Details

Watan Parast

Website
Visit Website
Description
Urdu Jasoosi Adab ka aik or maqbool kirdar, Major Permod ka aik or kaarnama. Watan Parast (Patriot) is an spy investigational novel about criminal activities of traitors, who can cross any boundaries to get their own benefits especially to get in power. Yet there are always some patriots to check these traitors. A story of two patriot (watan parast) students, who put his life in danger to expose the criminal activities of an Ex Prime Minister, who was playing dirty to get in power again on the cost of country partition.
Rating
  • 53.4/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
2.67/5 based on 9 votes.
Ownership webmaster
Views 10873 views, 6 incoming clicks. Averaging 2 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 6
Related Listings
Similar Listings
Jazeeray per Dhamaka
Aatish Parast
Aatish Parast
Purisrar Cheekhain
Zero Blaster
Submission Date 06:17:2007

Comments on Watan Parast

HAARY
New
Avatar

Usergroup: member
Joined: May 04, 2010

Total Listings: 0
Total Comments: 1
Avatar HAARY
Posted 05:04:2010 - 19:24:36:

dear there r very beautiful book but i cant download them plz tell me how to download
Gohar Shafique Rathore
Avatar Gohar Shafique Rathore
Posted 05:11:2009 - 14:05:42:

mare khayal main yeh kitab buhat achi hai as main apnay watan sy muhabat ka daras diya gaya hai,koin k aj kal jo humare mulak kay halat hain un main zarori hai k hum sab ko apnay dushman(INdia

PAKISTAN ZINDABAD
Muhammad Sadiq
Avatar Muhammad Sadiq
Excellent Step
Posted 12:30:2008 - 23:36:07:

Salam

yeh bohat achi web site hai. meray khayal main kuch islami books bhi upload honi chahiye. hoskta hai koyi padhr kay naiki ki taraf raghib hojaye. jo hamari aakhirat sanwarday.
Aziz ur Rehman
Avatar Aziz ur Rehman
Posted 09:30:2007 - 16:03:16:

A very good effort. I like this web site.
Mohammed Ismail
Avatar Mohammed Ismail
Posted 09:01:2007 - 18:10:21:

Hello this website is very good
app aisa karin kay is website per Jasoosi Novel per Inspecter Jamshed series add karin kyon kay ziada ter log Inspecter Jamshed Series parh tay hain
Shukriya
Niaz
Avatar Niaz
Posted 06:14:2007 - 09:48:52:

Very informative and useful book but be very soon in PDF format, please.
khan
Avatar khan
Posted 06:05:2007 - 14:46:17:

hi
i want PDF version plz upload soonnnnnn u r site is relay good and i hop u will add more books as soon as posebal 75% world pplz like action & "JASOSE" NOVELS
dilawar
Avatar dilawar
Posted 05:28:2007 - 15:54:44:

i salute such people who sacrifice their life for the sake of their contry and shed blood for the betterment and welfare of the nation.
Abdullah Saqib
Avatar Abdullah Saqib
Posted 05:12:2007 - 14:02:02:

salam attasleem maattazeem,

tu janab,kamal kar dia ap nay,aisa behtreen novel,Allah Allah,

yaqeen jaaniyeh jab novel parha , kuch bay khudi kee see kaifiyyat taari ho gaee,hairan howa keh itna behtreen novel , aur woh b kitaab ghar per, muaaf keejiay ga mera andaaz hargiz tehqeeraaana nahi bilkeh tareefana hay,Allah karey aap yoon hee Urdu Adab key deewanoon ko kitain muhayya kartay rahain, issi peh buss, yaar zinda suhbat baaqi,

wassalam
Mohammad Hussain
Avatar Mohammad Hussain
#10 - Quote - Permalink
Posted 05:10:2007 - 18:47:24:

achi hai .andaze bayan bhi theek hai ,musannif ko zara tafseel se likhna chahiye aour manzar kashi bhi zara wazih andaaz me karen to aour acha ho.han ithna zaroor hai ke mazhar kaleem se kahi zyada behtar hai h iqbaal ka likha huva ye novel .mazhar kaleem ko chahiye ke wo jasoosi novels likhne se ihtiraaz karen.kyon ke urdu jasoosi adab ibne safi ka warsa hai use badnaam na kare.h iqbaal se aour bhi ache novels ki umeed ki jathi haigrinnod

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.