan Rizvi) (late). He died at the ripe age of 33. He is a very famous and popular pakistani poet.
Rating
  • 92/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.6/5 based on 5 votes.
Ownership webmaster
Views 7163 views, 0 incoming clicks. Averaging 1 view and 0 incoming clicks per day.
Related Listings
Similar Listings
Hikayaat
Naddi
Margzaar
Durr-e Shehwar
Teesra Hath
Submission Date 12:27:2004

Comments on Roshni Ay Roshni

Maqsood Qamar
Maqsood Qamar
Posted 07:07:2010 - 15:57:59:

Main na barha Shakeb Jalali kay ashar logo kee zubani sunay aor unkoo zarbul misl kay toor par istamal hota hova dakha. lakin kabhee yah na jan saka tha kah yah aak aasay shair kee zuban say ada hova hain jiss kee parwi karta hova jadeed gazal kay bohat say namwar shair aaj iss moqam tak poohach sakay hain lakin wo aataraf nahee kartay kah unhoo na ya aasloob Shakeb jasay shajar kay phal chon kar hasil keya haa. Main Kitabghar kee intazamia koo mubarak bad data hoon kah unhoo nay Roshne-ay-Roshne ke roshne sari dunya main web kay zarya phala kar aashiqan shairyee khas toor par gazal kay madahoon koo mahzooz keya. Suna ha kah unkee kuleyat bhee shia hoo chokeen hain agar woo bhee app key iss ghar ka hisa ban jayain too keya bat ha.
firaq
firaq
Shakeb Jalai
Posted 06:25:2010 - 18:00:42:

kash kah umar unkoo mohlat datee too hum sub un say fazyab hota rahatay lakin joo bhee baqiyat hain woo unkee azmat kay leya kafi hain. tamam adab dost unka kalam parhna kah bad aor dosroon ka kalam parhna kay bat farq jan sakta hain. aor jo na jana chahain too khuda koo bhee to loog nahee mantay.
Danish
Danish
Shakeb Jalali
Posted 11:17:2009 - 20:49:20:

Shakeb kee shiree ka leya sirf itna hee kaha jaya kah "iss parh ka phall hum sub abb talk chun raha hain" Afsoos kah Adabi siasat na kasa munfarid aur chand sahib -e- tarz gazal go shairon main sub sa mumtaz shair ko dabana kee koshish kee. lakin aaj 43 sal ka bad bee unkee shairee main wo hee tazgi aur tanawoo mojodd haa aur waqt aur logoon kee munafiqat unka kuch nahee bigar sakee.
shairdost
shairdost
Posted 06:30:2009 - 16:34:15:

Shakeb sahib ka kalam unkay inteqal ka 50 sal bad bhee bilkul taza haa lagta ha kah bohat say bara shair unkee naqal karta hain afsoos ka hum na unkoo khoo deya lakin joo kalam bhee baqi haa woo unkee azmat ka leya kafi haa.
naqi
naqi
Posted 08:09:2006 - 15:16:05:

Shakeb Jalali kay leya jo kisee na kaha ha na kah ager SHAKEB JALALI na hota too iss door kay 100 shair na hot. yah bat unkay asloob kay munfarid aur naya hona kee gawahee ha...
faraz
faraz
Posted 06:17:2006 - 12:47:20:

kia khoob kalam haa sahib app kaa bohat bohat shukriya kah iss majmoya-a-kalam koo app na yahan shia keya bohat bara namm haa yah urdu shiree kaa
Rahi
Rahi
Posted 12:30:2005 - 15:27:37:

Itni mumdah shairee builkul naya asoloob rah hoga unkee zindagi main aur woo bhee sirf 32/33 sal kee umar main keya bat haa lagta haa kah aaj kaa bohat say bara shair un kee naqal kar raha hain ?

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.