Details

Aawargi

Website
Visit Website
Description
Awargi is a Travelogue (in 1982) of Paris (France), Frankfurt (Germany), Fay, CopenHagen (Denmark), London, New York, White House, Washington DC, America, Los Angles and Hollywood by Jawed Danish, very famous dramatist of India and Canada, who wrote many original dramas and also translated dramas of other languages into urdu and hindi. His other travelogue "Mazeed Awargi" will soon follow on kitaabghar.com
Rating
  • 90/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.5/5 based on 4 votes.
Ownership webmaster
Views 14846 views, 1 incoming clicks. Averaging 2 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 1
Related Listings
Similar Listings
Mazeed Awargi
Pukaar
Basaat
Secret Agent
Crack Down
Submission Date 12:25:2006

Comments on Aawargi

abid saleem toronto
Avatar abid saleem toronto
Posted 12:27:2011 - 05:07:17:

No wonder he is a great writer. keep writing more javed saab
Ayeman
Avatar Ayeman
Posted 05:26:2008 - 00:02:59:

I enjoy it.But I feel that there is something less.
Niloufer...New Jersey.
Avatar Niloufer...New Jersey.
Posted 03:23:2007 - 06:29:05:

I am still eagerly waiting for Danish sahab-s MAZEED AWAARGI,
why yu guys have announced it, and why this delay ???
God Bless.
Tahmina Jaffry...New York.
Avatar Tahmina Jaffry...New York.
Posted 03:17:2007 - 08:26:58:

Main Jawaid Danish ko sirf ek kamyaab drama nawees samjhti thi,
magar unki AWAARGI ne yeh sabit kardiya ke qalam par unki giraft mazboot hai, yaqeen nahi aataa, itna sanjeeda drame ka aadmi, itni
shagufta aur rawan dawan safarnama bhi likh sakta hai, main tahe dil se mubarakbaad deti hun, shaid woh mujhe bhool gaye hon, magar main unki qadeemi Fan hun.
JAWAID DANISH- TORONTO.
Avatar JAWAID DANISH- TORONTO.
Posted 03:15:2007 - 04:57:49:

NAWAZISH....KARAM....MAHARBAANI !

Qaari ki houslaafzayee, aur healthy comments, hi qalamkaar ka Inaam hota hai, mujhe khushi hai, ke AWAARGI apke Me-aar par khari utri,
shukriya. keep posting .... Cheers !
Abdul Sattar Amjad
Avatar Abdul Sattar Amjad
Posted 01:22:2007 - 21:32:13:

Jawaid danish ki tahreer key "SAHAR" mein doba hoon, jab iss "SAHAR" sey baher aunga tab kuch comments karonga.
Thank you Kitaabghar.....
Hussain Anjum...Karachi.
Avatar Hussain Anjum...Karachi.
Posted 01:20:2007 - 06:23:09:

"Awaargi" dilchasp bhi hai, aur malumaat afza bhi, Shairee, Musasawari aur Adab ke hawale se iss kitaab main qabil e qadr malumaat bari shagufta aur rawaan dawaan zabaan main bayaan ki gayee hain, Jawaid Danish Shair, bhi hain aur Nasr Nigaar bhi, magar inke drame bhi bare maqbool aur inaam yaftaa hain, iss liye inke safarname main yeh teenon anaasir dhanak rangon ki tarha madgham hain.
yeh safarnama khatam karne ke baad dil inki Mazeed Awargiyon ka mutamanni hogaya hai... Allah kare shauq e safar aur ziyada.
Noor UsSaba..Islamabad.
Avatar Noor UsSaba..Islamabad.
Posted 01:14:2007 - 08:28:24:

I was under the impression, that only Pakistani Safarnama Nigar has the authority on Urdu Safarnamas, but Jawaid Danish-s Awaargi has proved me wrong, this Indo-Canadian writer is gifted with a sense of humour and wit, his style is unique, my heart felt Dua for his other books.
Niloufer...New Jersey.
Avatar Niloufer...New Jersey.
Posted 01:11:2007 - 08:29:02:

I simply love it, great style, good work, congratulations,
keep it up...cheers.
Qaiyum Badar.India
Avatar Qaiyum Badar.India
#10 - Quote - Permalink
Posted 01:05:2007 - 08:52:29:

Javed Danish bila shubha Urdu ka Adeeb hi nahi, balke urdu ka Safeer bhi Hai, jo khud jokham uthata hai, saoobaten bardasht karta hai,aur duniya ke goshe goshe main ja kar Urdu aur Urdu walon ko talaash karta hai, aur phir hamen iss ki itlaa deta hai, beshak Javed ki inhi koshishon ki wajha se ab hamen urdu ka qalamkaar hone par fakhar hone laga hai, chunanche ab to dil se yahi dua nikalti hai ke Allah kare javed danish ki AWAARGI issi tarha jari rahe, jis se hamen mustafeed hone ke mawaqe milte rahen.

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.