Details

Tayagi

Website
Visit Website
Description
Tayagi aik aisi achhuti or munfarid dastan hay, jisay qaereen paRhtay hoe uski dilchaspioN or ranginioN mein kho jaienge. UmangoN, ArzooN or jazboN se bharay hoe aik nojawan ki dastan, dunia ne uske saath bohot zi zayadatian kien, in rawaioN se tang aa ker, usne apni zindagi khatam karne ka faisla ker lia, lekin qudrat ke khel niralay hotay hain. Abhi uski zindagi mein bohot se aise waqieat pesh anay thay jo dilchasp bhi thay or anokhay bhi. Aik pur israr or an dekhi quwwat uske sath shamil ho gaie. Uska kahna tha keh woh uske lie takhleeq ki gaie hay or isay uske lie zinda rahna hoga. Is anokhi or pur israr quwwat ne uski zindagi ka rukh yaksar tabdeel ker dia. Uski zindagi herat angaiz waqeat se pur ho gaie. Woh bhi is quwwat ko chahnay laga, jisne uski zindagi ka dhara tabdeel ker dia tha. Zindagi se farar hasil kerne walay is nojawan ki dastan-e-herat, jiski zindagi ki zaamin aik pur israr quwwat ban gaie thi.
Rating
  • 66.2/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
3.31/5 based on 13 votes.
Ownership webmaster
Views 40634 views, 11 incoming clicks. Averaging 7 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 11
Related Listings
Similar Listings
Secret Agent
Gumshuda Musafir
Tareekion Ke Shikar
Zulmat Kadah
Purisrar Khazana
Submission Date 06:17:2007

Comments on Tayagi

Faysal Nawaz
New
Avatar

Usergroup: member
Joined: Aug 26, 2015

Total Listings: 0
Total Comments: 1
Posted 08:26:2015 - 14:41:59:
How can i download that book or any novel in pdf???? there is no link to download...
eagle
Avatar eagle
Posted 07:24:2013 - 02:15:21:
laaaaaaakh di laaanat
2 raaatain barbad kr di
waste of time only
Awais Ikraam
Avatar Awais Ikraam
Posted 01:19:2013 - 17:24:09:
Very Very Very Very Very nice story
Nadeem Shahid Ch.
Avatar Nadeem Shahid Ch.
Comments About Story Tiagi
Posted 10:17:2012 - 11:05:19:

this was very boring novel.plot of story is good but the experties of writing is like kiding not professional.end of
novel i felt that i did waste & kill my time. Be professional.
Muhammad Yasir Rana
Avatar Muhammad Yasir Rana
Posted 07:23:2011 - 08:58:26:
Acha navel hay, lekin is me kuch kami rah gai, Shankar her jaga punhchta raha.
aap ka mukhlish
Rana
Anjum
Avatar Anjum
Novel Tayagi
Posted 07:16:2011 - 13:51:07:

Bohat Accha or bohat hi zabardast novel tha jab tak parh nahi liya chain nahi aya. ab khatam hoa hey to apney comment post kar raha hon.

bus aik guzarish hey k jald az jald PDF format ma issue karen ta k hum download kar k araam c parh saken.

Aap ka mukhlis

M.N.A Goraya
Rahim afridi
Avatar Rahim afridi
tayaqi
Posted 07:15:2011 - 14:17:02:

very respected sir


kia aap ko lagta hain k yeh aik purisrar novel hain to ap wrong hain q k yeh india ki d grade film ka script lag raha hain aik insan ju dunya ki har khusti janta hai usay aik sada insan kis tarah hara sakta hain aur doosra us ka murid ban jaye aur aik bara aur khatarnak tanzim us pe kis tarah itni asani sai barosa kar leti hain aur phr wo log kia d grade film waly andaz mai aik doosry sai dialogue bolty hain short cut main is ka plot bahot hi kamzore hain aur sb khuch imigination lag raha hain aur kahani sai ziyada dilogue likny pe aur un mai asar paida karny k liye waqt dia gaya hain agar itna waqt kahani pe surf ki hoti to waqahe main aik purisrar novel hoti aur han lagta hain 


i am sorry for comment 


liken kia karain sach hamesha karwa hota hain  

Nadeem Hussain Anam
Avatar Nadeem Hussain Anam
Posted 05:01:2011 - 18:26:14:
buhat sada aur acha novel hey.light comedy aur light suspense.sab combination buhat hi achey rahey.bass TARESSA ka thora dukh huwa.usko bachana chahiye tha.mgr writer ka apna mind hota hey.khair ye tau novel tha magar haqiqi zindagi main MUKHLIS doston ko khona nai chahiye.thanks writer and thamks KITAAB GHAR.
mohammad owais attari
Avatar mohammad owais attari
Posted 02:21:2011 - 05:34:26:
novel plot is good but writer is not professional,
so plz. dr. sabir ali improve your skillsshaking head
Muhammad Rizwan
Avatar Muhammad Rizwan
#10 - Quote - Permalink
Posted 12:27:2010 - 02:04:19:
this is a very bored book in all world
i request to kitaab ghar please dint add this type book in your liabrary
thanks

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.